20..

416 16 9
                                    


Asslamuylikum everyone





.
Flashback

Esha beta hum andar aa sakte hai? Mr &Mrs latif asked together

Jee aaye na bahar kyu khari huie hai aur mere kamre m aane k liye aap dono ko kabi izzajat nhi le pade ga hamesha aa skti ho ""Esha said little huffed by their behavior

Acha theek hai agle bar se knock kie begaar hi andar ghues jaynge "her ammi told her and Mr latif laughing

Meri beti bari ho gayi hai mujhe to pata hi nhi chala"Mr latif said as a sad tone. Har parents k liye unki walade choti hi reheti hai ..

Baba aap na emotion kar rahi hai lekn mein roe ga nhi ""

Aapki baba aap se kuch pouchne aaye hai aapko koi zabardasti nhi hai ""Mr latif said

Baba clearly baataye na baat Kia hai? Impatiently Esha asked him

Aapke liye reisthe aaye hai bohut achi gharon se woh log aap ko khush rahke ga aur ham chahte hai aap unse Nikkah kare ""Mr latif said looking directly at her eyes

Koi Davao nhi hai bacchi aapki faysla aakhri hogi "Saba said when she noticed her grumpy face

Haan aapki hi faysla hogi. Achi ghar k bacha hai to aapki future ke liye hame socha tha likn aap jo ray hogi wo ham Mann lenge aapko preshan ho ne zarrot nhi hai na Davao me aake faysla le ni h """Mr latif said as worried and hopeful tone

Mrs Jamal ne unki bete ke liye aapko biwi bana chaha he ""Saba said

Mujhe tora waqt di jiye ""Esha demand

Jee zarror """"lovingly Mr latif kissed on her forehead

Sada khush raho meri bacchi ""Saba said and hugged her

.....

Esha bohut sochti hai iss bare m aur usski baba ki hopeful eyes aur usski ammi k barosha sab kuch ek saath chll raha tha..kya kare smjh nhi aa rahi thi...lekn dill kheh rahi h ammi, baba ki faysla Mann le aur Nikkah kar le pir bhi ajeeb si bechani si ho rahi thi.....

Esha aapko kya howa hai jo ghumsumsi ho gayi ho? Sabiha asked

Babhijaan mujhe kuch smjh nhi aa rahi hai? Esha said as she was tired not finding answer

Oh acha .meine Mr Hassan se mili thi unki baaton se lgg raha tha woh aapko pasend karti hai aur zayaan bi unko personal jante hain, Mubasheer se bhi unnke barw m pata hain ""Sabiha telling her as everyone inquiries him by her family member

Toh mujhe kya karna chahiye babhijaan ""Esha asked

Aapki marzi hai. Aur sab ko Mr Hassan pasend he aapke liye ""Sabiha teasingly said

Babhijaan na Karen! Mujhe tora aur waqt di jiye pir mein baba ko baatongi meri ray Kia hai "Esha said

Zarror! Jyda intzer na karwaye hamere jija ji ko kahi direct aapki paas na aa jaye ""teasingly Sabiha said

Mubasheer 's soul 💘√Where stories live. Discover now