KPKT 66

1.5K 157 11
                                    

"chalo toh sab ke samne 12-12 gulabjamun rakhe hai, aur saath mei samne ek bacchi ki tasveer, aur tum sab ke paas sirf 15 minute hai, agar 15 minute khatam hone se pehle mujhe yeh pata nahi chala yeh bacchi kon hai, aur kaha par reheti hai, usse maa-baap kon hai, aur bahot saari jankari nahi mili toh sab ko yeh gulabjamun khaane padenge" Karishma says to everyone who seated on chair, & she stood near the table..

"Karishma madam aaj information naa milne par mithe khaane ki saaja, kya baat hai" one of goon's says with excitement..

Karishma smile ear to ear & says- haan beta yeh jo mitha hai na, woh muh ke andar jaakr jo bawal machayega, woh tumne kabhi socha bhi nahi hoga..

"kya mai ek khaau"

Karishma & Rajvir looks that & says- Billa..

Billu says with smile- arye Karishma madam ek toh aapne mere category ke saare logo ko bulaya hai, woh bhi unnhe gulabjamun ki party de rahe hai, toh yeh toh na-insafi huyi na mere saath..

Karishma pat Billu's back & says- waise bhi hum dhund hi rahe the, chalo toh shuru karo, jaao aur baata do sab ko gulabjamun kitna accha hai..

Billu with excitement walks to the one chair, & he pick the gulabjamun in his pinch & Rajvir stop him- arye Billu miya jara ruko toh, mujhe video toh banane do, & he on the video recorder..

Karishma says with smile- chalo video bhi bann raha hai, aur Billu shuru ho jaao..

Billu eat the gulabjamun in his one bite, & quickly widen his eyes, his ears turns to red one, & he didn't gulped that gulabjamun, nor he throw it out from his mouth, & Karishma again pat his back once & asked- kiu maza aaya, kaisa hai gulabjamun..

Billu shook his in negative way, & Rajvir says- toh humein 15 minute ke anadar koi bhi information nahi mili toh sab ko yeh wale gulabjamun khaane padnge, jo muh ke andar jaakar bam ka kaam karte hai, aur pet mei jaa kar pet ka kaam hi tamama karte hai, Billu ne ek khaaya hai toh usska yeh haal hai, toh socho, tum sab 12 khaaoge toh kya haal hoga, pet ke saath-saath ek aur jagah ka kaam tamama karta hai, usski takleef naa tum kisi ko baata paaoge, aur naa kahi par baith paaoge bas ek jagah chodkar, woh bhi poore 3-4 din ke liye lagatar, aur yeh gulabjamun dekhte toh hai, sab normal gulabjamun jaise hi, lekin usske aandar bhar-bhar ke mirch hai, aur issye specially aap sab ke liye baanaye gaye hai, aur issye naam diya gaya hai, Karishma ka keher, jo ke jeher se kum nahi hai, toh sab guru ho jaao shuru, aap sab ka time shuru ho raha hai ab..

Rajvir look to Karishma & she shook her head in yes, & she walks little far from there..

At hospital, Haseena coming out from the doctor's cabin, & Santu asked- madamsir kya baat hai, kya kaha doctor ne, bacchi hosh mei aayi hai, phir bhi baat kiu nahi kar rahi hai..

Haseena lightly scratching her forehead & says- bacchi baat nahi kar sakti, she is dumb person..

Santu says with irks tone- madamsir yeh case na hum sab ki imtahaan lene par tula hai..

Haseena says with confident smile- nahi Santosh sharma..

Santu looks a confident smile on Haseena's face & she says- jarur koi toh baat aapke dimag mei aayi hai, tabhi yeh muskan aayi hai..

Haseena look to Santu while shook her head & says- iss bacchi ki saari information ab humein 2 jagah hi mil sakti hai, ek toh inn bacchon ke special school hote hai aur dusra bahot hi kum orphanage hai, jo special bacchon ke hote hai, toh humein ab jaada sochna nahi padega..

Santu quickly says- madamsir mai abhi kaam par lag jaati hun, mai mail kar deti hun bacchi ki tasveer special school mei aur unn special orphanage mei bhi bhej deti hun..

Maddamsir: Kabhi Pyar Kabhi TakkrarWhere stories live. Discover now