CHAPTER 3

114 8 0
                                    

'Bohot pyaar hai ye,
Ya inkaar hai ye,
Jo ruthega koi,
Toh ikraar hai ye.'
.

HIS POV

"Jahara tum kaha se ho? ghar kaha hai? Tumhe chodna padega na."

"Shahzeb, main yaha ki nahi hu, main hotel mein rehti hu par mujhe ab hotel ka naam takk nahi yaad."

"Uss darga mein tourist, non-Muslims allowed nahi hai! Tum waha kya kar rahi thi? "

"Main tourist nahi hu. Par main Muslim hu. Main architecture student hu aur hum kuch 10 log ancient architecture study karne aaye the. Mujhe nahi pata ki baaki kaha par hai."

"Tum Afghanistan ki nahi hai?"

"Nahi"

"Kaha se ho tum?"

"India."

I took a breathe hearing India.

"Sorry, I have to make a call Jahara."

"Okay, but I need a favor. "

"What is it, Jahara?"

"I need to go back home...back to India. I don't have passport, I have nothing, I promise to pay you once I reach India."

"Kaise pay karogi?"

"Umm...Google pay karungi."

I let out a small chuckle. She is so innocent man!

"Oh...tum haste bhi ho?"

"Excuse me? Tum mujhe jaanti hu kitna ho? And I am not laughing..."

"Jabse mili hu itne serious ho. U didn't even greet me with a smile!"

"I don't like smiling...especially to strangers and stranger women!"

I went in a different room and called Asim.

"Hello Asim Sahab."

"Shahzeb Miyan. Kaise yaad kiya? Sab kheriyat se toh hai?"

"Ek mehmaan aaya hai...sone ko chidiya chahiye usse. Mushkil mein lag rahi hai. Par Kokni ke janajeh mein bhi jaana hai..."

"Hmm...Mehmaan ko jo chahiye woh do. Jo Allah ko pyaara hua usse chodo aur jo Allah ko pyaara hai usse dekho."

I went back where Jahara was and saw her exploring my fridge. Does she even have manners?

"Kya kar rahi ho Jahara?"

"Fridge mein kya karte hai? Ofc khana dhoond rahi hu."

She didn't even turn towards me.

"Akela rehta hu main. Khana nahi milega ghar mein. Bahar se mangana padega."

"Kya? Tum ghar mein khana nahi rakte?? Aise kaise rehte ho?"

"Jahara, Tumhare gharwalo kaisi tarbiyat ki hai tumhari? Ki dusro ke ghar mein aakar, unhe hi bata rahi ho ki unhe unke ghar mein kya karna chahiye kya nahi...."

She became silent and sat on the couch. I ordered food for her and we ate. She wasn't talking to me....This woman was ignoring me. Do I even know her for her to be upset on me? Does she except me to apologize?
Who cares? Huh!
.
HAPPY SUMELLIKANS DAY MY READERS!
.
Pl comment

Kuch Baaki Hai.Where stories live. Discover now