Promises💕

285 22 71
                                    

It was the next day morning and Gautami was feeling much more better from all the stress and tension she was going through this whole week. While she was making her morning coffee, numerous types of thoughts started coming to her mind.

The dynamic change in hers and Abhyudaya's relationship from friendship to "something-something else", her developing and growing feelings of affection and attachment with him and the said words of her father mentioning about him as the perfect life partner for her was continuously going on in her mind.

"Har kisi ko hi apne zindagi mein ek jeevansathi ki zaroorat hoti hai jo tumhara saath kabhi naa chore, tumhara har ek pal mein saath de aur tumhe kabhi akela naa chore. Yeh sab khubiyan mujhe Abhyudaya mein dikhti hai aur mujhe pata hai ke woh tumhe humesha khush rakhega aur tumhe kabhi udaas nahi hone dega."

'Waise, Baba ne sahi hi socha Abhi ke baare mein. Woh kab mere best friend se mera sab kuch hogaya, mujhe pata tak nahi chala. Jis tarah woh mera khayal rakhta hai, mujhe kisi cheez ki kami mehsoos karne nahi deta, mujhe aur meri baaton ko samajhta hai aur zaroori waqt pe mera saath bhi deta hai, mere liye stand leke.

Sacchi yaar, mere Abhi jaisa koi nahi❤'

Scene changes.

A/m: Aagaya tu beta? Kab aaya tu kal Los Angeles se?

Abhi: Kal subah hi aagaya tha mummy. Woh bas tab aap log so rahe the, toh maine aapko jagaya nahi.

A/d: Tujhe kya pata hai ke Gautami ke parents hospital mein admit hai? Dono hi?

Abhi: Haa papa. Kal Los Angeles se aake main aur Gautami unhi ki khabar lene gaye the.

A/m (rests her hand on his cheek): Kitna sweet baccha hai mera💗. Kaise hai dono?

Abhi: Baba thik hai, kuch din baad discharge hojayenge shayad but aai ki tabiyat pehle se thodi aur critical hogayi hai.

A/m: Yeh toh bohot buri khabar hai. Maine unse baat ki thi initial waqt pe aur unhone mujhe bataya iske baare mein. I hope G/m jaldi thik hojaaye bas🙏🏻

Us aunty for real🥺🙌🏻

A/d: Accha inn sab ko choro. Bohot hogayi emotional baatein. Ab aate hai main baat pe. Trip aur meeting kaisi gayi, beta?

Abhyudaya tells everything about the trip and the meeting at the YouTube office to his parents who were listening to him with full attention. Including about his developing feelings for Gautami as well😳👀

A/m (surprised): Toh tujhe LA jaake Gautami ke saath waqt bitake pyaar hogaya?🤯

Abhi (chuckles at her reaction with slight blush): Aree nahi mummy😆, mujhe Gautami se pyaar ka ehsaas LA jaane se pehle hi hogaya tha💓

A/d (in full mood of teasing): Toh humari Gautami ko tumne bataya ke nahi iss baare mein? Waise bhi G/m aur G/d ne humse tum dono ki shaadi ki baat ki thi aur humari toh haa hai😌🙌🏻

Abhi (blushes😳): Nahi, maine Gautami se iss baare mein koi baat nahi ki hai kyunki mujhe nahi pata ke woh mere liye same feel karti bhi hai ya nahi aur main apni dosti aur usse dono ko bilkul nahi khona chahta🥺🖤

A/m (pats his forehead): Koi baat nahi beta, hum tumhari baat ko samajh sakte hai. Thoda sa intezaar karo aur ek dusre ko waqt do, sab jaldi sort out hojayega. Hum hai naa tere saath, mera baccha💗🙌🏻

Kab Ishq Ho GayaWhere stories live. Discover now