HAHK (Fanfiction) Part 3

290 3 3
                                    

Rajesh  office ke kaam mei busy hai. Nisha ka phone aata hai.

Rajesh - hello.

Nisha - hello.ji mein nisha...

Rajesh - haa nisha bolo.

Nisha - aap busy hai? Meine disturb toh nahi kya.

Rajesh -  nahi .bolo kuch kaam tha.

Nisha - haa,nahi,matlab..vo(usko samjh nahi aata ki kya bole.usko dar tha ki kahi rajesh naraz na ho jaaye)then finally speak.woh mein keh rahi thi ki agar aaj office mei jayada kaam nahi toh sham ko ghar jaldi aa jaiye..

Rajesh - kyu? Kuch kaam hai.

Nisha - nahi kuch kaam toh nahi hai..actually aaj meine (mamiji mamiji) or (doc.chacha-chachi) ko ghar par invite kiya hai dinner ke liye.agar aap aaj jaldi aa jaygy or sab ke sath time spend karegy toh sabko acha lagega...

(pooja ke jaane ke baad Rajesh kafi badal gye hai.unhe akele rahna, saara din kaam karna jayda pasand hai.woh ab pahle ki tarha family ke sath enjoy nahi karte..isliye khud ko kaam mei busy rakhte hai )

Rajesh - nisha office mein bhut kaam hai. thoda mushkil hai jaldi aana.

Nisha -( feel sad then say) please.& (expected that he say yes).

Rajesh nisha ko na nahi keh pata.

Rajesh - ohk aajaoga.

Nisha - thank you

Rajesh - bye

Nisha - bye (big smile on her face)

nisha ke dil mein rajesh ke liye feeling hai but voh samjh nahi paa rahi..rajesh ki khushi uske liye bhut mainy rakhti hai, rajesh ki khushi uske liye apni khushi se bhi jayda important hai.time ke sath sath uske dil mei rajesh ki liye jagha bane lagi hai lekin abhi usko es baat ka ehsas nahi hai.

       At evening everyone is coming

  Sab sath mei enjoy kar rahe hai, purani baatein yaad kar ke smile kar rahy hai or rahul ke sath khel rahe hai.look like a full happy family.lekin ek insaan ki kami hai Rajesh vo abhi tak aaye nahi hai.nisha is waiting for rajesh..

Nisha - aap log baatein kariye..mein abhi aayi.
or vaha se kitchen mei chali jaati hai..she is looking upset.champa seen her.

Champa - kya hua bhabhi ? aap itne pareshan kyu hai.
Nisha - sab log aa gaye hai.par voh nahi aay..unhone kaha tha jaldi aaygy but abhi tak nahi aay.

Champa - bade baiya aane vale hogy.aap fikar mat karo..

Kailash nath - bahu.

Nisha - ji aayi.champa kakaji bula rahy hai mei aati hu.

Nisha - ji kakaji

Kaka - bahu Rajesh abhi tak nahi aaya.tumne usey bataya tha na aaj sab ghar par aa rahe hai?

Nisha - ji kaka ji.meine bataya tha.unhone kaha tha vo jaldi aa jaygy.

Kaka - acha.prem zara Rajesh ko phone laga office mei.abhi tak nikla ki nahi pouch.

Prem - ji kaka.

Prem  phone karne hi vala tha ki Rajesh aa jata hai.prem rajesh ko dekhta hai.
Prem - lo bhaiya aa gye.

Nisha ke face par smile vapas aa jati hai.finally he come.

Rajesh come and touch his elders feet and take their blessings.

Everybody is happy too see him.

Kaka - beta tera hi intzaar kar rahy thy sab.jaa jaldi se change karke aaja.fir sab sath mei khana khate hai.

Hum Aapke Hain Koun (Fanfiction) Where stories live. Discover now