42

279 22 34
                                    

"mehak ab niche chalte hai aur himat kar sab sacch bata denge thike"hasib asks and she nods

In any case he couldn't let mehak away from him , he never imagined to marry anyone else than mehak.

"Lo aagaya Mera damaad"wazifa said happily but later fumed in anger when she saw hasib holding mehak's hand that too interwind in each other.

"Kya hua hasib tum mehak ko kyo saath laye ho"Aslam asks frowning
"Dada jaan hum aapko ek baat nahi ek badi baat batayenge "he says

Everyone looked tensed and they all were shut because while hasib speaks with no emotions they have to shut which directly indicated

"Thike batao"Aslam says
"Mai Zara se nikah nahi karunga"he says in his dominating voice.

"Kyo?"Aslam asks
Everyone were shocked to hear this but somewhere zulekha was feeling happy and relaxed after hearing those words from his son's mouth.

"Kyoki mujhe Zara pasand nahi"he says
"Dekho ab baat pakki ho gayi hai baat mat badlo"Aslam says
"Dadajaan Mai mehak se muhabbat karta hu aur sirf usi se nikah karunga"hasib says in Stern voice

Zehra and zulekha were the happiest listening to this

"Nahi"Aslam yelled
And everyone were shocked
"Kyo dada jaan , dada jaan Mai bhi hasib se bohot muhabbat karti hu please dada jaan mana na kare"mehak please while tears flowing her eyes
"Bilkul bhi nahi"Aslam says

"Dekho hasib duniya tumse darti ho gi lekin Mai tumhare baap ka baap hu Mai tumse nahi darta aur yein baat saaf hai ki tumhara nikah Zara se hoga aur kuchi dino mai mehak ki bhi shaadi karwa dunga tum log yein sab bhul jaoge"Aslam says

"Nahi dada jaan hargiz nahi mein apni mehak ka nikah kisi se nahi hone dunga"he replies getting angry at his grandfather's words

"Tum hoge nawab groups ke malik ya Lucknow ke nawab par mere samne apni awaaz niche rakhoge "Aslam says sternly glaring at hasib

This was first time the family members where witnessing something like this the great nawab hasib khan vs nawab Aslam ki khan

"Abbajaan..."jabir was about to speak but Aslam shuts

"Tum log kuch nahi bologe Jo bhi hai vo aapke sahab zaade khud batayenge"Aslam says and all become silent

"Mai nahi karunga shadi agar aap meri shaadi dekhna chahte hai to mehak se karwaiy "hasib says

"Tum pareshan mat ho shadi to tumhari Zara se hogi aur mehak ki to bilkul pareshani mat lo Mai meri poti ke liye sahi chununga iss ke liye zaheer ka rishta aaya hai aur Maine haa kehdi hai to tumhe darne ki zaroorat nahi usse uska shohar sambhal le ga"after Aslam says

Hasib bangs the table and it breaks into two everyone where shocked no one liked to trigger this side of hasib but Aslam triggered it today

"Ha..has..ib aa..ram say"mehak was crying scared she holds his hand he calms down by just her hold in this world only she can keep him in sanity

"Meri jaan ro mat tumhare aankho mai aansu ache nahi lagte Mai bhi dekhta hu yein tumhari ya meri shaadi kaise karwayenge"he says glaring at Aslam who was also shocked right now

The toli was shocked they now understood how strong is mehak and hasib's bond , they thought of helping them .

Zara was literally fuming in anger witnessing all this she wanted to tear them apart like anything
Mehak takes hasib and moves from there while all of them were shocked to see those two people who were mature had this side also

Aslam chuckles and says

"Mujhe lagta hai iss Ghar Mai sabko vaade todna acha lagta hai pehle Asad ab hasib lekin ek baat kaan khool ke sun lo Jo galti pehle Hui vo Mai nahi dohraunga iss baar Junaid kal mehak ko tayar kar niche la Dena us ke sasural vaale aa rahe hai Mai bhi dekhta hu kon mujhe rokta hai"Aslam says and goes

"Aap Aisa kuch nahi karenge Junaid "zehra says to Junaid
"Mai kya Karu mujhe kuch samjh nahi aa raha jaffar bhaijaan aap hi bataiy"Junaid asks
"Mujhe bhi kuch samjh nahi aa raha hamre bacche ek dusre ko pasand karte hai aur iss mein buraiy kya hai aur abba ka masla mujhe kuch samjh nahi aa raha"jaffar says

"Dekhein jaffar manti hu abbajaan Ghar ke bade hai par iss mamle mein bilkul galat hai aur agar Junaid tumne kal iss rishte ke liye haa kehdiya na to hasib ka gussa sehne ke liye tayaar ho jao vo tumhe ese hi nahi chodega "zulekha says

"Janta hu bhabhi meri bachi ki bhi Khushi hasib Mai hai lekin abbajaan"Junaid says when asra interrupts

"Tum pareshan mat ho junat Mai tumhare abba se baat karungi lekin ha kalke liye bas milane ke liye mehak ko tayaar karke niche la Dene Mai tumhe keh Rahi hu na Mai khud mana kar dungi rishte ke liye"

"Ji ammi"

So do comment how was the chapter and sorry for late update I was caught up few days and was busy that is why.

Hope u enjoyed guess the new character entering in next chapter the story will become intresting just watch .

THE NAWAB'S ONE AND ONLY BEGUMWhere stories live. Discover now