21

606 22 12
                                    

All of them go to there respective room at night Aslam calls all his grandchildren sons daughter and daughter in law's in the lawn usually they all sit and have tea at evening time .

"Mehak beta tumhara office nahi hai kya tum Aaj bhi nahi gayi"raefa asks

"Nahi chachi vo hamare jo client the unke deal approve karne ke baad asfand sir bohot khush the unhone sab ko bonus dekar 2 hafte ki chutti di hai un logo ne iss project ke liye bohot mehnat ki thi"mehak says

"Chutti thi ya nikal diya"wazifa taunts mehak(she should be grateful that at that time hasib or any cousin was not near them or else today would be the day of her death)

"Bhabhi mujhe lagta hai ki nikaala to kisi aur ko gaya hai aur aapko pata hai Amma nikal bhi sakti hai kisiko"raefa spoke in the same tone as wazifa spoke.(As always she was raefa begum , here she was referring to Zara who lost her job after first day and messing up with an important client and in next phrase she refers to the warning asra gave to wazifa if she utters something bad against the family members).

Getting irritated she moved from that place

"Tum Inka bura mat mano meri jaan yeh hai hi aisi"raefa speaks to mehak

"Ya Allah ammi inki chaku ki zabaan ko maat sirf aap hi dein sakti hai"kainat spoke.

"Le inki zabaan ko chaku ki? , kainat tum meri hi beti ho na, inki zabaan ko chaku se compare kar Rahi ho kaha vo chaku kaha inki zabaan chaku Sharma jaye inki zabaan se"raefa says

"Bilkul sahi ammi Mai bhi kaha inki rubber ki zabaan ko us lohe ke chaku ke saath compare kar Rahi hu"kainat exclaims

And all broke into laughter but again become silent as all the nawab's were coming from office and were going to sit in the lawn.

Aslam sits in his seat and speaks.

"Assalamualaikum aap sab ko"he says
And all of the family members reply

"Walaikumassalaam "in unison

"Dado bataiy na aap ne hame yaha kyo bulaiya hai "kainat says impatiently.

"Haa dado please bataiy aap ko pata hai Maine sharat rakho hai ehsan bhaijaan ke saath aur mujhe Jeet na hai"qais speaks

"Haa dado koi trip plan kar rahe hai kya aap?"ayat asks

"Dado trip plan kar rahe hai toh khuda ka wasta aapko huzaifa bhaijaan ko nahi le jana"kainat says

"Kyo Bhai Mai kyo nahi aa sakta"huzaifa asks curiously why there cousin wants to dump him

"Pichli baar abhi tak bhul nahi paaiy huzaifa wapis se experience nahi karna"ehsan speaks

"Kya hua ese to kuch Maine nahi Kiya?"he asks

"Acha Bhai itni jaldi bhool gai aap"ayat says earning a glare from huzaifa.

"Bhaijaan aap bhool jayenge lekin ham nahi pichli baar jab ham sab family trip pe Gaye the to Sara ka Sara khana aur snacks Jo ki Puri family ka tha aap eik hi insaan kha gaye aur uss ke baad har paanch minute hame bus rok na pada, kyo?kyoki pure raaste aapko ultiyaan ho Rahi thi"kainat says

"Haa toh 15 ya 20 logo khana ek insaan daba le to"qasim speaks

"Bhaijaan ek baat toh baatein yein aap ka paet hai ya koi jasui ghufa nahi  iss main sirf jaat hi rehta hai aur kuch badta nahi hai"kainat says

And everyone broke into laughter

"Accha mujhe vo pink Vali dress chahiye mehak main vahi pehnungi tum mujhe vo de Dena trip ke liye Allah Kasam Mai tumhe return kar dungi"ayat speaks

"Kyo kisi aur se maang Rahi hai begum Mai hu na aap ke kaam ke liye haazir bataiye konsi dress chahiye aur kab ham apke liye la denge"huzaifa whispers making ayat blush

"Arey , arey bhaijaan begum nahi hone wali begum har wakt fast forward kar future Mai kyo chale jaate hai aap"kainat says

Seeing all this qasim glare at them

"Tum log apna muh band nahi karoge toh plaster ready rakha hai Maine agar kisi ne bhi tumhari baate sun Li toh Mai bhi bacha nahi sakta tum logo ko"qasim says (actually huzaifa and Ayat's love affair was a secret from family members except qasim, kainat and mehak no one knows in their family.

"Shut up!"hasib yells at them

"Sun na hai nahi dado kya bulane vale hai shuru kar di aapni rail gadi socha tha tum log thode mature ho rahe ho nahi for vahi patri Mai Jaa rahe ho"hasib yells at them

All of them become silent they know their hasib bhaijaan at good times will be sweetest and bas times he will become nightmare for people so it's better to keep him calm.

"Thike hasib koi baat nahi shaant ho jao"Aslam says

"Ji dado"hasib says

"Acha thike Bhai tum logo ki baate ho gayi to yaha gaur se ham koi trip pe nahi Jaa rahe balke hamari poti aur pota vaapis aa rahe hai"Aslam says

"Yein kya bol rahe ho dado aap to kehte the hum aap ke fav hai toh apne for kisi ko adopt kyo kar liya hum toh aapko itna entertain rakhte hai pichli baar toh apko hasib bhaijaan ki nigaho sai baccha kar movie le Gaye the halaki doctor ke mana kar ne ke baad bhi aur fir aap yein bhi bhool Gaye ki humari hi toli ne aapko chhup chhup kar pizza khilaya hai though doctor ne aap ke bp high hone ke karan mana Kiya aur pichli baar jab ham sab cricket khel rahe the aur humaira aunty ke Ghar ka sheesha Tod Diya tha tab bhi hum ne aap ko bachahya tha hasib bhaijaan se"qais speaks out and spills every secret in a force of emotion and everyone was glaring at the toli especially hasib

"Accha movie dadajaan aur ice cream aur humaira aunty ke Ghar ka sheesha pizza , vah aur kuch Bach Gaya hai"hasib asks

"Abba Jaan hum iss pure Desh ke sabse Ameer gharane se hai aur hum yein harkatein karenge na to log hame pagal kahenge aap bhi in logo ke saath mil kar yein sab kar rahe hain"Junaid speaks

"Bevakoof qais sab ugal Diya pura to sun lete"ehsan speaks

"Bichare dado Aaj pata nahi hasib bhaijaan unka achaar dalenge ya korma banyenge"huzaifa speaks

"Daro mat tum log vo sab bhaijaan hamre saath bhi karenge"qasim says

"Kyo hamre saath kyo"ayat asks

"Madad to hamne ki hai"kainaat says

"Ya Allah use pehle kafan dafan ka intezam karna ho ga bhaijaan iss liye abhi bhi hamre paas bohot vakt hai" qais speaks

"Ji ji qais sahab aap ke liye toh bhaijaan Saudi se manayenge kafan ka kapda"ehsan says

They all became silent again seeing hasib's famous glare

"Toh sab meri bat gaur se sune mein kisi ko adopt nahi kiya balke mujhe lagta hai aap sab log iss Ghar ke do baccho ko bhool hi Gaye ha, hafsha aur Asad vaapis aa rahe hai" he says

So next chapter will be also out in few min so be ready guys have your food and hain energy to read.

What do u think about Asad and hafsha do comment down.

THE NAWAB'S ONE AND ONLY BEGUM(On Hold Till June 2025)Where stories live. Discover now