Mujhse Nahi ho paayega Sara(Chapter 20)

568 53 12
                                    

Next Day

Sara is talking with Shubman in Call
In Call

Sara-: Aunty ne kya banaye tha breakfast mein

Shubman -: Aloo parathe aur Anjali Aunty ne

Sara-: Breakfast main pohe the lekin tumhe pata hai Ajj Ghar main Mummy Rasmalai bana Rahi hai

Shubman -: Sachii!!

Sara-: Hmm. Chahiye tumhe

Shubman -: bilkul

Sara-: Toh tumhe mere liye Aunty ke haath ke Banaye huye ladoo lane padenge

Shubman -: Okay done

Sara-: Shaam ke 7 baaje lawn main okay
Call End

Afternoon

Sachin and Lakhwinder are walking in the garden

Lakhwinder-: Mujhe maaf karde

Sachin -: kyun?

Lakhwinder -: Tu mujhe maaf nahi karega

Sachin -: Mera matlab kis baat ke liye?
Lakhwinder stops at his place

Sachin -: kya hua?

Lakhwinder-: dekh main jaanta hoon keart ne yeh bilkul achaa nahi Kiya lekin tujhe toh pata hai woh kuch soch le toh fir kisi ki nahi Sunti

Sachin -: Dekh woh Shubman ki maa hai uske liye kya achaa kya bura usse tujhse jyaada pata hai toh woh agar Sneha ke saath Shubman ka Rishta jodna Chahti hai toh it's okay

Lakhwinder-: lekin Shubman aur Sara ke khilaaf Jurm karne ka Rights uske paas Kahan hai

Sachin -: kya bolna chahta hai tu

Lakhwinder-: Hume Sara aur Shubman se baat karna Chahiye unke raay jan na chahiye

Sachin -: baat toh tu sahi kar raha hai

They both call Sara and Shubman to lawn. Sachin and Lakhwinder are sitting on the bench and Sara and Shubman are Standing

Sara-: Woh humse baade hain aur humare liye humesha achaa hi sochengi

Shubman -: Haan, toh Hume nahi lagta woh humare saath kuch bura kar rahe hain

Lakhwinder-: Agar tum dono un dono se dar kar yeh Sab bol rahe ho toh daro mat
Sach bol do

Sachin -: Hum dono tumhe fully Support karenge

Sara-:Nahi papa aap jaise Soch rahe hain aisa kuch nahi hai Hume koyi problem nahi hai

Lakhwinder-: Tumhe fir bhi ek dusre ke baare main Sochna Chahiye

Sachin -: Aur agar iss baare main tumhe kuch help chahiye toh tum dono humse puch Sakte ho

Sara-: papa, Lakhwinder uncle aisa kuch nahi hai
They both left

Evening (7 P.M)

Sara went to lawn and found Shubman there

Sara-: Areyy wahh ajj 10 minute pehle
Shubman -: Kya 10 minute?

Sara-: Yeh sab baatein chodo aur mujhe ladoo do aur yeh lo Rasmalai..Sara said excitedly

After looking Shubman's empty hands

Sara-:Yaar tum bhul kaise Gaye

Shubman -: ohh Achaa woh kal la dunga

Sara-: okay ye lo Rasmalai. Agar ladoo nahi laaye toh yahan baith ke kya soch rahe the

Enemies to loversOù les histoires vivent. Découvrez maintenant