KISMAT - Part 2

581 38 1
                                    

Suman is busy taunting raavi.

Shiva get tensed about raavi and was about to leave but

"Yeh shiva kaha jaraha hai" suman asked

"Raavi ko dundne"

"Koi jarurat nai hai us musibat ko wapas dundne ki jane de jaha jana hai firse koi naya natak karrahi hogi jaise pehle kiya tha dhara ke bacche ko marne ke baad Kidnap hone ka drama kiya tha bilkul wase hi"

"Par maa.."Krish said

"Chup bilkul chup koi kuch nahi bolega bhuljao uss ladki ko.. aaj bada shuv din hai uss panoti khooni ka naam matlo samjhe apsagun ho jayega samjha sab"

All get confused with suman's words.

Just then they listen the sound of anklet.

"Raavi" shiva murmur and turn back and saw someone coming toward him before he could register anything the girl run toward him and jump toward him and hug him tightly making everyone confuse.

"Shiva, I am so happy finally aaj hamari shaadi horahi hai finally tum mere aur me tumhari" she murmur in shiva's ears

She broke the hug and went to suman and touch her leg and suman pull her in her embrace for a hug.

"Maa I love you so much, you are the best, thank you so much" she said in excitement and happiness.

"Are iski kya jarurat, tu bas khush reh aur mere pariwar ko khush rakh"

"Bilkul maa aab ae pariwar mera vi to hai"

"Bilkul ab tera hi hai, sada kush reh meri bacchi" suman said creasing her cheeks.

She get up and went to Gaura and bend to touch their legs but Gautam back off. She look at him confusingly

"Tum yaha yase shaadi ke jode mai kya karrahi ho Disha" Gautam asked confused

"Shaadi ke liya aaye hun gaumbi" Disha answer

"Kisse ?" Krish asked

"Offo krishu shiva se aur kisse"

"Kya" all shout unbelievably in unison except shiva disha suman and prafulla.

"Kya aur tumhe kisne kaha ki tumhari shaadi hai aaj aur wo vi shiva se" rishita asked

"Aur tujhe aaha bulaya kisne disha" dhara asked

"Ha tume pata nahi kya shiva ki biwi raavi bhabhi hai" Krish said.

"Mujhe kaki ne bulaya unhone kaha shiva raavi ka divorce finally hogaya hai aur aaj shiva aur mere shaadi hai" Disha said shyly eying shiva.

"Maa ne" shiva murmur to himself.

"Shiva, finally tume us majboori ke shaadi ke rishte se aur raavi se mukti milgai aur aaj hamari shaadi hai, I am so happy"

Disha again went to shiva and about to hug him but shiva back off

"Koi shaadi nahi horahi yaha tumhari jao aaha se"

"Par kaki ne to kaha aaj shaadi hai tumhari aur......"

"Ha hai aaj shaadi meri hi hai par tumse nahi meri mami ki behen ki beti se raavi se chalo nikalo yaha se"

"Par shiva"

"Disha maine tujhe pehli hi kaha tha na I am not interested on you, engagement wale din vi chordiya tha na tujhe to fir keu piche pari hai mere"

"Par shiva usbhakt tumhara divorce nahi hua tha par aab hogaya hai aur wo vi usne hi jhut bolkar liya tume fasakar...... aur engagement... engagement tumne thodi rokhi thi wo to uss khooni bachchalan ladki ne tamasha ...."

"Dishaaa"

Before disha could complete shiva shout a loud in anger.

"Khabar dar jo usse bachchalan bola to disha"

"Keu na bolu tumne hi usse mandir me bachchalan bolkar divorce papers send kiya tha na usne kuch kiya hoga tabhi to tumne bola na....... aur to aur tumhara divorce final nahi hua yeh baat vi tumne nahi batai keu ki tum chahta hi nahi the wo bachchalan tumhare saath rahe"

"Disha chup hoja"

"Keu chup rahu mai aur chalo maan liya wo bachchalan nahi hai par tumhe jhute case me faskar divorce to liya tha na usne aur khooni to hai na wo tumhari bhabhi ke masoom baccha ki khooni, tumhari bhabhi ke dard ki baja aur yeh baat vi sabse pehle tumne khud kaha tha na, hai na"

Shiva become quite

Disha come to him and cub his cheeks

"Shiva tum keu uss khooni ladki se shaadi karoge jisne tumhari bhabhi ke bacche ko mardiya tumhe fasaya domestic violence ke case mai.... Shiva wo tumse pyaar nahi karti... shiva mai tumse pyaar karti hun bohot jaida pyaar mai tume aur tumhari family ko hamesha khush rakhungi shiva hamesha"

Shiva remove her hand from his cheeks and step back.

"Par mai tujhse pyaar nahi karta Disha please mujhe parishan matkar mai already parishan hun please mujhe akhela chorde aur chali jaa aha se"







Pandya Store - Short Stories - After IVF Where stories live. Discover now