Akshara learnt the truth

270 29 4
                                    

Akshara went to the hospital again to see neela amma. Neela amma got discharge.

Akshara : Muskaan please abhir ka khayal rakhna jab tak Mai usko waha lene nahi ati.

Muskaan : Bhabi ap tension mat lo. Mai pura khayal rakhungi. Ap apna aur Amma ka khayal rakhna. Mai chalti hu

Akshara was filling the discharge form while nurse offered neela amma a cup of tea. Abhinav came there and noticed it. He immediately instructed the nurse to not give neela amma anything sweet as she is diabetic.

Neela Amma : Beta tujhe kaise pata mujhe diabetes hai

Abhinav : Hesitantly said " akshara ne ekbar bataya tha "

Akshara heard their conversation was shocked. She knew that she didn't tell him anything about neela amma.

Abhinav later that night received a message " Mai bahut musibat mai hu please mujhe bachalo , mai subset point mai hu, please come soon "

Abhinav got tensed and was thinking who it could be. He reached sunset point and saw a woman standing there near the cliff

Abhinav asked who's this?

The woman turned. It was akshara

Akshara : Ap khush ho na akanksha se shaadi karke?

Abhinav : Hesitantly " achanak yeh sawal kyu? Yeh puchne k liye apne mujhe jhooth bolke yaha bulaya? Ap toh kasauli lautne wali thi na aj?

Akshara : Nahi gayi. Nahi ja payi. Kuch sawalo ka jawab dhund Rahi thi. Jawab mile bina mai kahi nahi ja rahi

Abhinav : Kaunse sawal ? Kaunse jawab ?

Akshara: Yahi ki ap akanksha se shaadi kyu kar rahe hai?

Abhinav : Kyuki woh mujhse bachpan se pyar karti hai. Hum dono bahot acche dost hai

Akshara : Aur pyar? Kya ap usse pyar karte hai

Abhinav : Ap pagal ho gayi ho. Itni raat ko kaise behki behki baatein kar rahi hai ap

Akshara : Ap kabse jhooth bolne lage abhinav

Abhinav was shocked to hear his name from akshara

Abhinav : Abhinav kaun abhinav? ( Hesitantly )

Akshara : Meri ankho mai dekhiye aur kahiye ap mere abhinav nahi hai?

Abhinav couldn't look into her eyes.

Abhinav : Nahi hu mai abhinav. He was about to leave

Akshara : Toh apko kaise pata ki neela amma ko diabetes hai. Yeh toh sirf abhinav ko pata tha

Abhinav went silent. Suddenly akshara slipped and about to fall off the cliff abhinav hold her hand and screamed aksharaaa. He pulled her towards her and hugged her tightly. He was shivering.

Akshara : Apko meri Kasam. Sach bataiye. Ap hi mere abhinav hai na?

Abhinav kissed her hands and nodded yes. Akshara kissed his forehead and both started crying.

Abhinav : I love you akshara

Akshara: I love you abhinav. I love you. I love you. I love you ( echo sound )

Both looked at the stars and thanked God while hugging each other ( bgm played dil nahi lagda tere bina )

Akshara :  Apko pata hai apke bina ek ek din ek ek saal ki tarah beet raha tha. Meri zindagi tham si gayi thi. Ap kyu us abhimanyu k saath cliff k paas gaye. Apko kyu har insaan pe bharosa kar lete hai. Woh insaan apke bharose k layak hi nahi tha. Mere ateek ki wajah se ekbar mai apko kho chuki hu ab dobara kabhi mujhe chorke mat jaana abhinav warna Mai mar jayungi.

Abhinav immediately put his hands on her lips to stop her

Abhinav : Please aj k baad Marne ki baat kabhi mat karna. Mai apko aur hamari family ko hamesha protect karunga.

Akshara : Toh chaliye mere saath kasauli. Mujhe sabko batana hai ki mere abhinav Laut aye hai. Aj mai bahot khush hu abhinav.

Abhinav : Akshara please ap wada karo ki ap kisiko yeh baat nahi batayengi

Akshara : Lekin kyu? Mujhe pata hai koyi bahot badi wajah hogi tabhi ap kisi aur se shaadi kar rahe hai. Please mujhe bataye. Mai sab theek kar dungi.

Abhinav took akshara to a nearby cafe and explained everything. How he became abhinav to Adhiraj.

Akshara : Itna bada jhooth bola dheeraj uncle ne. Mujhe yakeen nahi ho raha.

Abhinav : Akshara ap please kisi ko kuch mat batana. Akanksha abhi kuch sochne samajhne k halat Mai nahi hai. Woh kuch bhi kar sakti hai. Mai nahi chahta meri wajah se abhir ko kuch ho.

Akshara : Ap tension mat lijiye abhir ko kuch nahi hoga. Hum dono milke akanksha ko samjhayenge toh woh samajh jayegi.

Abhinav was hopeful

Lost loveWhere stories live. Discover now