part 11

14 1 8
                                    

Pan to tanuja

Tanuja room mai aa jati hai and window ke paas beith jati hai

Tanuja : iska matlab diya ne sahi kaha tha..ki wo sachme mujhse pyar karne laga hai..par maine hi uski baat nhi suni....pata nhi usse kaisa feel ho Raha hoga..par mai kya karu..jab mere dil mai uske liykoi feelings hi nhi hai..toh mai kaise bol du..ki mai usse pyar karti hu..or toh or..usne Aaj achanak se aake yeh sab bol diya...tch..🤦🏻‍♀️😟

Other side

Rishi wahi par khada tha and usse bar bar tanuja ki baat yaad aa rahi thi

Rishi : waise kuch galat nhi kaha usne... achanak se thodi usse mujhse pyar ho jayga...jaise mujhe hua...par jab usne mana Kiya toh pata nhi kyun bhout aajeb sa dard mehsoos ho raha hai...kya karu...🥺

Humari adhuri kahani play in bgm)

Rishi ki ankho se aansu aane lagte hai and wo unhe apne hatho se saff karta hai

Pass aaye.... duriya phir bhi kaam na huiii....
Ik adhuri......si humari kahani rahiiii.....

Assman ko zamme...yeh zaroori nhi...jaa mile...
Jaa mile......isq saacha wahi...jisko milti nhi...
Manzile....manzile........

Rishi : mai kaise batau..ki mai bhout pyar karta hu usse...uske bina nhi reh paunga...par...wo nhi karti...aaisa kya karu...ki wo bhi mujse pyar karne lage....Mai nhi chahta ki wo.. mujse zabardasti pyar kare...Mai chahta hu..ki wo bhi
Mujse pyar kare par forcefully nhi..apni marzi se apne Dil se...or uske liye..mujhe kuch bhi kyu na karna pade mai karunga..par aaise hi Jane nhi dunga...

And apne aasu phocta hai and tabhi barish hone lagti hai

Rang the Noor tha...jab kareeb tu tha...ek
Jaant sa..tha yeh jahan........

Rishi apni or tanuja ki haldi wali moment yaad karta hai and halki si smile uske face par aa jati hai

Waqt ki ret pe....kuch mere naam sa...
Likh ke chod gaya tu kaha.......

Fir usse tanuja ki baat yaad aati hai

Mai nhi karti.....mujhe nhi hai pyar tumse...bass bata diya maine...aab Mera haath chodo....
Rishi : tumhe pyar nhi hai..par mujhe hai...or mai itni aasani se haar nhi manunga....mujhe paaka yaakeen hai ek na ek din tumhe bhi mujhse pyar zarur hoga...or mai puri koshish karunga...ki tumhe mujhse pyar ho jaye.....😟

Humari adhuri kahani........
Humari... adhuri kahani...... humari adhuri kahani..
Humari adhuri kahani......💔

And thode time baad rishi...waha se chala jata hai

Next day

Tanuja ready ho jati hai and ahana ka wait karne lagti hai tabhi Rishi apni car lekar entrance par aa jata hai

Rishi : kisi ka wait kar rahi ho...😊

Tanuja : haa..toh...tum bhi kisi ka wait kar rehe ho kya..🤨

Rishi : haa kar raha huna... tumahara..apni life Mai...😊

Tanuja : maine tumse kal hi kaha na ki..

Rishi : ki tum mujhse pyar nhi karti...par don't warry tumhe bhi mujhse pyar ho hi jayega...

Tanuaja : aaisa kabhi nhi hoga....

Rishi : dekhte hai...khair chodo..agar tum chaho toh mai tumhe tumhare Ghar tak lift de sakta hu....😌

Tanuja : mujhe tumari lift ki koi zarurat nhi hai...Mai khud chali jaungi tum jao yaha se....

Rishi : arey...tum toh bura maan gayi...or waise bhi lift lene mai kya problem hai...lift hi toh de raha hu...

Tanuja : par mujhe bhi chahiye....

And aaisa bolkar idhar udhar dekhna lagti hai

love Connection 💕Hikayelerin yaşadığı yer. Şimdi keşfedin