chapter 7

35 4 0
                                    

(nimrat comes there )
Nimrat : kya batein ho rhi hain.
Preet : kuch nhi mumma bas aise hi
Nimrat : acha bacho toh tum sab ne apna homework kar liya hai
Preet : haan mumma inhone ne kar liya hai
Nimrat : arey yeh toh bahut achi baat hai  achha Preet main vo jara sweety didi  ke ghar ho  kar aati hu
Preeti : OK mumma
(then nimrit went from there)
Manav: di aaj aap papa se baat karoge
Preet : aaj toh nhi par main jald hi karungi
Manav : ok
Shaina : vaise di apka din kaise gya
Preet : Acha tha
Vicky : chalo yaar bahar chalte hain hmm
Manav : chal tere ghar chalte hain
Shaina : hmm chalo , di aap chaloge
Preet : nhi tum log jao mujhe kuch kaam hai
( then they goes from there)
In Aman's house
(Aman is thinking about something in her room)
Aman's pov : kya yaar yeh sid bhi na kuch sochta hi Nahi hai bolne se pehle kitna bura laga hoga preet ko
(then her phone rang)
Aman : ab yeh phone kyun Kar rha hai yaar
(then she picked the call)
Aman : hlo
Sid : hi
Aman : kya hai ?
Sid: wooah!  itna gussa
Aman : sid tumne aaj jo kiya usse main bahut naraz hu tujhse
Sid : Issi liye toh sorry bolne ke liye phone kiya hai I am sorry tu toh Meri best friend hai mujhe maaf nhi karegi
Aman : tu pehle galti karta hai aur  fir aise karta hai
Sid : sorry na
Aman : chal maaf kiya par aage se tu meri behen se koi badtameezi nhi karega promise
Sid : haan haan baba promise ,ok bye
Aman : Arey meri baat sun
(He cuts the call )
Aman : ye sid bhi na(she smiles☺️)
In preet's house
(Preet is singing song while thinking about her old friends , school and home)
Preet : Mujhe yunhi karke
Khwaabon se judaa
Jaane kahan chup ke
Baitha hai khuda
Jaanu na main kab
Hua khud se gumshuda
Kaise jiyun rooh bhi
Mujhse hai judaa
Kyun meri raahein
Mujhse pooche
Ghar kahan hai
Kyun mujhse aake
Dastak pooche
Dar kahan hai
Raahein aisi jinki
Manzil hi nahin
Dhoondho mujhe ab
Main rehta hoon wahin
Dil hai kahin aur
Dhadkan hai kahin
Saansein hai magar
Kyun zinda main nahin
Rait bani haathon
Se yun beh gayi
Takdeer meri
Bikhri har jagah
Kaise likhun phir
Se nai daastan
Gham ki siyahi
Dikhti hai kahan
Aahein jo chuni
Hain meri thi raza
Rehta hoon kyun phir
Khud se hi khafa
Aisi bhi hui thi
Mujhse kya khata
Tune jo mujhe
Di jeene ki saza
(Suddenly she hears voice and she stopped)
Aman : arey ruk kyun gyi
Preet : nhi vo
Aman : tumhari awaaz bahut meethi hai preet
Preet : tum kab aayi
Aman : main vo tumhe ye kheer Dene aayi thi mumma ne banayi hai
Preet : oh thank you
Aman : tum bhi chalo na humare ghar sab log vahi hain
Preet : nhi mera abhi homework nahi hua mujhe vo complete karna hai pehle
Aman : are you sure you don't want to join us
Preet : hmm (aman went from there with sad face )
In Aman's house
(Aman told them preet is not coming)
Nimrat : dekha maine kaha tha ki vo nhi aayegi
Sweety : kuch nhi hota nimrat vo ghul mil jayegi
Next day morning
(Everyone got ready for school )
Preet : mumma meri kamre mein jo cheez jahan hai usse vahin rehne Dena
Mumma : ok beta . Chalo nashta karlo
(After breakfast they went to school )
(Aman and preet walking into corridor)
Aman : preet agar kisi bhi cheez jarurat hogi toh mujhe batana hmm
Preet : hmm
(Then they entered into class and everyone looked at them , sid and preet gave death glares to each other)
(Preet sit on first bench of third row whereas sid on the first row)
(Teacher comes)
Teacher : students today topic is electrochemistry . Koi mujhe batayega electrochemistry kya hota hai
Preet :Electrochemistry is the study of electron movement in an oxidation or reduction reaction at a polarized electrode surface.
(Everyone becomes shock after hearing preet's answer)
Teacher : very good preet , I am impressed (aman feels proud )
Preet : thank you mam
Teacher : so students........
(After the class jannat and roshni come towards preet)
Jannat : arey preet tum toh bahot intelligent ho
Preet : arey aisa kuch nhi hai
Roshni : nhi preet sach mein
Aman : arey toh behen kiski hai
(Everyone laughs)
Sid : aman chalo canteen mein chalte hain aaj physics teacher nhi aaye hain
Aman : haan chalo preet tum bhi chalo
Preet : nhi mujhe kahin nhi jana (while looking at sid )
Rocky : arey nhi preet chalo kuch nhi hota
Rohan : haan preet
Preet : theek hai agar tum sab log itna force kar rhe ho toh chalo
Sid's pov : yeh mere dost bhi na isse kyun bula rhe hain . Agar maine aman se Vada  na kiya hota na toh abhi isse mana kar deta
Preet's pov : yeh kuch bol kyun nhi rha kal toh bada keh rha tha tum mujhe mere group mein nhi chahiye
Naaz's pov : yeh sid preet ko humare sath chalne se rok kyun nhi rha
(They all went to canteen )
Sunny : preet tum kya logi
Preet : main vo
Aman : arey sunny do plate samose le aa
Sid : aman mujhe tumse do minute baat karni hai
Aman : haan haan sid kaho kya kehna hai
Sid : sab ke samne nhi akele mein
Aman : abhi nhi sid baad mein karte hain , hmm
Sid : ok
( after finishing the meal )
Naaz : chalo guys class mein chalte hain
Rohan : haan guys chalo
(then they all going suddenly sid holds aman' s hand)
Aman : kya hai sid mujhe kyun roka
Sid  : arey maine kaha na mujhe tumse kuch baat karni hai
Aman : oh haan main bhul gyi thi bolo kya kehna hai
Sid : aman yeh toh cheating hai na tumne kal mujhse vada liya ki main tumhari behen se koi badtmeezi na karu
Aman : haan isme cheating kahan se aayi
Sid : toh tum usse humare group se dur rakho tum usse kabhi canteen mein humare sath bitha rhi ho kyun tumhe pata hai ki mujhe vo pasand nhi hai
Aman : par sid vo...
( she stopped because she saw preet standing over there and she get shocked)
Aman : preet
( sid turned towards her )
Preet : vo meri note book yahan reh gyi thi ( then she picked )aur haan kal se main tum logon ke sath nhi baithungi and aman tu meri vajah se apne dost se argue mat kar( then she went )
Aman : preet....
Aman  : yaar ye canteen mein notebook kon lata hai ( in frustrated tone)

(Tell me guys how was the chapter)
Guys please vote the chapters

parvarish Where stories live. Discover now