31

467 22 8
                                    

Rohail's eye's stopped at his love his childhood desire , he looked at the beauty went near her.

"Kaisi ho mehak"he asked her with a charming smile

"Bilkul thik hu Rohail bhaijaan aap kaise hai aap"she said in a soft tone but felt uncomfortable due to rohail's constant staring

He was not replying rather he was staring at her continuously.

"Bilkul thik hai Rohail mehak tumhe fikar karne ki zarurat nahi"hasib replied in a authoritative tone

"Ah..ah hasib bhaijaan aap kaise hai?"Rohail replies awkwardly

"Main thik hu , lekin mujhe lagta hai tum thik nahi ho"hasib replies

"Kya bol rahe hai bhaijaan Mai thik hu, aur shayad kuch zyada hi"he said while staring at mehak

Now it was going beyond his limits to control
Hasib made his hands in fist , he was just controlling his anger due to his mami but it will surely break if he continuous this.

Huzaifa moves towards hasib and hold his hand

"Kya Rohail bhaijaan aap bhi kya bate lekar baithgaye , aap dono khud mein hi mashgool ho gaye hamari bate to sune"huzaifa says to divert them

"Yein itni garmi kyo ho Rahi hai mujhe"qais speaks in a mocking tone

"Apna muh band Karo Varna bhaijaan ne tumhe bhun ke kha jaana hai , fir unke paet Mai karte phirna garmi , garmi"ehsan speaks

"Ya Allah tum logo baato main hi rahoge chale Maine Aaj tum sab ki fav cheeze banaiy hai"shifa says to everyone

"Ha ha Bhai ham ko khana hai mami"qais says

"Tum kabhi nahi sudhroge na qais , zulekha ne bilkul sahi kaha"shifa says

And everyone laugh

They sit in dining hall,

"Mehak beti kaisi chal Raha hai office zehra ne bataya ki tumne office join kar liya"mahjbeen asks

"Ji mami mene office join kar liya hai Suleiman groups abbu ke dost ki company hai"she says

"Kyu itna mushkil uthna tha beta tum tumhare nanu ki company join kar leti"she says

"Nahi mami mujhe apne family Circle ke out kaam karna tha isliye"she says

And they nod

"Qasim , mehak ke liye rishte dekhne shuru kar diya Kiya zehra ne"shifa asks to qasim

"Ji vo mami , abhi hamare ghar me koi tayaar nahi hai uske nikaah ke liye vo aur thoda work karegi , vaise bhi meri behan ko hamne par kaatne ke liye nahi udne ke liye diye hai"he says looking at his sister smiling

Qasim was very much attached to mehak he couldn't see tears from her eyes , so he always protected her

Mehak gives him a soft and affectionate smile , proud of her brother.

"Acha bas bohot emotional na kare mahol , bahot mushkil se mujhe freedom mili hai enjoy karne dain"qais speaks

"Acha ji yein konsi freedom hai Jo hum nahi jaante"ehsan speaks raising eyebrows on qais

"Arey ammi ki daanto se , ab na koi uthane vala ho ga , vaise bhi meri pyaari mamian main jab bhi aata hu meri favourite dishes khilati hai aur mujhe khush rakhti hai"he says smiling at his mami's

"Acha ji Ghar chale janab , tayi ammi kuthaiy se kon bachaye ga Mai bhi dekh ta hu"Asad speaks mocking him

"Ya Allah bhaijaan apni biwi pe dhyaan de Varna kahi hafsha api mujh se jealous na feel kare , Manta hu Mai handsome hu but itna attention denge toh kahi aapi aap ki kuthaiy na kar de "qais speaks mockingly

"Ya Allah bhabhi , lagta hai sach kaha tha zulekha bhabhi aur zehra ne tumhe sambhalna hamre bas ki nahi hai"mahjbeen speaks laughingly

"Chalo apne , apne kamare Mai Jaye aap log aur rest Karo , vaise kal abba Jaan ne ek party rakhi hai buisness deal ke sucess hone pe to kal ke liye tum log dress ready kar lo , Rahi baat ladkiyon ki tum log pareshan na ho bacchiyon hamne kal kapde valo aur jewellers ko Ghar pe bulaya hai tum log select kar sakti ho"shifa says

And everyone nods

THE NAWAB'S ONE AND ONLY BEGUM(On Hold Till June 2025)Where stories live. Discover now