15

4.5K 211 0
                                    

Mashael came out of her thoughts, when she heard a loud knock on her door, it was her mother khunaas standing on the door.

"Ammi ap?"

"Haan mujhe tumsey kuch jaruri baat karni hain."

"Ander aye na."

Khunaas went inside and closed the door.

This side near the living and everyone was talking and chatting about the wedding and other things.

When a scream made everyone jump and shake their soul

"BERA TAAR JAYE! HAYE ALLAH MEIN GAYI! BEGHAIRAT AULAD!"

The loud scream of yursa made everyone tensed going inside they saw the most ridiculous thing. Yusra was running behind rameen, while rameen was trying to protect herself from the attack of yusra.

"DADO! BACHA LEY!"

quickly rameen hid herself behind masooma

"AMMA, MEY KEH RAHI HOON AJ ISKO NA CHUPAYE! AJ TOH ISKI KHABAR NAYI!"
yusra screamed and tried to attack while nawaz holded her back

"Kya hua begum? Ruk jao shant hojao, BP shoot ho jayega"
Nawaz tried to calm her down

"Nawaz, japtak yeh apni beghairti nahi choregi taptak mera BP shoot hi hona hain. Harkate dekhe iski. Hay Allahji mahallame mu dikhane ki kaabil nahi chora is aulad nay." Yusra said while slapping the head of Rameen hardly

Aariz who just arrived at haveli heard loud screams of yusra and went to check what happened

"Chachi kya huya?" Asked Aariz to yusra

"Hay puttar puch kya nahi hua?"

"Yusra tum shant ho jao aur batao kya hua?" Asked Raazi

"Mumani ap beth jaye." Dua made yusra sit down on a chair

"Hay amma apke poti ney meri saari izzat mitti mey mila di. Hay Allah! Isney sara mahallah mey ailaan kar di ki iska rishta tey hogaya. Woh habeeba Chachi hain na unki bahu jurmana mujhe aj call ki thi aur puch rahi thi ki hamne iska rishta kaha tey kiya, puche isko aisi konsi akheri aafat ley paari thi ispar ki yeh aise harkat karke aya hain?"

Everyone looked at Rameen with shock

"Beta Meen, apne aisa kyun kiya?" Asked uzma softly

Meen unable to reply stay mum

Aariz whose patience was running out holded the arm of Rameen and with a hard voice asked

"Problem kya hain tumhari? Tum kya kabhi nahi sudhrogi?"

"Bhai-j-a-a-n, w-oh w-oh-"

"Ap kyun woh yeh kaar rahi ho? Answer me damnit."

"Bhaijaan mujhe na ghussa a gaya tha."

"Aur tumhe mu mey jo aya woh bol diya."

Rameen's eyes were watering and drop by drop it started to fall rolling down her eyes
Seeing this Raazi came forward and took her into a hug while scolding Aariz

"Kya hogaya Aariz apko? Kyun bachi sey itna harshly baat kaar rahi hain?"

"Mama, she doesn't get anything nor she tries to understand anything. "

"You can't behave this harsh with her."

While Rameen was sobbing mess in the arms of Raazi

"Bhabhi rehne dey, iski zaroorat hain. Allah ka rahm hain jo ek Aariz hain jiski baat yeh manti hain, nahito mein tang agayi thi iski beghairtiyo sain."
Said yusra

"Are tum log bhi na itna kyun daant rahe meri bhul jaisi bacchi ko?"

"Tayiammi usse puche ki kyun unsey aisa kiya hain?" Said umar who was being the curious cat

"Beta bole apne aisa kyun kiya?"

With silent crying turned into sobbing she said
"Tayiammi, woh na mein jab mein a rahi thi tab meine munni baaji aur bano chachi ko bolte suna ki muj jaise challi sey koyi shadi nahi karega, meri do gaz lambi jaban ki wajase meri abhi taak koyi rista nahi aya. Aur bano chachi ney toh yeh tak kaha key mujsey shadi karke kisiko apna shar phorna hain. Aur yeh sab sunke mujhe na bohat gussa aya isliye mein unko suna di ki meri liye rista aya hain aur bohat jald meri shadi hogi. Amma ab toh please karwade shadi."

"Hay Allah mein ki karu tera." Yusra said while putting the ice pack on top her head which haleema bought for her to calm her down

"Paar beta apki toh abhi taak parhai e khatam nahi huyi."
Said Daneen

"Meine nahi karni parhai, nati ati mujhe samaj yeh
Accountings management bagera."

"Elo lo suno iski baate, hain meine pehlei kaha tha nawaz na kare isko is yeh BBA shibia key course mein dhakil, par nai meri baat sunni kisko hain, ab sune apni chahiti ki baat, mere sey nai hota mein chali kamreme."

With that yusra went inside her room followed by nazia, raazi ,daneen and the ladies except masooma who went to the hall.

"Beta ap yeh sab ki fikar na kare ap parhai kare aur apke parhai key liye apko agar tuition wagera ki jarurat ho toh mein dekhti hoon koi teacher ko appoint karti hoon." Nawaz said with worried face

And Rameen's jaw dropped hearing her father.
While the nalayako ki toli was making fun of her miserable state along ahiyaz. The Khan siblings were also there. Rameen ran out of there unable to digest the fact.
Nawaz let out a deep sigh

"Yeh ache tutor kaha sey appoint karunga, shamsher bhai ap na khurram ko bole ki dekhe  koyi tutor acha mile toh."

When Aariz was about to go to his room

"Are tum fikar kyun kaar rahe ho Nawaz, tumhe koyi tutor ki zarurat nahi hogi." Said Tarikh

"Woh kyun bhaijaan?" Questioned Nawaz

"Are Aariz ruk ja." Tarikh called Aariz

Aariz came back and asked

"Kya hua baba?"

"Woh Meen ko na accountings aur parhai mein help chahiye hogi toh ajsey uski madad karna." Declared Tarikh

Aariz had a shock attack

"Lekin baba mein kaise?"

"Jaise tune afaf ki madad ki thi."

"Haan chachu, bhaijaan toh apney college  key time rehte saare subjects mein top karte they. Aur toh aur unka minor tha accounting and management phir bhi unhone isme bhi top ki thi." Said afaf

"Beta apko koyi masla toh nahi hain?" Asked Nawaz

"Nahi chachu, ap usko kal sey mere pass parne saam ko bhej dijiye ga."

This side the nalayako ki toli along with the Khan sibling was in stress hearing the new information.

"Allah hi bachaye meri bholi masum behen ko."
Murmured Faizaan

Uns E HarfWhere stories live. Discover now