Chapter 8

12 2 1
                                    

In canteen
Sid : I am sorry yaar aman (avneet) main sirf tujhse baat karna chahta tha
Mujhe nhi pata tha ki preet (Anushka)
Aman (avneet ) cuts
Aman : it's ok sid isme tumhari koi galti nahi hai main tumse baad mein milti hu
Sid : hmm
Meanwhile
Preet : mujhe itna bura kyun lag rha hai yeh toh expected tha. shayad mujhe friends banane ke liye Jo efforts karne padhte Hain unse Darr lagta hai.
After school
At aman's house
Aman : yaar Aisa kya Karu ki preet humare sath khele , Masti kare jaise pehle karti thi
Vicky : aman kya soch rhi hai
Aman : kuch nhi
Vicky : chal na preet ke Ghar chalte Hain hum log vahi ja rhe hain
Aman : nhi tu ja mujhe kaam hai
(Then Vicky goes)
Preet's house
(Preet was talking with her freind on phone )
Amrit : arey sach mein yaar jab se tu gyi hai na Mann hi lagta school mein toh
Preet : mera bhi yahi haal hai
Amrit : koi nahi yaar hum jarur milenge . Chal main tujhse baad mein baat karti hu
Preet : chal bye
(Nimrit comes there)
Nimrit : amrit ka phone tha
Preet : hmm
Nimrit : oh
Preet : apko kuch kaam tha mumma
Nimrit : nhi vo... main ....
Preet : sidhe sidhe boliye aap kya kehna chahte ho
(Nimrit breathed sigh of relief)
Nimrit : dekho preet hum log jab se yahan aaye Hain main tumhe dekh rhi hu na tum theek se kisi se baat karti aur na ache se khana khati ho
Kya ho gya hai bacha tumhe
Preet : Aisa kuch bhi nhi hai mumma
Nimrit : mujhe pata hai ki tumhara yahan Mann nhi lag rha hai
(Preet looked at her )
Nimrit : tumhe apne purane Ghar, school aur friends ki bahut yaad aati hai , haina
(Preet nods)
Nimrit : dekho preet Maine tumhe hamesha se yeh baat kahi hai ki main tumhari best freind bhi hu aur tum mujhse apne Dil ki baat share kar sakti ho , hmm
Preet: mumma vo .....
Nimrit : bolo beta main sun rhi hu
Preet : mumma yahan par sab kuch hai Ghar , school par vo pehle wali feeling vo nhi hai . Main nhi janti par yeh sab kuch mere liye aasan nhi hai
Main janti hu ki aap sab log infact Aman mere liye kya kuch nhi kar rhe ho par pata nhi kyun mujhse nhi ho rha
Nimrit : beta it's ok ! Aisa hota hai par jab Tak tum apne Mann se "mujhse nhi hoga" nikal nhi deti tab Tak tum se sach mein nhi hoga
(Preet looked at her mother )
Nimrit : tum bilkul meri tarah ho introvert . Na jaldi kisi se baat karti ho agar koi kuch bolde toh hurt ho jati ho freinds banane mein problem aur aisi bahut si cheeze Hain par main nhi chahti ki tum in sab cheezo ki vajah se bandhi na raho main chahti hu ki meri beti ko kisi ka Darr na ho vo Jo kare apne Mann se kare
Preet : mumma par
Nimrit : dekho beta agar tum sach mein apni taraf se try nhi karogi toh fir nahi hoga (while saying this she left)
Preet's pov : mumma sahi keh rhe Hain mujhe khud ko try karna chahiye
(At Aman's house )
(Aman is sitting on the couch while reading a book )
Preet : kya padh rhi hai
Aman : arey Preet aao na
Preet : bataya nhi kya padh rhi ho
Aman : bas kuch nhi aise hi arey tum baitho yahan
Preet : mujhe tumse kuch baat karni hai aman
Aman : hmm bolo
Preet : thank you mere liye itna sab kuch karne ke liye
Aman : matlab
Preet : tu janti hai ki main apna school , friends bahut Miss kar rhi thi issiliye tumne mujhe school mein  lonely feel nhi hone Diya right
Aman : par vo
Preet : ab main aur kuch nhi sunna chahti chal bakiyon ke sath khelte Hain
(Aman gets happy after hearing this )
Aman : chal
(Then they went to Shaina , Uday , manav and Vicky )

(Tell me guys how was the chapter)
Guys please vote the chapters

You've reached the end of published parts.

⏰ Last updated: May 13 ⏰

Add this story to your Library to get notified about new parts!

parvarish Where stories live. Discover now