6

6K 232 5
                                    

"Are yaar meenu nahi karna tha na yaar." Exclaimed Meen with her full attention on TV

[Translation: oh no meenu you shouldn't have done that.]

Ahiyaz who just passing by heard Meen's voice, he took a peak inside to see his sister getting all excited while watching her favourite drama. He went inside laughing he said

"Appi, ap yeh kya kaar rahi hain?"

[Translation: what are you doing?]

"Dekh na TR kaise Meenu ko pareshan kaar rahi hain uski tin nanad."

[Translation: look TR how meenu is being disturbed by her sister in law.]

Hearing Meen's exclamation Ahiyaz looked at Meen and said with his cheeks puffed up

"Appi, woh Saab thik hain lakin yeh mujhe ap TR na bulaya kare."

[Translation: all this is okay but don't call me TR.]

"Kyun?"

[Translation: why?]

"Mera acha sa naam hain, Ahiyaz Sheikh."

"Huh! Bara aya naam batane wala harkat e dekhi hain apni. Haar waqt iski baate use or uski baate isse laga ta rehta hain aur ghar mein naya kattha kholta rehta ta hain."

"Mein koyi kattha nahi kholta mein sirf sach ka sath det-"

He was cut by the loud scream of Faizaan

"TR KE BACHE!!"

"Ab konsa sach ka sath dey di tune?"

Ahiyaz smiled meekly while nervously looking at Meen

"Appi bacha ley! Faizaan bhai ney mera chatni bana dena hain."

In a faizaan came, he was resembling a mad bull

"Konsi dushmani nikal raha hey tera bhai meen."
Asked Faizaan

"Mujhe kaise pata hoga bhai?"

"Toh kyun isne amma ko meherima ke baare mein kyun bataya?"

"Kon meherima?"

"Are meri dost ki behen."

"Apki dost ki behen apki sath kya kaar rahi thi?"

"Woh... woh.... are tu mujhse police ki tarha sawal kyun puch rahi hain?"

"Nahi mein toh curious ho rahi thi."

"Curiosity ki asi ki tasi tune suna phuppo ki dost a rahi hey yaha aj sham ko. Dado ney dawat ki hain."

"Konsa dost?"

"Are phuppo ki University ki friend hain woh."

"Kon Zara auntie jiske bare mein phuppo bol rahi thi uss din?"

"Haan woh hi."

"Acha hain khane ko kuch Acha mil jayega nahito hamesha wohi matar keema aur roti."

"Woh toh sahi kaha meri behen."

Seeing faizaan busy in talks with Rameen, Ahiyaz decided to run away but seems like luck was not on his side cause as he was about run away when someone holded his collar. It was none other wahaj

"Kaha janab?"

"Wahi bhai, aap?"

"Haan mein, konsa naya harkat saranjaam diya hain?"

"Koyibhi nahi."

"Mein kya tujhe bewakuf lagta hoon?"

"Haan- nahi toh, aap ko kon bewakuf bana satta hain?"

Uns E HarfWhere stories live. Discover now