38

287 17 16
                                    

"to thike Mai tumhe pehli khushkhabri dunga iss Ghar ki beti ka nikah te ho gaya hai"Aslam says

But everyone were shocked but most importantly hasib got disturbed that is it mehak's one more proposal no he can't let this happen , mehak is only his and forever his.

"Yein kya bol rahe hai dado"hasib asked impatiently

Even mehak was in thoughts was it her grandfather accepted aarish proposal or any other proposal came she was in deep thoughts when her trance broke

"Abba Jaan apne aarish ka rishta apna liya kya , abba Jaan Mai apki bohot izzat karta hu lekin Mai uske liye apni bacchi khushiyo ki kurbani nahi de sakta"Junaid says making mehak proud and emotional more than anything her father valued her happiness

She saw her father with watery eyes and he shakes his head not to cry and don't be stressed he will sought it

"Haa abbajaan Junaid sahi keh Raha hai"jaffar says
Even jabir says "abba Jaan hamari mehak se zyada hame koi cheez badhi nahi hai"

"Are tum sab meri Puri bat to suno yein aarish ka rishta nahi hai aur isme mehak ke baare Mai kuch nahi hai"Aslam says getting irritated how his sons are not letting him complete

"Haash"hasib sighs
"Aap kyo itna bechain hor rahe the bhaijaan"qais asks but got deadly glare of hasib
"Kyo kya zaroorat hai qais , bhaijaan ke muh meh haath dalne ki"kainat whispers
"Appi Mai sach kahu to mujhe lag raha hai mehak aur bhaijaan kuch to chal Raha hai"he whispers
"Tum pagal ho gaye ho yein apne dimaag ko kude daan Mai beich kar aagaye "huzaifa says
"Haa bhaijaan aur pyaar are two impossible things"ehsan says
"Ha bilkul vo hamre office mein ayi thi Nusrat Jo ki world famous model hai usko love at first sight ho gaya hasib bhaijaan ke saath picha hi nahi chod Rahi thi ek baar itna irritate ho gaye bhaijaan ki usse na sirf office balki uski agency nikal diya aur ab vo kisi company Mai modelling na kare Aisa kar diya bhaijaan ne ab vo modelling nahi bartan dhoti hai"huzaifa says making everyone laugh

"Ha yein baat sach hai lekin mujhe bhi kucch lag raha hai mehak aur hasib bhaijaan ke beech , kyoki uss din jab aarish ka rishta aaya tha na tabhi bechain ho gaye the aur aap log kaise bhool sakte hai bhaijaan ne kitna ladko kitni tareke se sataya jinhone mehak ko propose Kiya he was so pocessive aakhir mehak hamari university ki sabse khubsurat ladki thi isliye ladke madhumakiyo ki tarah uske paas ghumte the"ayat says

"Mujhe kabhi , kabhi na doubt aata hai ki tum meri twin ho ya qais ki tum dono ka dimaag eik jaisa chalta hai"kainat says
"To hum identical twins thodi na hai aapi aap aur mai sirf eik din Mai paida huye but hum unidentical twins hai aur aap mujh se 10 min badi hai"ayat says
"Accha bas ab yein kon se birth certificates nikal ke baith Gaye tum log"qasim says making them silent because these people if let can chat for hours and hours without a stop.

"To beti ek hi kya iss Ghar mein kainat aur ayat bhi hai na vo dono bhi nawab khandan ki betiyaan hai"Aslam says

"Haa haa abba Jaan"says jabir
"To Maine kainat ka rishta pakka Kiya hai"Aslam says listening to this kainat's smile drops

"Kya kya bol rahe hai aaba jaan kainat ka rishta lekin pakka karne se pehle ek baar puch lete kainat says"jabir says

"Aapi Adam Bhai to gaye"qais whispers earning a glare from qasim
"Tumhe har cheez khel lagti hai kya qais"Asad says
"Sorry sorry aapi I was just teasing I am really sorry"qais says and she nods

She was in shock that how she will deal what she will say how she could deny.

The only person who rules on her heart was none other than Adam his name was engraved in her heart years back and could never be erased

She couldn't digest the news how could she removed her love for him he was the oxygen which keeps her alive .

She was thinking how her grandfather could do such injustice to her .

So do say how was the chapter so do comment what will kainat do who is the person she is getting married and how her grandfather could do this without her permission .do comment whether u want update today?

THE NAWAB'S ONE AND ONLY BEGUM(On Hold Till June 2025)जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें