Decision (فیصلہ)

736 41 3
                                    


Total Words Count:- 1855

جن کے دل اچھے ہوتے ہے
ان کا  نصیب خراب ہوتا ہے-

Jin ke dil acche hote hai
Unka Naseeb kharab hota hai-

" Shukar Alhumdulillah" Suhana said while taking deep breath " Haan Allah ka shukar hai, humari bacchi ko badnaami se baccha liya mere parwardeegar ne" Dua added in between the elders  of Siddiqs with Touseef were sitting in the Hall, when Saleem ...

Oops! Questa immagine non segue le nostre linee guida sui contenuti. Per continuare la pubblicazione, provare a rimuoverlo o caricare un altro.


" Shukar Alhumdulillah" Suhana said while taking deep breath
" Haan Allah ka shukar hai, humari bacchi ko badnaami se baccha liya mere parwardeegar ne" Dua added in between the elders of Siddiqs with Touseef were sitting in the Hall, when Saleem informed them all that Suleiman had proposed for the marriage of Eshal and Ahad;

" Apne kya jawab diya" Suhana questioned her husband "Abhi humne koi jawab nahi diya jab tak Eshal ki haan nahi hogi hum kuch jawab nahi dege" Saleem completed while sipping tea
" Kya? Puchne ki koi zaroorat nahin hai ab jald se jald Suleiman bhai ko haan keh de" Suhana replied sternly
" Par Bhabhi ek baar humein apni bacchi se bhi puchna chahiye agar usse koi aur pasand hua toh!" Sadaqat intervened in the between
" Sadaqat ladki zaat ki baatein aag ki tarah phail ti hai aur hum nahi chahte ke humari beti ek badd wirasat aurat keh layi jaye aur khaandaan ki badnaami alag hogi" Suhana completed

" Ammi maaf kariye ga, magar chahe jo bhi ho agar Eshal ko rishta pasand nahi hua toh main khud iss rishtay ko khatam karwane main 2 minute nahi lagao ga, shayad aapke liye society aur logo ki baatein matter karti ho par mere liye sirf o sirf meri behen ki khushiyaan matter karti hai, aur aap un loogon ki baaton ke baare main agar soch rahi hai na toh mai yeh aap ko baat yaad dila do, woh jumma , jumma chaar din na yaad rakhe" Touseef completed and then went towards the gate, and soon leaving no sight of him.

She again opened her eyes to meet the familiar ceilings though she woke up in the hospital but due to the medication she couldn't remember much of the scene at the hospital, her hand small bandage upon the area where IV syringe was used, she looked around her to found Mishal and Sara sitting on the sofa seeing her woke up they came to her, Sara sent Mishal to inform that Eshal has woke up and to bring her Breakfast over here only

Her all day went like this surrounded by Mishal and Sara. Khans women came to meet her when Kaif apologized to her, she accepted the apology and they did fist bump sealing there re-newed friendship, Hareem came and hugged her and Eshal apologized to Hareem as because of her, her engagement postponed, Hareem dismissed the apology saying this might be what destiny has for them

It was late at night when she heard a knock on the door when she inquired it was her father and brother; Saleem took a seat near Eshal whereas Touseef remained standing near her bed,
" Beta humein aap par pura yakeen hai aap kabhi kuch galat nahi karegi" Saleem replied as if Eshal's eyes questioned the same question which was killing her every seconds,
Hearing this her eyes dwell up with a tear

اہلِ عشق۔    Ahl-e-ishqDove le storie prendono vita. Scoprilo ora