Chapter 48: Mohan warns Anirudh

879 88 6
                                    

Mohan looked at Bondita for a second...
"Tumhe kaise pata?"
"Keuki maine socha ki patibabu agar sachmain krantikari hain to..." then looked at the disappointed face of Anirudh and went silent...
"To police walo to sahi hi socha tha....." replied Mohan..
"Matlab... tum logo ki batain to mujhe kuch samach main nehi ay rahi" asked Mr. Banerjee
"Keya bolu kakababu Anirudh babu ke bachpane aur fitoor Tulsipur main masboor hain" smiled Mohan
Anirudh looked uncomfortable
"Police ko keya pata hain?" Asked Anirudh in a frightened tone...
"Police ko ikin tha ki apki patni Bondita ko apki sari batain malum hain... un logo ko advice diya hain Greenwood ne... sayed mujhe unki zikr apke paas mehi karni hogi.... police ne gao ki aurat o ko iskamal karke Bondita ke mu se baat nikal ne ki per usne nehi bola.. sayed bachpane se ya fer jan bhujke.... per police ko laga woh nehi janti ... to use apharan karne ka plan banaya... jaise apko blackmail karke baat nikal sake..."
All were shocked to hear to the story..
"Manorama humari dal ka hissa thi" continued Mohan "Police ne humare khilf sazis ki... ab aap ne Manorama ki itni madad ki to ap jaise humare karan na faso yeh dekhna humara kartabya hain.... jaise fase ap humarare karan to nehi... apni khub ki pagalpan ke karan" smiled Mohan...
"Pagalpan matlab?" Questioned Anirudh
"Kar rahi thi to Mano kisi aur se shadi apko keya jarurat thi koi plan ke bagar usko utha kar le jake shadi karne ki..."
All others looked surprisingly at Anirudh
"Shadi nehi ki patibabu ne" Bondita strongly defended Anirudh
"Haa yeh baat" emphasised Mohan "thick yehi baat police sunma chahati hain.... ki shadi Anirudh babu ne nehi ki... natak kiya shadi ka... fer hi sab sabid ho jaiga..."
"Main nehi janta tha Manorama murder plan kar rahi thi.. maine socha sayed sirf Arms lutegi... to.."
"Per Anirudh tumnain aisa kaam kiya hi keu???" Asjed Mr. Banerjee
"Yeh to mera bhi sawal hain..." added Mohan. ..
"Mujhe malum hain..." Bondita innocently started replying "ma me bhi bola hain... main patibsbu ko patni ka...."
"Bondita " Anirudh scolded Bondita in a low supressed tone.. "tum under jao..."
"Keu... sab apko bura bol rahe hain..."
"Main dekhta hu tum jao.."
"Nehi jaungi ... main sab bolungi fer jaungi...."
"MAINE KAHA NA BONDITA UNDER JAO OTNI JIDD KEU KARTI HO..." Anirudh scolded at the top of his voice and a shocker wave moved through all present there.
Bondita's eyes became teary... "aap bohat kharab ho.. katti he apse..." and she ran away crying..
Anirudh sighed..
"Aisi keya baat jain Anirudh jo tumnain Bondita ko bolne nehi diya??" Kakima asked in a suspicious tone..
"Kakima woh.... woh main bol nehi sakta" hesitated Anirudh
"Bolna hoga Anirudh " commented Mr. Banerjee in a strict tone... "inshan pehchanna ata hain mujhe aur main samach sakta hu galat orade se kuch nehi kiya tumnain.. tum bologe.. aur abhi bologe..."
Anirudh closed his eyes and sighed..
"Aisa keya ho geya jo tumnain itna bara natak kiya without any prior plan..." added Banerjee
"Sir.... Sir.... Bondita bari ho rahi thi... matlab... kakima samach sakenge yada.... uspe dawab ay raha tha.. gao ke aurat a use aise sapne dikha rahe the jiska matlab use khud nehi malum... aur na samachke woh mujhe bhi apne sapne main samil karna chahati thi... main use un sab se dir rakhna chaha to pagalpan suru kar di.... sara din mere piche pari rehti thi... even shiv vrat chamatkari sindoor kuch nehi chora... aur keya karu samach nehi aya to Manorama ki madat li.. pehle yse mana kiya tha maine is natak se per fer karna hi para... nehi to Bondita ki galat faimi dur nehi hoti... per......"
"Sapne?!" Exclaimed Banerjee "sapne dekhna aisi keya baat hain... dekh lete.. samjha dete"
Kakima slapped on her forehead "Hey bhagwan... apki umar badh rahi hain ya kam rahi hain... buddhe ho geye per Anirudh ki batain samach nehi ayi... "
"Keya?!" Banerjee was confused
"Per beta Anirudh in sab ka keya koi faida tha... bacchi ka dil tut geya hoga... kitna bharosa karti hain o tumko.." added Kakima
"Ha kakima tuta tha... problem solve nehi hui aur bhi bar geya... Bondita Manorama ke piche jasoosi ki.. aur bomb se ghayal ho geyi... bach to geyi per..... trauma main chali geyi.... mujhko dhusman manne lagi ... to maine use sach bata di... uski ma bhi thi waha... to unhone bhi samjhaya......"
Banerjee thought for a moment "main jo soch raha hu wahi baat hain keya? Matlab Bondita aur tumpe dawab... matlab.... baal vivha ka... matlab... jo tum keh rahe the ki jiskeliye tum aye ho yaha jaise Bondita ko leke kolkata main settle ho pao.."
"Ji ha sir...."
"Barristari akal pe rust par geyi hain apki.. tel lagane parega " whispered Kakima
"R a itni sari kahani ke beej confused ho geya..." clarified Banerjee
"Accha Anirudh Bondita ke bina kisi aur ko malum to nehi?" Asked Banerjee
"Ji.... main Bondita ke siva aur kisiko batana to nehi chahata tha per piche se Baba aur kaka ne sun liya...."
"Hmm... to tumhare baba aur kaka ko malum hain... ab keya.. Mohan.. koi khabar hain??"
"Police pandit ki khoj main hain jisne Mano aur Anirudh babu ki shadi di... ap shadi hui nehi to pandit kaise ayega...  aur yahi hain bara sabood unke khilaf"
Replied Mohan
"Hmmm... jhoot se case sajana parega.. yeh kehna parega ki shadi ki thi Anirudh ne.... sab samach payenge yeh jhoot hain... sab samach hayenge ki Anirudh krantikari hain... per sabood ke liye kuch nehi kar payenge Anirudh ka..." commented Banerjee
"Jhoot..?!" Exclaimed Anirudh
"Ha jhoot... satyabadi Yudhistir banne jaoge to fasoge... isliye jo bol raha hu woh karo... yeh yaad rakhna bacchi ki bhabisya tumhare haath main hain..."
Anirudh thinks....
"Aur haa ane wale sukrabar ko Trilochan babu ne Manorama ki atma ki shanti ke liye yagya rakha hain... aapko bulaya jayega.. khabar ke anusar yaha hi hamla bolenge police... yeh Willamson ka dimag hain... sabdhan rehiyega.... Viceroy ke attempt to murder case hain yeh... sari jindegi ap police ke suspect list main rahenge....."

Anidita: A sweet journey towards a new dawn Where stories live. Discover now