Fulfilling my promise

440 46 47
                                    

She left from their unknown to her that someone has noticed her.

Bondita came back home and was analysing her progress in the case.

Bondita - ab mujhe iss insaan ko dhundana hai. Par kaise ? Uff.. khuch samajh nahi aa raha..

Suddenly the telephone ranged. She was not in a mood to talk with someone so she declined the call. But the person on the other side was also stubborn like her. The person again and again dialled her making her super irritated. Bondita irritatingly picked up the call and shouted.

Bondita - Kon hai ! Samjh nahi aata ki mujhe tumse baat nahi karni.

Person - Ohho Barrister Bondita gusse mein

Bondita - Aarif tum !

Aarif - Ha mein . Par tum itne gusse mein kyu ho ?

Bondita - chhodo na unn sab ko , tum ye batao kaise ho tum ? Ghar par sab kaise hai aur achanak Mr. Aarif ko Bondita ki yaad kaise aayi ?

Aarif - mein accha hu aur Ghar par bhi sab badhiya hai. Aur rahi baat mere phone karne ki toh mujhe apna Vada pura karna tha isliye phone Kiya.

Bondita - konsa Vada ?

Aarif - Bondita tumhe tumhare Sakha Babu ka 8 saal purana vada yaad hai par mera 2 saal pehle Maine Jo tumse Vada kiya tha vo yaad nahi? Mana ki tum apne Sakha Babu se pyar karti ho par mein bhi toh tumhara best friend hu.

Bondita - Paheliyan mat bujaho aur batao na kon sa Vada ?

Aarif - yaad hai 2 saal pehle jab hum college mein the Maine tumse Vada kiya tha ki jab mein apna pehla Mukdama Jeet jaunga toh tumhe party dunga ?

Bondita - ohh ye Vada ha tumne...... Ek minute....... Kya ! ...... Iska matlab tumne apna pehla Mukdama Jeet liya hai !

Aarif - Ha Bondita! Kal hi Maine apna pehla Mukdama jeeta hai.

Bondita - Congratulations Aarif and very sorry mein hamara promise bhul gayi.

Aarif - Koi baat nahi Bondita.

Bondita - toh batao kab de rahe ho mujhe party ?

Aarif - ussi baare mein mujhe tumse baat karni hai. Darasal Maine party apne Ghar mein plan ki thi par meri dadi Jaan ko ye sab pasand nahi ayega. Toh kya hum party Tulsipur mein kar sakte hai ?

Bondita - Ha kyu nahi ! Infact ye best idea hai.

Aarif - Toh theek hai mein kal hi Deenpur aa jaunga aur jab pauchunga tab tumhe telephone kar dunga

Bondita - Done !

Aarif - aur kal phone utha lena nahi toh pata chala ki mein sadko par atmao ki tarah ghum raha hu.

They both laughed and said.

Bondita - tum chinta mat karo mein kal tumhara phone bhi utha lungi aur tumhe lene bhi aa  jaungi.

At Roy Choudhury Haveli

Anirudh was sitting on the sofa and was reading a newspaper, suddenly he saw few of his men bringing a man forcefully with them. He stood up and went towards them and asked.

Anirudh - ye kya tareeka hai? Hamare ghar ke driver hai ye. Bahut saalo se hamare ghar ke liye kaam kar rahe hai. Ye koi tareeka hota hai inse pechaane ka. Kam se Kam inki Umar ka toh lihaaz kiya hota. Aaiye kaka.

He made him stood. Then one of his men said.

Man - Dhoka diya hai isne Hume Barrister Babu

Driver - Maine kisi ko Dhoka nahi diya

Not beside you Where stories live. Discover now