Her Hero

1.3K 166 79
                                    

April 2019, Mumbai.

"Bhau jaldi se ek mast teekha Vada Pav bana do" A man said to the vendor.

Vendor-Do minute wait karo bhau abhi lagata hoon aapka special Vada pav....

"Aaram se banao bhau hamare paas aaj time hi time hai" The man said smiling.

On the other hand, a girl is running to save her life from the goons.

"Haseena aur tez bhag warna aaj hi allah ko pyari ho jayegi......Ya allah aaj bacha le, wada karte hai dobara kabhi chacha ji ko bina bataye nhi aayenge..."  The girl prayed while running.

V-Anubhav bhau yeh lijiye aapka Vada pav....(he said while giving the Vada pav to the man).

Anubhav takes the Vada pav and as soon as he takes it close to his mouth to eat, a girl collides him due to which the Vada Pav falls on the ground.

"I'm really sorry...!" said the girl hastily and was about to run away when he grabbed her wrist and stopped her.

Anubhav-Apna sorry daliye apni jeb mein aur hamare nuksaan ki bharpai kariye...(he said angrily).

Haseena-dekhiye mister hum abhi bahut musibat mein hai agar is waqt aapne hume nhi jane diya toh aap bhi hamare sath musibat mein pad jayenge....(she said worriedly while searching for the goons).

Anubhav-Pehle toh aap hamari taraf dekh kar baat kariye...(He said irritatedly).

Haseena-kya hai, kyu nhi samjh rahe hai aap ki hamari jaan ko khatra hai
....(she said angrily).

Anubhav-kuch bhi ho hume usse nhi matlab, hume bas hamare Vade Pav ke paise chahiye....(he said in same tone)

Haseena-Agar hum dono zinda bache toh de denge aapko aapke paise...(she said tauntingly).

Anubhav-aapka matlab kya hai?"

Haseena-Pichhe dekhiye...(she said, gesturing towards the goons, who are standing behind him).

He turned towards the goons.

Anubhav-Oh toh aap log hai jinki wajah se hamare Vada Pav ko giraya tha inhone..(he said to goons).

G1-kaun sa pav kiska pav...(angrily).

Anubhav-Khane wala Vada Pav aur hamara vada pav....(he said innocently).

G1-dekh bidu apne ko tere se koi matlab nhi hai toh tu bhi side hat aur us ladki ko idhar bhej...

Anubhav-Jab tak hamare Vade Pav ke paise nhi milenge na hume inhe jane denge aur na aapko...(he said with a smile).

Haseena-aapko marne ko shauk hai kya jo in logon se panga le rahe hai....(she whispered angrily).

Anubhav-kaisi baat kar rahi hai hum apne Maa Baba ki ikalaute bete hai agar hume kuch ho gya toh unka kya hoga hume nhi marna abhi...(he whispered in fear).

Haseena-toh aap bhi hamare sath bhagiye yahan se....(She whispered).

Anubhav-Bilkul nhi hum aise bhag nhi sakte warna hamare Baba ko apni shakal kaise dikhayenge....

Haseena- aapke paas do hi option hai bachne ka ya toh bhagiye hamare sath nhi toh in teeno gundo se fight kariye...

Anubhav- peeth dikha kar bhagne wale toh hum hai nhi toh bach gya dusra vikalp...par hum tab tak kisi ko marte nhi jab tak koi hume nuksaan na pahuchaye....(he replied calmly).

G2-tum dono ka ho gya toh chupchap ladki ko bhej idhar....(angrily).

Haseena hid behind Anubhav and grabbed his shoulder.

The Shooting Star ✔Where stories live. Discover now