part-12

15 2 0
                                    

MEANWHILE

Divya was standing near the flower garden, Veer came and patted her shoulder and turned around and he smiled at her....
Divya: what!!
Veer: v-vo actually...
Divya: kya v-vo...mujhe to ye samajh nahi aa raha hai ki tum yaha kyu aaye ho...tumse to acche se bola bhi nahi Jaa Raha...
Veer: a-are to tum hi batao ki me tumhe kese manau.
Divya: ab ye bhi me batau...ek kaam karo....tum jaao yaha se.
Veer: DIVYA.....(She looks at him) Hehehe 😁
Divya: tumhara na me muh Tod dungi aghhhh!!
Veer: (shocked) are yaar mene kya kiya me to bas tumhe manane aaya tha but yaha phul ke Alava kuch or hai hi nahi to me tumhe du kya matlab agar me tumhe phul dunga to tum gussa ho jaaogi.....
Divya: ek minute me kyu gussa houngi
Veer: accha tumhe yaad nahi hai jab hum first day pe ghumne gaye the or mene tumhare liye pyar se apne haatho se itne sare phul collect kiye the to tumne mujhe kya bola tha....
Divya: tumhe vo sab yaad hai??
Veer: or nahi to kya tumse Judi har chiz yaad hai aakhir hum itne acche dost jo hai (wink)
Divya: tumne mujhe aakh maari
Veer: nahi to
Divya: jhuthe tumne maari thi mene dekha tha
Veer: accha zara batana kese maari
Divya: (wink) ese
Veer: kese
Divya: (wink) ese.....
Veer: (acting) hww Divya....ye kya kar rahi ho huh!! Akele ladka hu to ye nahi ki tum mujhe chedo....koi dekh lega to kya sochega huh!!
Divya: oyeee tumne mujhe bola tha aakh marne ko
Veer: matlab me Jo bolunga vo tum karogi ??
Divya: no never!!!
Veer: to abhi kyu kiya
Divya: 😶😶 I don't know
Veer: hehe matlab Jo me bolunga vo tum karogi tab to me tumse kuch bhi karva sakta hu 😏😏
Divya: ohhh hello!!! khuli aakho se sapne mat dekho
Veer: par agar me aakhe band karunga to me tumhe kese dekhunga
Divya: to mene mujhe dekhne ke liye bola bhi nahi hai
Veer: accha abhi to tumne bola ki khuli aakho se sapne mat dekho or Mera sapna to tum hi ho

Divya look at him who was already looking at her and she started to laugh...he look at her in confusion
Veer: why are you laughing??
Divya: tum konsi film dekhke aaye ho
Veer: Divya ka dil kese churaye (she started to laugh more) sach bol raha hu me
Divya: tumhari flirting skills ko bohot zayada hi improvement ki zarurat hai agar kisi ladki ko ese impress karoge vo pehle hi bhag jayegi
Veer: accha (she nodded) impress karne ki kya zarurat me hu hi itna handsome ki ladkiya marti hai mujhpe college me hamesha mera naam sari ladkiyo ki zudan par rehta tha
Divya: accha ji they were probably making fun of you
Veer: 😑😑 tumhe me handsome nahi lagta kya (She started to laugh more)
Divya: tum apne aapse hi khush raho because ese to sari ladkiyo ko koi or le jayege
Veer: jab ek mere pass hai to mujhe dusro ki kya zarurat
Divya: you have girlfriend??
Veer: nahhh she is my friend for now...
Divya: so you have feelings for her (she asked in curiosity but he just shrughes his Shoulder) OK it means you are confused
Veer: tbh I know what I want but- (he stop for sometime) heyyy tum ab gussa nahi ho
Divya: (realize that she is not angry anymore) yeahhh he hehe
Veer: to ab chale
Divya: yeah (smile)

ON THE OTHER HAND

Juhi was looking at the children who were playing and smile. Nishant come and stand beside her but she didn't noticed him. A child came and said....

Child: Didi aap bohot acche lag rahe ho...
Juhi: thank you😊😊 (She bend to her level and kiss on her chicks) app bhi bohot cute ho
Child blushed when juhi kissed her and while seeing them Nishant was smiling and thinking "kash me bhi baccha hota but she both of them really look cute 😊"
Child: Didi vo bhaiya bhi kitne acche lag rahe hai na (Pointing at Nishant she look beside her and saw that she was pointing at Nishant and nodded)
Didi dekhna me bade hoke ese ladke ke sath hi shadi karungi (Juhi and nishant were shocked by her statement)
juhi: aap bohot chote nahi ho shadi ke liye
Child: hu to sahi but me bohot jaldi badi ho jaungi dekhna (Juhi and nishant smile) didi bhaiya abhi me jaa rahi hu meri dan hai byeeeee~
Juhi: byeee

You've reached the end of published parts.

⏰ Last updated: May 02 ⏰

Add this story to your Library to get notified about new parts!

Tales of heartsWhere stories live. Discover now