23. Forgiveness

536 31 4
                                    

Next morning

Swara and ragini both have woke up with swollen eyes. They go down for singing bhajan but bhuaji doesn't come down. They get disappointed. Bhauji comes down for Aarti, the arati is silent today.

Breakfast table

After finishing breakfast, Bhuaji says

Bhuaji (sternly) : Swara, tum humse khuch kehna chahti ho.

Swara : Bhauji please ragini se naraz mat hona, woh bahut achi hai. Aur usne apni galati ki maafi mang li hai. Aur khudko bahut sudhara bhi hai.

Bhuaji : Hmm. Ragini tum khuch kehna chahti ho?

Ragini : Bhuaji please aap swara se naraz mat hona. Woh bahut achi hai. Yeh sab joh bhi hua hai, usme sirf meri galt hai. Swara marwardi nahi hai, par woh purae mann se sab sikh rahi hai.

Bhuaji : hmm.

Bhuaji goes to Swara and Ragini and raises her hand and slowly pats their cheeks. Everybody is shocked seeing her.

Bhuaji to Swara : Swara mai maanti hu ki mai purane khayalat rakhti hu. Par insaan ki pehchaan hai, mujhe. Tum bhale hi marwadi nahi ho. Par mere sanskar ko aur iss family ko tumse achi bahu mil hi nhi sakti thi. Tum apni behan se bahut pyar karti ho na, isiliye humse sach chupaya tumne. Hai na. Hum tumse naraz nahi hai. Aur tum humari bahu ho.

Bhuaji to Ragini : Ragini hum jhoot nahi kahege but hum tumse bahut naraz the, but phir humne socha. Tum un khuch logo mai se ho, jinme apni galti ko accept karni ki himmat hoti hai. Tumne na sirf apni galti maani but usse sudhari bhi. Tumne apni behan k liye hume sach bataya, bina  apne bare mai socho.
Tumhari achai dekh kar humara mann pigal gaya.

Vaise ek aur baat hai jiske liye hum tumhe sabashi dena chahege. Tumne sanskar aur laksh ki galatiya bhi hume nahi batayi, taaki hum unse naraaz na ho. Kyun sahi keh rahi hu na mai?

Ragini is shocked as how bhuaji came to know about this.

Bhuaji continues : Hairaan mat ho. Yeh sab mujhe sanskar aur laksh ne bataya hai.

Flashback

Bhuaji was sitting angrily in her room after ragini left. When after some time, Sanlak enter the room.

Bhuaji (angrily) : Agar tum dono yaha, apni biwiyon ki tarafdari karne aaye ho toh, tum log yaha se jaa sakte ho.

Sanlak : Nahi bhuaji hum yaha sirf aapko pura sach batane aaaye hai.

Bhuaji : Aur bhi khuch baaki hai batane ko?

Sanlak somehow convince her and narrates her the whole story including their deeds.

Bhuaji : Aur bhi baaki hai, yaa ho gaya hai.
Ek toh tum logo ne sabkhuch chupaya aur aese kaam kiye.

Sanlak : Bhuaji please maaf kar digiye. Hum apni galatiyo ke liye bahut sharminda hai. Aur ragini ne joh khuch bhi kiya uske liye kahi na kahi hum hi responsible the. Please aap usse galat mat samjhiye.

Aur Swara ki toh koi galti bhi nahi hai.

Dadi Swara aur ragini humse bahut pyaar karti hai. Hum unke saath bahut khush hai. Please unhe maaf kar digiye aur unhe apna lijiye.

Bhuaji asks sanlak to leave. While she thinks about everything deeply and decides to forgive them.

Flashback ends.

Present

Everybody looks at Sanlak in shock. Swaragini feels lucky to have partners like them.

Bhuaji : Toh bas purani baate bhul jau aur khushi khushi din ki shuruwat karo.

Aur ha, agli baar se humse koi jhoot nahi bolega aur koi baat bhi nahi chupayga. Samjh aai?

Everybody smiles amidst their happy tears.

But ragini is still upset with Swara.

Bhuaji to Swara : Jaa usse mana le. Tujhse jyada der tak gussa nahi reh payegi.

Swara nods and suddenly and idea strikes her mind. She brings her guitar she places the belt of guitar around her neck and starts singing moving around ragini.

Phoolon Ka Taron Ka Sabka Kehna Hai
Ek Hazaron Mein Meri Behna Hai
Saari Umar Humein Sang Rehna Hai

Phoolon Ka Taron Ka Sabka Kehna Hai
Ek Hazaron Mein Meri Behna Hai
Saari Umar Humein Sang Rehna Hai
Phoolon Ka Taron Ka Sabka Kehna Hai

(Ragini is trying hard to not look at swara and not to smile. While swara is moving around and irritating her)

Ye Na Jaana Duniya Ne Tu Hai Kyun Udaas
Teri Pyaari Aankhon Mein Pyaar Ki Hai Pyaas
Ye Na Jaana Duniya Ne Tu Kyun Hai Udaas
Teri Pyaari Aankhon Mein Pyaar Ki Hai Pyaas

Aa Mere Paas Aa Keh Jo Kehna Hai
Ek Hazaron Mein Meri Behna Hai
Saari Umar Humein Sang Rehna Hai
Phoolon Ka Taron Ka Sabka Kehna Hai

Aa Aa.....

(Ragini is melting listening to Swara)

Jabse Meri Aankhon Se Ho Gayi Tu Door
Tabse Saare Jeevan Ke Sapne Hain Choor
Jabse Meri Aankhon Se Ho Gayi Tu Door
Tabse Saare Jeevan Ke Sapne Hain Choor

Aankhon Mein Neend Na Dil Mein Chaina Hai
Ek Hazaron Mein Meri Behna Hai
Saari Umar Humein Sang Rehna Hai
Phoolon Ka Taron Ka Sabka Kehna Hai

Ragini couldn't control anymore, she smiles hugs and swara tightly and cries.

(Swaragini happy tune plays)

Jeevan Yeh Suro Se Sajati
Rishtey Yeh Suro Se Banati

Bajti Hai To Pyar Ki Dhun
Ek Dhup  Chanchal Hai
Ek Chandani
Phir Bhi Hai Ek Duje Ke Liye Bani

Dilo Mein Hai Pyar Bhara
Suro Se Saji Hai Swara
Rago Se Rachi Hai Ragini

Swaragini Swaragini
Swaragini Swaragini
Swaragini Swaragini.

Everybody smiles as all is well now and are very happy for Swara and Ragini.

With this all leave to their respective works.

Swaragini - Union of Two SoulsWhere stories live. Discover now