15

683 33 5
                                    

She knocks his room but no response
She again knocked no response as she entered the room it was dark she switched on the light and what she saw made her shocked the whole room was broken hasib was sitting his hand was bleeding like anything she kept the tray near table and went towards him

"Bhaijaan..yein..kya kiya hai apne"she don't but tears started flowing of her eyes as she saw his devasted state she couldn't control .

He didn't reply she went towards him and hold his injured hand it was horribly hurted.

"Yein kya kiya bhaijaan"she said sobbing

When she looked towards him he was crying tears were flowing of his eyes the great nawab hasib khan never in his life cried for anything was crying sobbing.

She don't but just seeing tears in his eyes made her heart crack into multiple pieces it was non describable feeling.

"Mehak I lost it ham barbaad ho rahe hai"hasib

Hasib was always confident and handles situation wisely but this client was so adamant and due to Zara 's mistake it was messed up.

"Bhaijaan aap pehle roye na ek min yahi pai bethe hile na"she says and he nods.

She goes near cabinet opens it and takes first aid and come near him.

She was bandaging his hand while he was staring his eyes hold a lot of love for her when she saw him that he was staring at her she too looked at him they both were staring each other for a long time as if they were drowning in each other's eyes.

Later she moved her eyes and he also moved.

"Yeh aap kya kar rahe the aap to kabhi kamzor nahi padte"mehak speaks

"Pata nahi Aaj nahi ho raha main kisi ko keh bhi nahi sakta tum janti ho main abu chachu ke paas ja kar unhe apni Dil ki baat bolkar ro nahi sakta ammi chachi ke paas ja kar bolunga to vo aur pareshan ho jayenge mujhe pareshan dekh kar aur apne cousins se share nahi kar sakta kyo ki main unhe apna yein roop nahi dikha sakta dadu aur bijaan dekheinge toh vo bhi pareshan ho jayenge bachpan se lekar ab Tak Maine apni saari baate kisi ko bataye hai aur mere har rag rag se wakif koi hai toh vo sirf tum aur tum hi ho mehak"
"Tumhi batao tumhare sivay jau to kaha jau tum hi ho mehak ko mujhe Bina judge kare meri baat samjhti ho mujhe har situation main handle karti ho mujhe hamesha calm rakhti ho tum hi ho mere jene ka sahara ho, Aaj bhi jab mujhe rone ke liye kandhe ki zaroorat hai toh koi nahi aaya kyo kyoki vo sochte hai ki main Nawab hasib khan sab handle kar lega usse kisi sahare ki zaroorat nahi hai, lekin yein bilkul galat hai mehak Mai bhi insaan mujhe bhi sahare ki zaroorat hai,Aisa nahi hai ki Mai nahi rota Mai bhi rota hu mere paas bhi Dil hai mehak koi mere bare Mai nahi sochta, kyo kyoki mai khudko handle kar sakta hu nahi Mai bhi hamesha chahta hu ki mujhe koi sambhale Ghar ka sabse bada hu to kya meri zindagi nahi hai yaar mere paas Dil nahi hai mujhe bhi Rona aata hai mehak"he says while tears flowing down.

"Aapko kisne kaha aap akele hai"he hears sound in unison.

When he looks towards door he saw the toli

"Tum, tum log yaha kya kar rahe ho"hasib asks immediately wiping his face so that they don't look at it.

"Accha bhaijaan vese chupane ki zaroorat nahi hai dekh aur sun toh hamne sab liya hai"kainat speaks

"Chup badmaash"qasim speaks

They go near him"bhaijaan aap bilkul bhi akele nahi hai hum sab aap ke saath hai aap ko bas aise toot te hue nahi dekh sakte"huzaifa speaks

"Aur aapko pata hai bhaijaan aap ko kandha Dene ke liye hum sab hai "ehsan speaks

"Aur aap hamre vo bhaijaan ho jo hamesha hame protect kar te hai"ayat speaks

"Bhaijaan aap bohot strong ho yein Mai Aaj apko nahi kahunga aapko kandha dunga Mai rone ke liye "qais speaks and shows his shoulder.

And gets a glare from qasim.
"Acha qasim bhaijaan maar mat Dale Aisa ghoor ghoor kar Mai toh bhaijaan ko kandha de Raha tha Jo vo mehak se maang rahe the"qais speaks

And mehak blushes at the same time feels embarassed

"Tum log kabse meri bate sun rahe the badmaash"hasib speaks

"Vo..vo bhaijaan"they all were stuttering but he went and hugged all of them mehak also joined.

"You all are best"hasib says as he feel light headed and calm.

"Thank u bhaijaan but promise kare aap hame dantege nahi apko has se zyada sahara Diya hai ab to"qais speaks
And gets a deathly glare from hasib

"Oh shit Nawab hasib khan is back"qais speaks

"Are kya yaar bhaijaan hamne socha ki aise time PE aapse do ya teen promise le le to aap vapis aagaye"ayat speaks and everyone laugh

Even hasib laughs at his crazy cousin and how they supported him today.

"Bhaijaan mene files check Kari Jo messed up hai mujhe ek idea aaya hai Mai app ko batata hu aur mujhe mehak ki bhi help chahiye isme"ehsan speaks

"Sure ehsan bhaijaan"she speaks

Before that everyone was hungry

"Mehak yaar bohot bhook lagi hai kuch khilado for ham sab mil ke kaam karenge"huzaifa speaks

"Kitne bhukad ho Bhai do pizza daba ke khane ke baad bhi bhook lag Rahi hai"ayat speaks

"Bas kar de meri ma"huzaifa speaks

"Maine aap ko kitni baar kaha hai mujhe na bulaya kare amma, aur agli baar bolenge toh seedha choti tayi ammi ke paas bol dungi"ayat says

And huzaifa please to her no because his mother will beat him if he troubles ayat and kainat one more favourites of her mother.

"Accha ab dono bas karde Mai kuch lati hu"mehak speaks but was stopped by kainaat

"Are tum inki madad Karo mehak vaise bhi kisi ne dinner nahi Kiya bado ko chod ke iss liye pura khana ammi aur tayi ammiyo ne fridge mein rakha hai to tumhe kuch banane ki zaroorat nahi aur vaise bhi Mai jaakar garam kar, kar lati hu fir ham baith kar sab mil kar khayenge"she speaks and everyone agrees.

Everyone sit in hasib room and enjoy their dinner while making fun of each other they finished the food

After that all cousins help hasib working on the project make new contract new idea was implemented and was send to the client.

They were now impatiently waiting for his call though it was midnight the client agreed to check it.

As they were waiting the phone rang

"Ya Allah yein tender hame vapis mil jaye"ayat whispers
And everyone say"ameen"

Hasib picks the phone nervously

And when everyone ask him impatiently he gives them a big smile and they shout they scream that every elder got up

"Kya ho raha hai yaha pe"Aslam asks when he see all his grand children assembled in hasib's room.

How was the chapter guys please do comment it actually motivated me and if you want another chapter today please comment i will try to post and support me

Give your opinion about hasib's breakdown today and how his cousins supported him.

THE NAWAB'S ONE AND ONLY BEGUM(On Hold Till June 2025)Where stories live. Discover now