18

642 27 21
                                    

"kya hua pata liya Kiya meri behen ko"kainat asks

"Band Karo apni bakwas wo meri ayat hai mujhe bohot ache se janti hai"huzaifa speaks

"Fir bhi huzaifa zubaan pe lagaam Dene se ham chote nahi ho jate aur yein pehli baar bhi nahi hai ,main apni behno ke aankho main aasu nahi dekh sakta"qasim spoke

No one in the house knows about huzaifa and ayat other than mehak, qasim and kainaat.

"Accha bhaijaan aap to aise baat kar rahe jaise Mai toh kisi aur Ghar ka hu"huzaifa exclaims

"Apni bakwaas band Karo aur ab jao hasib bhaijaan tumhe dhoondh rahe the pichle aadhe ghante se"qasim speaks

"Ya Allah, nahi mene kya gunnah kar Diya Jo aap log mujh se aise badle le rahe ho , meri body aa jayegi ek qabar book kar le aap"huzaifa speaks

"Haa bhaijaan kafan dafan ki bhi toh tayari karni hai chale ham le ke aate hai vaise bhaijaan aapko kaisa kafan chahiye"kainaat speaks

"Ya Allah toba toba, kainaat aise mat baat Karo gunaah hai yeh aur tum huzaifa Maine bhaijaan ko kaha tha ki tum bahar Gaye huye ho aa jaoge to vo apne study room mein hai vese bhi jab se hame deal mili hai office mein abhi ke liye kaam kum hi hai to drama queen bana band Karo aur Jaa kar dekho bhaijaan kyo bula rahe the"qasim speaks

And he nods and goes

"Bhabhi bohot khush Mai Aaj aur bohot fakr hai mere baccho PE itni badi cheez kar di Allah sabki buri nazro se bachaye"raefa speaks

"Haa bilkul sahi kaha raefa"zehra speaks.

"Kya Mai andar aa sakti hu"Zara asks

"Arey zaroor beta andar aao puchne ki baat thodi na hai "zulekha speaks

"Ji badi mami aap bohot achi hai apko aise lagta hai par shayad kuch logo ko Mera yaha aana acha nahi lagta"she speaking looking at zehra and raefa.

She always speaks sweetly towards zulekha but always rude towards zehra and raefa and especially zehra as she was mother of mehak she was also jealous why her mother was not like zehra .

It was true zehra was a very good mother not only for mehak but also for hasib she loves them dearly she always understands her daughter spoke nicely to her loved her very much .

But wazifa was nothing like her she was not rude to her daughter but always greedy pushing her daughter for things she didn't like but after that she got adapted to it her mother never asked her opinions .
They say right greed makes your eyes blind it totally applies for wazifa she has poisoned her husband and her daughter's mind she made herself and  her relation toxic and only for greed.

Zehra noticed that and spoke

"Aisa bilkul bhi nahi hai beta tum kabhi bhi aa sakti ho tum bhi to mehak ki tarah meri beti ho"

"Janti ho zehra mami kya hu Mai aap ke liye"Zara spoke

"Zara aise nahi baat karte mami hai vo tumhari bilkul mere jaisi"zulekha speaks

"Chod dein bhabhi zabaan lambi vaali ladkiyo ke paas Jeet nahi sakte."raefa speaks (raefa is actually savage she is not like zehra or zulekha and bear the taunts she replies confidently she was sweet but she can never listen anything against her family members she considers zulekha and zehra as her own sisters though they were not but shared a very good bond , I just fell in love with her character i also enjoy writing her dialogues 😄😄)

"Raefa"zulekha speaks

"Dekha mami "Zara speaks

"Dekho beta vo bhi tumhari Mamiyaan hai aur tum unse bhi mere jaise baat Karo vo bhi tumhe vaise hi treat karengi.(Now little did she know that Zara is actually pleasing her for his son she has no love for zulekha also but her mother instructed her to be polite to zulekha as she was hasib's mother , but little did she knew that more than her mother hasib respects her khala i mean his zehra chachi if Zara would have spoken in front of him like that he would have surely thrown him out of the house).

"Acha vo chodo tumhe koi kaam tha "zulekha asks

"Ji mami mujhe shopping pe Jana tha koi mujh se baat nahi kar raha(she lied again after what she did also all cousins spoke to her and consoled her,but again she was a person best describable in words is like aasteen ka saamp) aur Mai chahti hu hasib shopping pe le jaye.
"Thike beta Mai kahungi use aur baakiyo ko bhi samjhaungi ab khush"zulekha speaks

She nods and goes away smirking that her plan of manipulation worked.

So one more update and a new entry in the havelli is gonna come guess who it is in comments keep supporting me.

THE NAWAB'S ONE AND ONLY BEGUM(On Hold Till June 2025)Where stories live. Discover now