Guilt..?

1.1K 179 75
                                    

Continuing from previous part

"Yeh nishan toh abhi bhi dikh raha hai...!" Haseena said to herself, looking at the hickey on her neck in the mirror.

Haseena-ab kya kare...waise hume nhi laga tha ki Hero bhi romantic ho sakte hai...kash kal humne bhaang na pi hoti ya phir hume yaad rehta ki kal hua kya tha...(gloomily).

"Kya yaad rakhna hai aapko...?" Anubhav asked, coming from the bathroom while drying his hair with a towel.

Haseena-yahin ki kal aap kitna romantic the...(she replied in flow flow).

Anubhav-aapko yaad aa gya kal kya hua tha...(tensed).

Haseena-nhi na (he heaved a sigh of relief) yaad aa jata toh pata toh chal jata ki kal kya hua, aapne humse kya kaha aur hamare beech kya kya hua..(shyly).

Anubhav-hosh mein aane ke baad jo dekha usse pata chal gya na kya hua toh ab yaad karne ki zarurat nhi hai aapko...

Haseena-hmm...waise aap ko yaad aaya kya ki kal kya hua...(she said with questioning eyes).

Anubhav-nhi...aur na hume yaad karna hai...(rudely).

Haseena-khadus...(she mumbled).

Dadi's Room

"Dadi ji mera yakeen kariye, Anu khush nhi hai is shaadi se woh toh bas uncle aunty ke liye jhel raha hai Haseena ko..!" Purvi tries to convince Dadi ji with her xyz reasons.

Dadi-hum budhe jaroor huye hai par aankhe hamari itni bhi kharab nhi huyi ki hum Anu aur Haseena ke beech ke rishte ko na samjh paye..

Purvi-Dadi ji sach mein Anu khush nhi hai Haseena ke saath woh ladki hamesha apne paison ke akad mein rehti hai..aur mere dost ko neecha dikhati hai...(she tries to manipulate Dadi ).

Dadi-par itne dinon mein toh hume kabhi aisa mehsoos nhi hua balki Haseena toh hume hamare is chhote se ghar mein hi khush nazar aati hai...

Purvi-Anu pyaar nhi karta Haseena se...

Dadi-achha *sarcastic smile* tumhe usne khud bataya ki woh pyaar nhi karta...(with a smile).

Purvi-woh kyu batayega par...(interrupt)

Dadi-Purvi beta hum samjhte hai tumhe apne dost ke liye fikar ho rahi hai par ab bahot kuch badal chuka hai...haan mana shaadi ke shuruaati daur mein Anu nhi karta hoga Haseena ko pasand par ab aisa kuch nhi hai...woh khush hai isliye ab tum bhi apne dost ki tension chhod kar apne aane wali zindagi par dhyan do...(she said with a smile and then left from the room).

Purvi-yeh Dadi ji bhi na samjhti hi nhi hai...(angrily).

"Tch...tch..tch...so sad (fake concern) Purvi Purvi (Purvi turns and rolls her eyes to sees Haseena) haye bura hua, tumhari sari mehnat bekar ho gyi...!" Haseena said with fake sadness.

Purvi-tumhari wajah se...(angrily).

Haseena-sorry (teasing her) waise toh hum tumhe thank you bolne aaye the (Purvi raise her right brow) woh kal tumne jo hume bhaang pilaya uski wajah se kal hamare liye bahot special ban gya, haye pehli baar Hero ne hume...(she pretends to be shy like a newly married shy girl).

Purvi's blood boiled after listening to it.

Purvi-mujhe kuch important kaam hai...(she walks away from the room).

Haseena-arey puri baat toh suno...chali gyi (fake sadness), hehehe...(she giggles).

◦•●◉✿Three Weeks Later✿◉●•◦

The Shooting Star ✔Where stories live. Discover now