Eyesight weak hai?(Chapter 13)

462 44 3
                                    

After few days

Anjali,Keart and Sunaina went  for shopping. Sara,Arjun,Shubman and Sneha are in Tendulkar's house. Anjali strictly ordered Sara that if Shubman need something even if he want food she will make it for him

Tendulkar's House

Arjun and Shubman are playing videogame in Arjun's Room. Sara is scrolling her phone in living room and Sneha is watching TV

Arjun's Room

Arjun-: Bhaii aapne toh mujhe phirse Hara Diya(sadly)

Shubman-: Chal koi nahi agli baar jit jana

Arjun-: achaa chodo ye sab baatein bhook laga hai aur abb tak Mummy log aaye nahi

Shubman -: bhook toh mujhe bhi laga hai, Haan! Sara ko jaake bolo khana banane ke liye
(Arjun is shocked)

Arjun-: Bhai aapka dimag thoda kharab hai

Shubman-: kyun? Kya hogaya

Arjun-: Aap Sara di ko bol Rahe hai khana banane ke liye

Shubman-: mujhe Anjali aunty  boli thi agar bhook Lage toh Sara ko bolna. Toh abb aise gande shakal mat bana aur jaake bolde Shubman bhai ko bhook laga hai khana banane bol rahe hai

Arjun went to Sara who is scrolling her phone sitting beside Sneha in Sofa

Arjun-: Sara di!!

Sara(not looking at him)-: hmm

Arjun-: woh... Main  bol raha tha

Sara-: kya?!!

Arjun(in one go)-: Shubman bhai ko bhook laga hai woh aapse khana banane ke liye bol rahe hain

Sara(angrily)-: bhook laga hai toh kud jaa ke bana ke khale main uske baap ki naukar  hoon Jo woh mujhe order de Raha hai

Sneha-: Sara.. Calm down wese bhi khana banane ki hi toh baat hai

Sara-: Sirf khana banane ki baat nahi hai woh mujhe aapna naukrani banana chahta hai usse toh ma-
(Shubman enters)

Shubman-: Bhulo mat Anjali aunty ne kya bola tha

Sara didn't able to find anything to reply and stamping her Foot she  went to kitchen

After one hour

Shubman and Arjun sit on dining chair
to eat. Shubman open the hotpot and take out one Parantha. The parantha is hard as rock

Shubman-: Ye kya hai?

Sara  is scrolling her phone sitting in dinning chair beside Shubman

Sara-: Kya kya hai? Eyesight weak hai dikh nahi Raha Parantha hai

Shubman-: Issey paratha kehte hain? Isse mein ye plate Tod doon

Sara-: Agar khana hai toh Khao, tumhe koi force nahi kar raha hai khane ke liye samjhe!

Shubman-: Aur ye paratha ke beech mein kya Surya Grahan hua hai?

Sara-: Uss Surya grahan se toh kaam hai Jo tumne mere zindagi ko bana rakha hai

Shubman-: aap mujhe Zara explain karenge apko kyun lagta hai apke life me saare problems mere wajah se hote hai

Sara-: kyunki mere life main tumse bada problem koi nahi
(Sneha enters)

Sneha-: Tum dono phirse lad rahe ho?

Shubman -: Yeh lad Rahi hai

Sara-: Haan main lad Rahi thi aur tum! Tum toh Gyan bat rahe thee na

Sneha-: Arjun kya ho gaya

Arjun-: Aree ye toh Roz ka ho aap dhyan mat dijiye

Sneha-: Chup!!(Sneha shouts annoyed by their fight over silly things)

Sneha-: Mein parathe banake laati hoon aur ye jhagda please band Karo(She went to kitchen)

After sometime

Shubman take out a paratha made by Sneha and observe it very carefully it is looking good so without any delay he eat it

Shubman-: Woah! Sneha kya parathe banate ho tum. Matlab pura maja aa gaya

Sneha blush after receiving praise from Shubman. Sara who is watching blushing Sneha, roll her eyes. All the ladies came from Shopping they are in living room talking about something.

After Sometime

Shubman and Sneha are talking and in response Sneha is blushing hard.

Sara(in mind)-: Iss Shubman ke bacche ko dekho, meri kabhi tareef nahi Kiya aur sneha ki kar raha hai aur yeh sneha yeh bhi kaam nahi hai apna gal laal karke has Rahi hai

Arjun-: Areyy! Bahut bada problem ho gaya... Arjun said who is coming running towards them

Shubman -: Haan ji boliye kya ho gaya

Arjun-: Fufaji gussa ho gaye Hain aur chale jaane ke liye nikle hai

Shubman(exciting)-: yess!!!
Sara indicate him that he is infront of Sneha

Shubman(making sad face)-: Ohh no
Sneha left that room glaring Shubman with Arjun

Sara(imitating Shubman)-: Yess!!!

Sara-: dimag kharab hai tumhara? Kitna bura laga hoga Sneha ko!!

Shubman -:Areyy tum uski baat chodo chalo dekhte Hain kya ho gaya

Sara-: Hona kya hai Fufaji gussa Hain aur Abhii Ghar chodke chale jayenge, ye plan toh Maine hi banaya hai na..Sara said giving a proud look

Shubman -:kyun?

Sara-: Fufaji choti choti baaton ke liye gussa ho jate hain toh maine unka naam Ristedaron ke name list mein Diya nahi aur woh Abhii gussa hokar chale jaayenge jiss wajah se engagement ki date extend ho sakti hai ya fir bhagwan kare Shaadi toot Jaye... Sara said explaining

Shubman who listen all this fold his hands🙏

Shubman -: Devi, aapke Charan Kahan Hain...Shubman said dramatically
Sara roll her eyes and went to see what is happening

Shubman and Sara are now watching the drama happening in the living room From garden through window

Shubman-: Yeh Jaa kyun nahi rahe faltu mein drama laga rakha hai

Sara-: Wohi!

Shubman-: Mein agar unke jagah hota ek minute mein Shaadi cancel karke chala jata

Sara-: Main bhi

Shubman-:  Isse pata chalta hai Tumhare Fufaji ekdam besharm type ke aadmi hai

Sara-: Haan bilkul tumhare tarah self respect hi nahi hai

Shubman-: mujhe kyun bich mein laa Rahi ho ek toh itna kharab plan banaya hai ja hi nahi rahe ye

Sara-: Meine kam se kam plan toh banaya aur ek tum jisse kuch ho hi nahi Raha

They are fighting staring at each other with so much hate for eachother in their eyes

In living room

Sachin came from office after knowing what is happening

Sachin -: Sunaina tumhe kahin jaane ki jarurat nahi hai

Sunaina-: mein uss Ghar mein ek pal ke liye bhi nahi rukungi jahan mere pati ka bezati huya ho...She said pulling her luggage

Anjali -: Aap kahin nahi jaogi yeh bas ek misunderstanding hai... She said pulling her luggage towards her

Sunaina-: Mein jaake rahungi...she said again pulling luggage

After Sometime Sachin sort out all the things and now they are not going anywhere

Enemies to loversWhere stories live. Discover now