Hum Aapke Hain Koun (Fanfiction) Part 1

675 7 2
                                    

After Pooja's death Rajesh is very heart broken.he is very silent and lonely,pooja  is his life,he can't imagine his life without her. He is not ready to accept pooja's death, still lost in her thoughts. Whole family is in shock of pooja's death its difficult to  believe that pooja is no more..but they knows that its not a dream they have to accept the reality. Rajesh is worried for his kid (Rahul) he can't understand how to take care of Rahul without pooja.his biggest fear is Rahul's  upbringing without pooja. He lost in deep thoughts all the tentions effect his health mentally of physically both. Family is worried about him & Rahul.  Without mother it is difficult to take care of small baby.Rajesh , his  family & his  in lows were in shock.. For all of them it is difficult to live life without pooja..

Nisha missed her sister and crying .she take care of baby after pooja's death.she is more attached with Rahul after pooja's death.she never leave him alone for a second Rahul is her life now.she love him as her own son...

Kailash nath's family doctor come and check Rajesh.Rajesh is not well.

Doctor said to kailash nath -
                                               Bhaijaan itne dino se hum rajesh ki halat toh dekh hi rahy hai.uske halat bilkul thik nahi hai, aisa lagta hai ki pooja ke jaane ke baad uske jeene ke umeed hi khatam ho gai.woh bhut akela ho gya hai. Rajesh ka es tarha chup chap rehna thik nahi hai
Or uske sabse badi tention hai munna ki parvarish.pooja ke bina vo munna ko kaise sambhalega yeh baat usko ander hi ander khai jaa rahi hai.hum sabko usey es dukh se bahar nikalna hoga varna kahi aisa na ho hum rajesh ko khode..

Kailash nath - Nahi Nahi doctor aisa mat kaho, ab or kuch khone ki himmat nahi hai.doctor pooja ki kami ko toh koi pura nahi kar sakta or Rajesh chinta bhi sahi hai.bina maa ke bache ki parvarish karna bhut mushkil hai..Pooja ko toh khodiya ab Rajesh ko khona nahi chahty.Tumhe batao na doctor kya kare kaise rajesh ka dukh or chinta kam kare. & he start crying...

Then pooja's father try to console him & said kabhi sapne mei bhi nahi socha tha ki yeh din dekhna padega. Jaane ka waqt to humara tha, naa jaane humare parivaar ki khushiyo ko kiske nazar lag gyi.humare bacho ki takleef bhi kam nahi kar sakte hum both were crying..

Doctor Said - Aap dono khud ko sambhaliye please.agar hum sab aise tute jaygy toh Rajesh ko kaise sambhalegy..Mere maniye toh ek hi rasta hai.Rajesh or munna ki zindagi barbad hone se bachane ke liye bhaijaan hum sabko rajesh ke phirse shaadi karva deni chaiye..pooja ko gujre waqt ho gaya hai lekin Rajesh abhi tak khud ko sambhal nahi pa raha or yeh thik nahi hai hai..dosre shaadi se rahul ko maa mil jaygi or rajesh ki zindagi ka khalipan bhi bhar jayga..

Everyone is shocked but Pooja's father said he is agree what doctor sahab said. he is Right .
Kailash nath said - kya keh rahe ho profesor.Rajesh kabhi nahi manega..

Profesor - mein thik keh raha hu kailash nath ek baar rajesh or munna ke baare mei socho.humare pass or koi rasta nahi hume rajesh se baat karni hogi.

           At Night. Profesor & kailash nath went to Rajesh room.
                       Rajesh in his room crying standing in front of pooja's pic. Profesor and kailash nath watch this & get emotional too, then they enter in his room. Profesor put his hand on Rajesh shoulder. Rajesh wipe his tears and turn back.papa
Profesor - beta humse apne aanso mat chupao. kab tak pooja ko yaad karke aise hi roote rahogy..rajesh hug him and crying.papa mere sath aisa kyu hua.meine mere pooja ko kyu kho diya mein uske bina jee nahi sakta hu papa mujhe mere pooja vapas chaiye please mujhe mere pooja vapas chaiye.
Profesor and kailash nath get  emotional too see rajesh condition then try to console him.
Profesor -  sambalo apne aap ko beta pooja ko toh humne kho diya ab tumhe  kho nahi sakty beta. Jo chala gya vo toh vapas nahi aa sakta but jo hai usey toh bachaya ja sakta hai na.rajesh wipe her tears.
Everyone sit on bed.
Profesor - rajesh beta hum sabke liye pooja ko bhul pana namumkin hai. Pooja ki jagha koi nahi lay sakta lekin beta aaj hum tumse kuch mangne aaye hai .meine tumhe hamesha apna beta mana.mere beti toh nahi rahi ab mere beta is tarha til til mare yeh bardash nahi hota.isliye humne yeh decision liya hai ki tum phir se shaadi karlo...

Rajesh - Papa please yeh aapne socha bhi kaise.pooja ki jagha mere zindagi mei koi bhi nahi lay sakta.mei dobara shaadi ke baare mei soch bhi nahi saakta.mere liye mere pooja ki yaadein hi kaafi hai jeene ke liye..

Profesor - beta woh toh hum sabke liye hai beta. Lekin yaadon ke sahare pori zindagi toh nahi kaati jaa sakti.aaj nahi toh kal shaadi toh karni hogi.sahare ki jarurat har kadam par padti hai beta.jeevan sathi ki bina zindagi katna bhut mushkil hai..

Rajesh - papa please mujhe kise ki jarurat nahi.mujhe kise ka sath nahi chaiye.

Kailash nath - Thik hai tumhe nahi hai lekin rahul ka kya.pooja ki aakhri nishani hai woh.tumhe nahi lagta usey ek maa ki jarurat hai.beta bache ki sahi parvarish sirf maa hi kar sakti hai..

Rajesh - kaka please mein keh chuka hu mein dobara shaadi nahi karoga.or kaka aisa bhi toh hu sakta hai ki munne ke liye koi aise maa bhi aa sakti hai jo aage jaakar usko paraya karde.uske sath sotely jaise bartav kare.

Profesor - nahi beta munna ke liye maa aise aaygi jo uske apni hogi.jo rahul ko utna hi pyaar karegy jitna pooja karti..

Kailash nath agar pooja ki jagha nisha es ghar mei rajesh ki patni or es ghar ki bahu banke aa jaaye toh.
Kailash nath - kya keh rahy ho profesor nisha pooja ki jagha..

Profesor - bilkul thik keh raha hu.munna bhi subha sham uske pass hi rehta hai.nisha uske maasi hai or agar aise mei koi maa ki jagha lay sakta hai toh uske maasi.bolo rajesh ab toh koi aitraaz nahi Tumhe nisha se achi maa nahi hu sakti munna ke liye.
Both of them try to convence rajesh
Haa beta nisha se shaadi karlo apne liye na sahi munna ke liye .ek baar munna ke baare mei socho uske future ke baare mei socho..

Rajesh think about munna then said papa aap pahle nisha se pouchiye uske marzi kya hai.
Both of them happy.

            In profesor sahab house

Nisha & her parents sitting on sofa.profesor sahab told everything that happen in Rajesh house.about rajesh condition & everyone concern about rahul.and his decision about nisha wedding with rajesh. Nisha's mother his happy and told her husband that he take a good decision. Nisha ko samjh nahi aaya woh kaise react kare...then nisha father tell nisha.
Nisha beta hum jaante hai ki yeh decision tumhare liye lena asaan nahi hai.lekin beta rahul pooja ki aakhri nishani ko kise parai ladke ko toh nahi soop sakty.or pooja ke bache ko tumse jayaga pyaar koun kar sakta hai.sirf tum hi ho jo usey maa ka pyaar de sakti ho.lekin beta tumpar koi pressure nahi hai.akhri decision sirf or sirf tumhara hoga.rajesha bhi yahi chahta hai ki tum aisa koi faisla na karo jisme tumhari khushi na ho.beta tum jo bhi decision logi humey manzor hoga...
Nisha is very emotional.

At night nisha in her room rahul sleep in her lap.nisha thought about her father decision then think about rajesh and munna.nisha is very closed with rahul.nisha rahul ko khud se alag nahi karna chahti.woh shaadi ke liye taiyaar ho jati hai.she respect her father's decision.

Next day.nisha told her father about her decision.she said her parents - mujhe aapka decision manzor hai.mein shaadi ke liye taiyar hu.her parents were very happy and blessed her.
Then profesor call kailash nath and told him that nisha is agree to marry rajesh.he is very happy.and told the same to rajesh.
Kailash nath - Rajesh ab toh nisha ne bhi ha kardi hai.ab toh tujhe koi aitraz nahi hai na beta.tujhe yeh rishta manzor hai na...
Rajesh with heavy heart- thik hai kaka mein yeh shaadi karoga lekin shaadi bhut sadhgi se hogi..
Kailash nath - thik hai beta jaise tum chahogy vaisa hi hoga.

Finally rajesh & nisha got married and nisha enter her new house with her husband and son.
Everyone welcome them..rajesh & nisha take their olders blessings..everyone is happy that nisha take pooja's place in house.now rahul is in safe hand .kailash nath give house responsibility to nisha..
Kailash nath - bahu aaj se yeh ghar tumhara hai sambhalo.
               to be continue.....

Hum Aapke Hain Koun (Fanfiction) Where stories live. Discover now