Friends??(Chapter 16)

495 60 12
                                    

Morning

Tendulkar's house

Sara is making  "Gajar ka Halwa"

Anjali-: Main bol Rahi thi jao Shubman ke yahan de ke aa jao unhe bahut pasand hai na

Sara-: jii

Gill's House
Living Room

Shubman is watching TV. Sara enters

Sara-:Shubman!

Shubman -: Haan

Sara-:Aunty Kahan hai

Shubman -: Kitchen main aur ye tumhare muh pe barah kyun baje huye Hain shaadi ki tension hai

Sara-: Haan yaar

Shubman -: Tum tension mat lo hum achaa planning karke shaadi Tod denge

Sara-: dekhte hai kya hota hai
Shubman -: tum ye aapne haath main  kya pakdi ho?

Sara-: oh, main ajj gajar ka halwa banayi thi toh wohi laayi hoon

Shubman -: Tum banayi ho ?

Sara-: Haan notice Shubman weird expression Areyy ye itne bhi bure nahi hai try karke dekhna
Shubman smiles

Sara-: ye lo try karna okay!! handle the container aur batana kaisa hai

Shubman-: Hmm(Sara left)

A weird feeling run in Shubman stomach. He went to kitchen and taste the Gajar Halwa and it tasted like "Amrit" to Shubman

Afternoon

Sara is talking in phone and Shubman went near her

Shubman -: Sara!!

Sara-: Mein baad main call karti hoon call end Heyy hiii

Shubman -:  Shaam ko koi planning??

Sara-: Nahi kuch khaas nahi

Shubman -: Toh chale ghumne aur issi bahane  maybe achaa idea mil jaaye

Sara-: Chalo, lekin sirf hum dono ok Sneha ko leke nahi chalenge

Shubman -: Haan, aur tum bhi Rohan ko nahi bataogi

Sara-: okay done milte hai shaam ko she turns to go and again turn towards shubman

Shubman -: Kya hua

Sara-: Tumne bataya nahi Gajar ka halwa kaise laga Sara didn't know why she asked Shubman why his like or dislike matter her. She never asked anyone about their likes or dislikes

Shubman -: wohi batane aaya tha Bhool Gaya, Honestly bahut achaa tha mere mummy se bhi achaa

Sara-: Sachi!!.. she said happily and she is happy like this for the first time

Shubman -: haan
Sara-: achaa okay byee

She left from there jumping like a child who got her favourite toys. In the other hand Shubman is happy after seeing Sara like this

In Evening

After wandering many places Sara and Shubman went to a Restaurant.

Sara-: Kya majaa aa raha hai yaar, mujhe nahi laga tha mujhe tumhare sath kabhi itna maja aayega

Shubman -: Haan na

Sara-: lag raha hai jaise hum dono relationship main hai lekin maine jaldi se aise bakwas baaton ko aapne dimag se delete kar Diya

Shubman -: wohi, mujhe bhi kuch time pehle Aisa hi laga tha

Enemies to loversWhere stories live. Discover now