Won't let you go

256 25 2
                                    

Sana tumhe pata hain naa mein abhi nehi asakta wapas.. Meri final exam hain... Ekbar exam dedu fir yaha pe dad ke company mujhe samhalna hain.. Aur mein ghar pe bat karke tumhe bhi le aunga... Humare ghar pe koi problem nehi hain tumhe pata hain naa... Sab razi hain iss rishte se...

Sidharth mein kyaa karu batao tumhe surat e hal pata hain naa meri ghar ka... Appi ki shadi kaise bhi karke Adnan bhai se karadi meine ammi ki joh bhi gehne the usse unka hogaye... Allah ki rehmat se acchi ghar mile unko... Par mein aise roz roz Abba ka mar nehi khasakti... Woh roz nasha karke ate hain.. Please mujhe yaha nehi rehna...

Bus meri jaan kuch mahine aur fir tumhe ye sab sehna nehi parega... Tum ghar wapas ate he apne room me raha karo..
Sana mujhe abhi jana hoga class hain meri.. Badme call karta hu khayal rakho apna bus thore aur din sabr karlo...

Han tum bhi dhyaan rakho apna...

Sana looked at the phn after the call release a big breath... Fixed her bag on her shoulder and started walking towards her home after her last tuition of the day ....

She is doing honours in Botany...
She loves trees and all...
Sometimes talks with them to express her feelings.... They are like her best friends... Uski ghar ki ye halat hone ke karan koi bhi uski friend nehi bani.. Ek Sidharth he hain jiske sath uska dosti aab ek benaam gehri ehsaas ban gayi... Usko Sidharth pe yakeen toh hain par khudke Abba pe nehi kyuki woh hain he aise...

She went to home and make dinner for two...
And set them on the table....
Jaise Sid ne bola woh sidha andar apne room me chali gayi aur door laga di...

Aur woh sab set karke parhne beith gayi...
Kuch der baad bahar se awaz ani chalu hui...
Thori der baad she jerked with a sound of glass breaking ...

Kaha gayi kam chor kahi kaa.. Khana kon parose ga mereko haa.. Andar jake chup gayi.. Mujhse bachne ke liye ... Khila pila ke itna bari isliye kia kya taki paise kamake mujhe naa de aur khud aish kare.. Bahar ajaa bata raha hu nehi toh mein teri behen ke ghar jake usse paise lungi....

Sana shut her eyes her grip on bed sheet became tight.. Tears roll down on her checks... She wiped it... Took her dupatta and went out of the room with a poker face...
The moment she came out.. Her father throw a vase on her it hit her hand....she hissed...
Kaha hain paise nikal aaj dene wale the naa woh dusre bacche ki maa...
Par Abba ye meri exam fees ke liye chahiye.. Iske baad wale bhi mil jayenge thore din me woh aap lelena.. Ye rehne de please..

Exam itne exam deke kyaa karegi... Thik hain paise nehi dena naa tujhe teri bahar jana he bandh...

Ghar pe reh aur kamai mein karunga...
Ye bolke uske Abba usko uski room me bandh kar deta hain...
Yehi rehna kuch nehi milega aab se tujhe.. Khana pani naa roshni....

Maryam sit keeping her head on the headrest..
She was not crying.. She was silent with a blank face....
After sometime her breath started blocking she felt shot of breath and started shaking...
And after sometime she became unconscious...

When she opened her eyes she saw some things in from of her with red clothes covering it..
She opened it to come across a deep red saree and a revealing blouse...
Kuch time baad uske Abba ate hain aur bolte hain.. Chup chap ye pehen le aur bahir room me ajao... Ek awaz kiaa ya mere khilaf gayi toh teri behen ki zindegi kharab kardunga...

Uski father jane ke baad she tried to call Kabir but his phn was switched off.. Than she remember It's his exam the next day maybe he is sleeping... Aur charge karna bhul gaya parhne me...

She took deep breath and prayed Allah to help her...

Happy never after ( tragedic love)Where stories live. Discover now