yeh kahani hai sawakh ki..... kahte hai allha pak jode jaanat mei banate hai aur wo jode yaha duniya mei akar milte hai.... jab shahre ki kaliya khilati hai jannat mei tab nikaah ka mubarak manzar sazta hai duniya mei.... yeh story hai 3Jadoo ki jinke satth bhi aisa hi hua... sania,wajidha aur khushboo ki jinka rishta unki marzi ke bagerh hua...lekin is se bhi badi dikkat thi jinse inka nikaah hua tha woh the Pakistani...jinse woh aaj tak nahi mile thi... Log shaddi kar ke ek shar se dosre shar jate hai par yahh tuh ye 3 ek anzan mulk mei ja rahi thi kya hoga in sadiyo ka anzam ??? Dekhate rahiye talash e ishq -----------------------------------------------------------------