chapter 4

26 5 1
                                    

Simran : nimrat preet ko hua kya hai (while putting her hand on her shoulder )
Nimrat : arey kuch bhi toh nhi vo bas thakk gyi hai
Sweety : vo khush nhi hai na yahan aa kar
Nimrat : arey nahi nahi didi vo
Sweety : bas bhabhi ab kuch mat boliye
Simran : hum jante hain nimrat ki apna ghar chodkar aana kisi ko bhi acha nhi lagta toh isme chupana kyun ,hmm
Nimrat : main bas aap logon ko koi takleef nhi dena chahti thi sorry
Aman : matlab preet ka yahan aane ka bilkul Mann nhi tha
Nimrat : aisi baat nhi hai bacche bas uska vo Ghar , school , friends chodne ka bilkul Mann nhi tha
Sweety : aur jaise jaise vo yahan humare sath rahegi toh hum logon ke sath ghul mil jayegi
Manav : aur fir hum sab log bahut Masti karenge
Simran : aur haan ek baat aur preet ka mann yahan nhi lagg rha hai yeh baat koi nahi karega aur tum log bhi puri koshish karoge ke preet ka mann yahan par humare sath Lage aur kal jab tum log school jaoge toh vahan yeh bhi dhayan rakhna hai ki preet aur Manav ko koi takleef na ho
Aman : arey mami ji jab aman Sandhu hai inn logon ke sath toh darne ki kya baat hai
Shaina : dekhiyega Chachi di ka mann jald hi humare sath lag jayega
Vicky : arey lagega kyun nhi bachpan mein hum sab log sath khele hain
Sweety : acha ji bachpan mein toh ab tum logon ka bachpan
Vicky : ab hum log bade ho gye hain mumma ab hum par kuch zimmedari aa gyi hain (in funny way )
Sweety : acha ji zimmedari (while pulling his ear )
Vicky : acha acha sorry
(Everyone starts laughing )
Nimrat : thankyou so much itna sab kuch
Simran : khabardaar agar yeh shukriya bol kar humein paraya Kiya toh
Sweety : aur nhi toh kya hum ek family hain aur family mein ek ki pareshani matlab
Bacche : sab ki pareshani
Nimrat smiles
(Then Raj, Jogi, Sarb come with food and they all eat together and later they sit together and talk and the children play among themselves, Preet also plays with others but her mind is still sad )
Raj : chalo bhai chalte hain bahut der ho gyi hai kal subah kaam par bhi toh Jana hai Shaina Uday chalo
Uday : bas thodi der aur papa
Simran : bacche kal khel Lena vaise bhi ab tum log sab sath hi toh ho , hmm
Sweety : haan chalo aman , vicky chalte hain kal subah school nhi jaana
(Then they all leave for their houses and preet and mander went to their room and sleep)
Sarab : kaisa laga apko yeh ghar
Nimrat : acha hai sab bilkul humare purane ghar ki tarah hi hai
Sarab : preet khush hai
Nimrat : abhi thodi udaas hai par mujhe lagta hai ki vo jald hi ghul mil jayegi usse shuru shuru mein takleef hoti hai
Sarab : hmm
Nimrat : chaliye so jate hain raat bahut ho chuki hai
Sarab : hmm ,
(Then they both sleep )
Next day
(Children got ready for school )
Preet's pov : ohh God first day of new school pata nhi kaisa jayega mujhe toh bahut darr lag rha hai
Manav : mumma i am very excited
Nimrat : hmm
Manav : apko pata hai vicky bol rha tha ki humare school mein canteen bhi hai
Kitna maza ayega
Preet : iss bhukad ko bas khana de do yeh kahin bhi aaram se reh lega
Manav : bhukad kise kaha
Preet : tujhe
Manav : mumma
Nimrat : ohho ladna band karo tum dono
(Then aman comes there )
Aman : hlo mami , hi ! preet manav
Preet / manav : hlo
Aman : vo main tum logon ko bulane aayi thi ki chalo school ke liye nhi toh der ho jayegi
Manav : par school van toh abhi tak aayi hi nhi
Aman : actually vo bade mama ji hum sab ko school chodkar aate hai hum log bus se nhi jate
Preet : patiala ka no.1 school aur bachon ke liye buses nhi hia yeh toh bahut galat baat hai
Aman : nhi vaise buses toh hain par mama ji ki bank bhi usi taraf hain toh vo Humein school chod kar jate hain
Preet : par aate waqt
Nimrat : bas preet ab Jaa hi rhe toh jao yeh kya chote bache ki tarah swal puch rhi ho
Manav : haan di chalo chalte hain
Preet : hmm , chalo
(Then Raj drops them infront of their school )

1 school aur bachon ke liye buses nhi hia yeh toh bahut galat baat hai Aman : nhi vaise buses toh hain par mama ji ki bank bhi usi taraf  hain toh vo Humein school chod kar jate hain Preet : par aate waqt Nimrat : bas preet ab Jaa hi rhe toh jao y...

Ups! Ten obraz nie jest zgodny z naszymi wytycznymi. Aby kontynuować, spróbuj go usunąć lub użyć innego.

Preet's pov : oh toh yeh hai patiala ka no.1 school vaise school toh kafi bada hai
Aman : pata hai preet humare school mein study ke alawa aur bhi bahut sari activities hoti hain like dancing , singing
Vicky : aur manav games bhi bahut hai
Uday : aur humare school ki cricket ki team bhi hai
Manav : sach tab toh bahut maza aayega
Shaina : chalo guys ab hum log class mein chalte hain
Uday : bye bhaiyo aur behno baad mein milte hain(he went )
Vicky : chal manav hum tujhe apni class dikhate hain
Shaina : Haan chalo
Manav : ok bye didi best of luck
Preet : same to you bye
(They left )
Aman : preet tum bilkul bhi chinta mat karna yahan ke bachhe , teachers bahut friendly hain Haan kuch hain khud ko jyada hushyar samjhte hain par koi nhi tumhe jaldi pata chal jayega
Preet : vaise aman tumhare freinds kitne hai
Aman : actually preet mera aur mere freinds ka ek group hai
Preet : achi baat hai vaise kon kon hai tumhare group mein
Aman : chalo milati hu tumhe
(Then they went in class )
Aman : preet inn dono se milo yeh hai jannat and roshni mere do anmol ratan

1 school vaise school toh kafi bada hai Aman : pata hai preet humare school mein study ke alawa aur bhi bahut sari activities hoti hain like dancing , singing  Vicky : aur manav games bhi bahut hai Uday : aur humare school ki cricket ki team bhi h...

Ups! Ten obraz nie jest zgodny z naszymi wytycznymi. Aby kontynuować, spróbuj go usunąć lub użyć innego.

Aman : Jaan , rosh yeh meri cousin hai preet
Preet : hlo
Jannat / roshni : hi
Aman : preet ab yahin humare sheher mein hi rahegi aur humare sath hi padegi
Jannat : yeh toh bahut achi baat hai
Roshni : maza ayega
Preet : toh tum teeno ka group hai
Jannat : nhi abhi toh bakiyon se tum mili hi nahi ho
Preet : aman aur bhi friends hain tumhari
Aman : haan par vo boys hain
Preet : kya ?

(Tell me guys how was the chapter ? )

parvarish Opowieści tętniące życiem. Odkryj je teraz