"Prologue"

191 20 15
                                    

"Umeed! Andar chalo yaar, ye tum kya chand dekhne ke liye bahar khari ho" Farjaad requested like a baby.

"Eid ka chand dekhne ka apna hi maza hai, ap chup chap khare rahen" Umeed commanded, said in bossy tone.

Farjaad shook his head, Umeed was impatiently looking at the sky and waiting for the moon.

The ramadan was passed in a blink, they both spend their quality time and handling their respective works.

Umeed was looking continuously and after few minutes, she saw the moon. Umeed eyes widened, she smiled brightly.

"Farjaad! Chand nazar agaya" Umeed shouted excitedly.

Farjaad smiled, "chale jaldi se dua maagne"

She covered her head from the dupatta, raised her hands and started praying. Farjaad also raised his hands, closed his eyes and started praying.

"Ya Allah! Tera bht bht shukariya, ke tune mujhe Umeed jese humsafar se nawaza, bas mein chahta hun ke ye hamesha khush rahe aur mein iski khushiyon ke liye jo kar sakta hun wo mein karta rahun, meri Umeed ki khushi mein hi meri khushi hai"

Farjaad prayed and thought heartily, then he looked at her innocent face, the way she closing her eyes, the way she was smiling. He again fell in love with her badly.

"Ya Allah! Tera bht bht shukriya ke tune Farjaad ko meri zindagi mein shamil kia, mein bht bewakoof hun jo aj tak inhe bura samjhti rahi, bas tu mujhe aur mere pyaare se shohar ko hamesha khush rakhna"

Umeed prayed and chuckled, they said l and completed their dua. Umeed again set her dupatta, they looked at each other.

"Tumne kya maanga?" Farjaad asked meekly.

"Dua batayi nahi jati hai, nazar lag jati hai" Umeed replied, changed his statement.

"Nazar lag jati hai matlab?" Farjaad asked dramatically.

"Acha jo ap ne maanga hai wohi meinay maanga hai" Umeed told lovingly.

"Acha! To ap bata sakti hain ke meinay kya maanga hai?" Farjaad asked with cheeky smiled.

"Mera sath maanga hai" Umeed responded instantly.

Farjaad smiled and his eyes widened, "Han! Mein tum se bht pyaar karta hun" He told her meekly.

Umeed smiled, "Acha choren, dekhen chand dekhen, aj kitna chamak raha hai" She changed the topic, controlled her blushing.

"Han! Aj waqai mein chand bht chamak raha hai" Farjaad pointed towards her, glaring her romantically and lovingly.

Umeed glared at him, "mein apni baat nahi kar rahi thi, mein to hamesha chamakti rehti hun" She said huskily.

Farjaad pulled her closer, made her startled.

"Kaash tum khud ko meri nazar se dekh sakti"

"Achaa! Aur jo ap pehle mujh se bachte rehte the, itna chirte the?" Umeed shyly asked.

"Han! Lekin ye mohabbat bhi to zalim cheeze hai" Farjaad pouted, said meekly.

"Achaa! Ab chalein, dekhen subah eid hai" Umeed commanded.

Farjaad smiled, giggled. They both leaves from there.

*************

The next morning was beautiful like always, Today is the eid day. The day of celebration and happiness.

FARMEED: "Humsafar❤️✨Место, где живут истории. Откройте их для себя