part 4

11 1 6
                                    

And wo uthta hai and medicine receipt 🧾 leta hai and chla jata hai

Ate corridor
Rishi jaa raha hota hai fir se tanuja se takra jata hai
Tanuja : apko subha se or koi nhi mil Raha takrane ke liye jo subah se mujse takra rahe ho..🤨

Rishi : i don't know.. I think bhagwan chahte honge...😌

Tanuja canfused

Tanuja : kya matlab...?

Rishi : matlab.......kuch bhi ho sakta hai..😏

And wo tanuja ko file utha ke deta hai and tanuja file lekar Jane lagti hai and jate jate rishi ko canfuse hokar dekhne lagti hai mud kar

Rishi : pata nhi kyu..par tumhe abhi pareshan karke aacha lag raha hai man kar raha hai tumhe dekhta rahu par kyu....wo nhi janta..🙂

And Rishi medical shop par jata hai and medicine leta hai after sometime
Rishi hospital pohonch jata hai and ward room mai jata hai

Aise hi raat ho jati hai and sabhi peasant ko check karne ke baad tanuja bhi Jane lagti hai but wo biji ke ward room mai jhak kar dekhti hai

Rishi biji ke pass beitha tha and unke Bal sehla raha tha tanuja ko yeh bhout aacha lagta hai and
Wo Jane wali hoti hai but uska pair waha rakhe table se takra jata hai

Tanuja : ouch..😫

And Rishi bahar ki taraf dekhta hai and uski nazar tanuja par jati hai and wo bahar aata hai

Rishi : are you okay...

Tanuja : aa..haa..i am fine...🙂

Rishi : ok good... goodnight..take care

Tanuja : good night...

And tanuja Jane lagti hai

Rishi : waise tum kaha Jaa Rahi ho..?

Tanuja : Ghar Jaa rahi hu or kaha...

Rishi : toh iska matlab tum yaha nhi rukogi...mtlb..bi...biji ko agar tumhari zarurat Hui toh...

Tanuja : don't warry...yaha baki sab doctor bhi hai wo dekh lenge wo bhi bhout aacha se apne peasant ko treat karte hai so... don't warry 😌

And tanuja chali jati hai and Rishi make a sad face
Or tanuja ko jate hue dekhta hai tabhi man aa jata hai

Man : kya hua Bhai...

Rishi : wo chote tu ek kaam karega kya...tu yaha biji ke sath ruk Mai abhi thodi der mai aaya...

Man : theek hai..

And Rishi bahar bhag kar jata hai and dekhta hai tanuja apni 🛵 Mai beith kar jaane wali hoti hai and wo apni car Mai beithta hai and tanuja ki 🛵
Ka picha karta hai

But tanuja ko pata nhi chalta hai and Rishi abhi bhi tanuja ke piche tha

After sometime

Tanuja Ghar pohonch jati hai and scooter park karti hai and bhag kar Ghar ke andar Jane lagti hai but uska dhyan rishi ki car par padta hai but rishi
Niche jhuk jata hai toh wo usse nhi dekh pati and
Ignore karke chali jati hai

And door bell 🔔 ring karti hai tabhi Vikram aake door open karta hai

And tanuja hugged him and he also and Rishi ko gussa aata hai yeh dekh kar
Rishi in mind : yeh ladka hai kon jo...isse wo hug kar Rahi hai...kahi..iska husband...nhi..nhi zyada soch raha hu...bad Mai pata lagana padega..🤨

Vikram : oye...aaj itna late kaise...

Tanuja : peasant zyada tha aaj isliye...aab Mai thak
Gayi hu.. mujhe khana chahiye...

Vikram : chal....tu fresh ho ja mai..tere liye khana bana deta hu..aaja

Tanuja : hmm..

And vikaram andar jata hai and tanuja bhi or door band kar deti hai

Rishi : chalo..Ghar ka toh pata chal hi Gaya..😌

And wo wapas se hospital ke liye nikal jata hai
And ward room mai Jaya hai and dekhta hai ki
Man biji ke pass apna sir rakh kar baithe beithe so Raha tha and wo bhi uske pass jata hai and fir waha rakhe couche par let jata hai and sometime usse neend aa jati hai







Precap : tanuja rishi moment ❤️

destiny - a love 💓Where stories live. Discover now