16

648 32 5
                                    


Kainat hugs her dadu and all cousin join Aslam was shocked why they were happy when there is sadness looming in the house.

"Sharam Karo tum sab yaha kitnibadi problem Mai hai sab aur tum log has rahe ho khel rahe ho"raefa speaks

"Hum to aap ko bhi hasne ke liye hi kehte hai ammi"kainat and ehsan speak in unison getting a glare from their mother

"Are chachi meethai baate pure shehar Mai"huzaifa speaks

"Yein tum log baat ko gol gol, jalebi ki tarah mat ghumao seedha seedha batao baat kya hai"jaffar asks

Hasib replies
"Abbu Jo client ne hame reject kar Diya order cancel kar diya unhone order accept kar liya aur every year ka order hame de Diya uske saath saath order 50times zayada increase kar diya saath saath iss saal hamari company ki profit 50 times increase kar chuki hai"he says

"Aur tayya abbu iski vajah se ham ab na sirf India Mai par pure world ke top richest companies Mai aajeyenge"qasim speaks

Everyone get happy and start congratulating each other they thank Allah for blessing them with this joy.

"Mai abhi jakar do raakat shukrane ki namaz padhungi"raefa speaks

And everyone agrees

"Hum toh bohot pehle jaan te the hasib sab handle kar lega"jabir speaks

"Nahi chachu aap Aaj galat hai Aaj inn sab ne meri madad ki hai aaj yein mujhe motivate ya sahara nahi de te toh shayad hame yein contract nahi milta he says".

"Vaah Alhamdulillah pehli baar koi kaam toh is toli ne theek ki"zulekha speaks

"Ammi aap aise bol Rahi hai jaise hamne Aaj Tak koi kaam thik hi nahi Kiya ho"qais speaks

"Kar hi na de"raefa whispers everyone hear and laugh at their innocent children how they were raunak of the havelli how today they have changed the scenario

"Bas,bas ab itna bhi kya bada ho Gaya Jo aap log inki itni tareef kar rahe hai"wazifa spoke she always wanted her daughter to be in centre of attention rather than these kids.

"Come on phupo ab to aap ko bhi hame appreciate karna chahiye"ayat spoke

"Ha phupo thoda credit Dene se insaan Kam nahi ho jata"ehsan spoke

"Dekh rahe hai abba aise ,aise hi yein logo ko bado se baat karne ki tameez sikhaiy hai na"wazifa exclaims

"Aur nahi to kya mere baccho ne itni badi cheez kar dikhaiy aur tum ho ki unhe taane Dene main lagi ho"Aslam says

"Aap sab mile hue hai na mere shohar aur meri beti ke khilaf"wazifa spokes

"Khuda ka wasta hai wazifa band kar do har waqt, har waqt ek hi cheez pe tumhari sooi aake atak jati hai Khushi ho gam ho ya kuch bhi tumhe apna Rona, Rona hai, meri bahuein tumhein apna nahi maanti na, to usi din jis din mere bete tumhe iss Ghar main laye kuch na kuch keh kar vo tumhe iss Ghar se nikal deti lekin vo tumhe apni behen Maan kar vo sab izzat deti hai aur tum har vakt unhe taane deti ho unn ke baccho ko taane deti ho agar yein log bhi tumhari beti Zara ke saath yein sab kare to tum palat kar jawab deti gussa hoti tumhare iss tareh ka bhartaw ka unke baccho ke saath raha for bhi vo Zara ko apni beti samjh kar pyaar deti hai izzat deti hai aur itna bolne ke baad bhi tum na sudhri to maaf kar na mujhe shayad mere hi parvarish mein Kami rah gayi"asra speaks

Wazifa shuts her mouth she can speak whatever she wants to her sister in law's and brother but never raise voice against her parents because if she does something wrong they will surely throw her out of the house.

"Acha ab yein sab chode begum vaise bhi subah ho chuki hai sab namaz padh kar nahakar neeche aa jao Aaj hamre Ghar Mai jashn hai nawab havelli khil uthegi"Aslam speaks

Everyone become excited except three, wazifa her husband and Zara they always wanted attention she was so greedy for the property that now she thought time has come to ask what she wants and was waiting for years.

THE NAWAB'S ONE AND ONLY BEGUM(On Hold Till June 2025)Where stories live. Discover now