Chapter 29: Back To Mumbai

89 10 64
                                    

Anand glanced at Viren and scolded him for his act "Yeh kya kiya tumne Viren, tum jaante bhi ho business mein kitna loss ho sakta hai? Yahan meri respect ka bhi khayal nahi raha"

Viren just could believe his father, he comforted him "nahi raha Dad.. mere liye meri behen ki zindagi bachana zyda zaroori tha, abhi aapne dekha na wo Aayan aap sabko maarne pe aa gaya tha! Aapko kuch dikhayi nahi deta hai kya??"

"mujhe sab dikh raha hai! Uske saath main peechle 3 saal se kaam kar raha hun aur aajtak koi problem nahi hui par tumhari wife ke aati hun usne ye sab kar diya! Tumhari biwi aur behen ki wajah se main kyun suffer karun?? Bahut mehnat mein maine ap...

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

"mujhe sab dikh raha hai! Uske saath main peechle 3 saal se kaam kar raha hun aur aajtak koi problem nahi hui par tumhari wife ke aati hun usne ye sab kar diya! Tumhari biwi aur behen ki wajah se main kyun suffer karun?? Bahut mehnat mein maine apna business khada kiya hai Viren uspe ek aanch bhi main bardasht nahi karunga" Anand shouted at him.

"mat kijiye par mere liye meri family business se zyada important hai! And you should change your clients!" Viren rebuked him.

Anand sighed deeply, he glanced at Manvi and said "Tumne bhi acha nahi kiya bahut badi galti hui tumhe apne ghar laake! Acha hua tumhari behen ne tumhe abandon kar diya tha.. you don't deserve to be loved"

Tears slipped down hearing him, she glanced at Bulbul which hatred and run inside the Haveli.

Viren shouted "Dad! Aap kuch acha nhi bol sakte toh bura bhi mat boliye!"

He glanced at Bulbul and she signalled him to see Manvi.

Neelam said "bahut tamasha ho gaya hai ab hum sab wapas Mumbai jayenge"

Everyone headed inside the Haveli and went to their respective room to pack their bags.

Ahana was helping Bulbul pack the things. She kept on staring at her, after some time Bulbul asked "kya dekh rahi ho Ahnu?"

"uss Aayan ko aise hi jaane diya di? Usne hamari zindagi se kitna kuch cheen liya!" she fumed in anger.

Bulbul held her hand and said "aur main nahi chahti aur kuch mujhse cheen jaaye Ahnu.. jaanti hun usne bahut gunah kiye hai par uska saboot nahi hai mere paas. Hai bhi toh wo iss shahar ki power uske haath mein hai uske khilaf hum kuch nahi kar sakte hai aur main tujhe, Viren ko aur mannu ko nahi khona chahti hun"

 Hai bhi toh wo iss shahar ki power uske haath mein hai uske khilaf hum kuch nahi kar sakte hai aur main tujhe, Viren ko aur mannu ko nahi khona chahti hun"

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.
Tum BinWhere stories live. Discover now