Anirudh's Birthday party

314 46 3
                                    


Anirudh's Pov:-

Kyu ! Kyu ! Aaj hi sab mere sabar ki pariksha le rahe hai ! Kaka aur Sampoorna Ma tak toh theek tha par ab Radha bhi ! Vo itni masoom hai ki usse khuch keh bhi nahi pata !Nahi karni mujhe koi party ! Nahi manana apna janamdin !

Baba !

Pov Ends:

His trance was broken by Radha's voice. He turned to face her.

Radha - baba aap apna birthday celebration kyu nahi manana chahte ?

Anirudh ( in mind ) - Radha abhi bacchi hai. Usse ye sab samajh nahi ayega. Usse pyar se hi manana padega.

Radha - boliye na ! Aap apna birthday celebrate kyu nahi karna chahte ?

Anirudh - Mera Mann nahi hai.

Radha - Aree.....aise kaise Mann nahi hai ! Apko pata hai jab mein aur Ma apke Ghar mein raha karte the , tab Mera bhi birthday aaya tha. Mera bilkul mann nahi tha yaha birthday celebrate karne ka. Par Ma ne mere liye mithai banai aur ek pyara sa gown bhi lekar aayi thi.

'Kal meri beti ka mara hua muh dekh kar mein vaise bhi mar jaungi isse behtar hai ki tum mujhe abhi Marne do !'

'Please.....let me die !'

'Mar gayi vo 8 saal pehle vaali Bondita, apki Sakhi, ussi din mar gayi jiss din apne sabke samne usse jasoos kaha, dushman kaha ab jo apke samne khadi hai vo sirf Barrister Bondita aur Barrister Bondita na kisi ke beti hai , na behen aur na kisi ki Sakhi. Ye Barrister Bondita sirf Radha Das ki Ma hai !'

'Anirudh Roy Choudhury ek baat ko samjh lijiye hamara rishta khatam ho chuka hai.....'

Anirudh was in his deep painful thoughts when he felt that someone is pulling him.

Radha - baba chaliye na !!!!!

Bas karo Radha !

He shouted out loud and jerked off his hands.

Anirudh - "Ek baar mein samajh nahi aata ! Zaruri hai Mera ek baat ko baar baar kehna ! Zaruri hai apni zidd Puri karna ! Kaha na mene koi birthday party nahi hogi !" Radha opened her mouth to argue but Anirudh didn't let her start. " Ab iske aage tum khuch nahi bologi aur abhi ke abhi apne ghar jaogi ! Samjhi !" He shouted and again turned back.

"Okay " she said  and begin to leave. She was very disappointed and upset the way Anirudh had reacted.

Radha ( in mind ) - mujhe baba ko gussa nahi karna chahiye tha ! Baba ke upar already itna stress tha aur dekho mein bhi unka stress ban gayi ! Kal jab baba ka mood theek ho jayega tab unse sorry bol dungi !

She was just a few feets away from the door when Anirudh lift her in his embrace with tears in his eyes.

Anirudh - I......I am sorry princess....I am really sorry...... mujhe aap par aise chillana nahi chahiye....... Please don't leave me.......apne baba ko maaf kar do......Mein bahut pareshan hu....bas isliye saara gussa aap par nikal gaya....

Radha - ba...baba....ye aap kya kar rahe hai.....aap kyu sorry bol rahe hai..... mujhe bilkul bura nahi laga...... Aur Ma ne hi toh sikhaya hai ki bado ki daat ka bura nahi mante.

She rubbed his back to calm him down.

Anirudh - nahi princess apke baba bahut bure hai.......apki Ma toh mujhse naraz hi hai agar aap ho Gaye toh mein mar.........

Not beside you Where stories live. Discover now