16. Is she Prarthna?

761 154 20
                                    

He patted on her cheeks.

Veer: Prarthna, utho Prarthna.

He lifts her and makes her sit in car. Drives away the car.

In hospital corridor. Doctor comes out.

Veer: Doctor, woh Kaisi hai?

Doc: she's fine now. Yeh bhi thik hai aur Inka bachcha bhi.

Veer: What!!! Is she pregnant?

Doc: yes Mr Oberoi. And she's weak also, issliye behosh hogayi thi.

Veer: Can I see her?

Doc: sure

Veer goes inside. She is laying on bed. He's continuously looking at her. He saw her hair strain is coming on her face. He smiles a little and tucked them behind her ears and kissed on her forehead then holds her hand. He remembers something

'Wow, it's so beautiful.' Prarthna is standing front side of yacht and wind is flowing. Her hair is coming on her face because of wind. Veer comes from behind and adoring her. He removes her hair from her face and tucked them behind her ear. Prarthna closes her eyes."hum humesha sath honge na Veer?" Prarthna asks with a fear. He cupped her face. "Hum humesha sath rahenge. You're my life Prarthna. I can't take a breath without you." "I know. Me too." Then they hug each other.

His trance breaks because of sudden move. He saw her opening eyes. She's not full conscious. He becomes happy.

Veer: Tum itne dino se kaha thi Prarthna? Mujhe dad ne ussdin bataya ki Tum ......... But I didn't believe him. I tried to find you. But... Aur Tum ne shadi karli? Prarthna, how could you? You know na how much I love you? Why did you do this?

She removes her hand from his hands. He becomes shocked.

"aap Kaun hai? Mai aapko janti nehi hu. Mai Yaha kaise? Mai...... Ahh....Mera sar." She said holding her head. Then he notices something.

Veer: tumhara Naam?

"Pratha"

Veer immediately gets up

Veer: I'm..... I'm sorry.....Mai...woh...

He leaves from there in rush.
.
.
.

In Pratha's house. PM is sitting on sofa holding a photo. Prity comes there and keeps her hand on her shoulder.

PM: Pratha.....

Then she looks and saw it's Prity.

PM: Kuch pata Chala?

Prity nodded no.

PM: pata nehi kaha Hogi Meri bachchi.

Prity: aapko di ke sath aisa Karna nehi chahiye tha maa. I know Jo hua hai aisa nehi hona chahiye tha. But phir bhi.

PM: Maa hu, aapne bachcho ko takleef mei dekh nehi pati hu. Tab gusse mei usse thappad mar diya.

Prity saw the photo ⬇️

Prity: aap aaj bhi di ko bohot miss Karti hai na?

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Prity: aap aaj bhi di ko bohot miss Karti hai na?

PM: kaise na karu. Maa hu mai. Dekh kaise muskurah Rahi hai. Kitni pyari thi Meri beti. Meri Prarthna.

Prity: sehi kaha, Mai toh jalti bhi hu. Meri doni di itni khubsoorat hai. I wish Mai inn dono ki tarha hoti.

She saw PM is crying.

Prity: Maa, Priyu di mil jayegi. Aap maat ro

PM: kaise na rou. Aapne ankho ke saamne aapni ek beti ki puri jindagi barbaad hote Dekhi hai. Issliye toh kabhi nehi chahti thi ki Tere sath aur Pratha ke sath Kuch bhi galat ho. Par Mai phirse aapni beti ko protect nehi kar payi.

Prity: Maa mujhe Pura biswas hai, Pratha di ke sath kuch galat nehi Hoga. Jo bhi hua tha Prarthna di ke sath waisa Kuch Pratha di ke sath nehi Hoga.

PM: bas mujhe Meri beti mil jaye... Aur Kuch nehi chahiye.
.
.
.
In hospital. Doctor checks her.

Doc: abhi aap thik hai aur aapka baby bhi. Aap chahe toh jaa sakti hai

Pratha: Thank you doctor.

Doc: aapki family se Kisi ko Bula lijiye. Aapke husband..... Aise Raat ko akele Jana safe nehi Hoga woh bhi iss halat mei

Pratha: it's ok doctor. Mai thik hu. Thanks. Actually mujhe bill pay Karna hai woh reception kaha hai?

Nurse: aapka bill toh pay hogaya hai.

Pratha: kisne Kiya?

Nurse: woh jinhone aapko Yaha late the unhone hi Kiya hai.

Pratha: ohh...... Aapko pata hai woh kaha hai?

Nurse: actually Maine unhe bohot jaldi mei nikalte dekha hai. But jane se pehle bolke gate hai aapki bohot achchese hum take care kare.

Pratha: mujhe unhe thanks bolna tha. It's ok, agar kismaat mei likha ho toh jarur milenge. Mai chalti hu. Thank you aapko bhi.

She leaves from there.
.
.
.
In Oberoi mansion. Veer is sitting on rocking chair in his bedroom belcony and having drink. He's remembering everything the moment he met with Pratha, that hospital incident everything.

Veer's pov: uski aankhe...... Uski aankhe Prarthna jaisi nehi hai. Prarthna ki aankhe toh Hazel brown tha but uski black color hai. Phirse Maine usse kho diya.

Veer: Maine phirse Prarthna ko kho diya. Whyyyy.....!!!

He throws the glass in anger.

Veer: why always me. Why...

Tears are falling continuously from his eyes. But suddenly someone keeps hand on his shoulder

"Veer"

He looks there and becomes calm.

That's it. Hopefully you all like this part. Please do vote and comments and share your feedback. Thank you.

TejRan: Anjan Hai Hum Dono Where stories live. Discover now