Episode 3 - Abhinav in Shock

4K 238 51
                                    

Here is the chapter guys . Give reviews and comments down how was the chapter mainly inline comments .
______________________________________

The scene start from harsh smirked at manjari and then turn to Abhimaniyu and move toward him .

Harsh - Abhimanyu yeh toh kuch bhi nahi hai jitne kaand tumhari maa ne kiye hai usse dekh kar bade se bada criminal bhi complex feel kare ki kya sach mein main criminal hu . Ex wife ji aap hi bataiye kaha se shuru kare aapke kaand batana , aapki list hi itni badi hai ....... Ek kaam karte hai Let's start from starting .

Harshwardhan turn to everyone .

Harsh - Manjari ne aapko bataya tha ki hamra affair shaadi ke baad tha nahi main aur avani USA main college time se ek dusre ko jaante the waha ham mile , dosti huyi aur pyar huaa aur pata hai iss baat ka gawaha kon hai kartik goenka ( turn to aaru and akshu ) yes it was your father akshara aur aarohi . Kartik mera friend tha aur usne meri bahaut help ki thi avani ke matter main aur naira ne bhi . 2 saal hamne date Kiya par jaab main ghar wapas aaya toh papa ne already meri shaadi manjari se fixed kar di thi . I tried to oppose par kuch nahi huaa . Maine manjari ko bhi bataya tha aapne affair ke baare main par woh peeche nahi haati .

" What " this word come from abhimanyu 's mouth .

Harsh - ji abhimanyu she knew ki isse shaadi ke baad pyar nahi milega par phir bhi yeh peeche nahi haati aur phir uske baad maine papa ko bhi bataya iss baare main par woh nahi maane aur unhone mujhe blackmail Kiya kyunki tumhare Nana ne hospital main invest Kiya tha aur aise mujhe zabardasti shaadi karni padi aur manjari ne sirf isliye shaadi ki mujhse kyunki woh obsessed thi aur phir shaadi ke 1 and half saal baad usne bacche ki raat lagai aur main ready nahi tha but family pressure ki wajhse karna pada aur usse sirf baccha isliye chaiye tha taaki usse puri property mil sake . Tumhare Janam ke ek saal baad mujhe London main phir se avani mili aur hamra purana pyar phir jaag gaya aur ek din nashe ki haalat main one night stand hogaya . Main bahaut guilty tha aur woh gussa manjari pe nikalta gaya . Meri weakness mera gussa tha aur uska fayda isne uthaya aur hamesha tumhe manipulate kiya mere against taaki time aane pe woh sab kuch wasool le jo tumhe milega property main .

Avani - aur phir mujhe mere bacchon se bhi dur kar diya .

Everyone - bacche ??

Avani - haa bacche . Maine judwa bacchon ko janam Diya tha aur isne mere dono beton ko mujhse cheen liye aur dono ko orphanage main daal diya . 5 saal taak toh dono saath rahe neil ko bhai bhabhi adopt karne Wale the par usne adopt kar liya taaki neil mere yaa harsh taak naa pahaunch jaaye aur mere dusre bete ko kisi aur aanath asharam main dalwa diya taaki woh bhi hame naa mile .

Neil - bhai hame Aaj taak lagta tha ki villan hamre papa hai aur maa aaj taak torchure hoti aayi hai par nahi asli mastermind toh Ms manjari Jindal hai aur hamre papa behghuna hai . I know unhone bahaut galat kiya aur sabse zayada mere saath par ek baar aap samjh jayoge toh aapko pata chalega hamre papa bure zaroor the par aab woh badal gaye hai aur Ms manjari ne toh mujhe bhi maarne ki koshish ki thi taaki main inke raste se haath jaau but mumma ne mujhe bacha liya aur aaj main zinda hu .

Everyone was shocked heard that manjari tried to kill neil . But it seems words didn't fall in abhimanyu 's ears . He was shocked heard that she deliberately get into this marriage and spoil her life as well his life too . Because of her one bad decision he had traumatic childhood and moreover he was just her pawn to get a property and not only she ruin his life his both brothers too among both of them one is unknown .

On the other side aarohi was shocked that manjari tried to kill neil . She felt disgusting thinking she is the same once she give her a place of her mom . Akshara and abhinav too was shocked heard that akshara knew that she is toxic but she doesn't knew that she is cruel and heartless women who ruin everyone's life specially his own son .

Love That Never End Where stories live. Discover now