BRAHMASTRA

1.8K 113 14
                                    

Here the Kaunteys with Krishna stood in front of Ashwathama, who stopped their way to kill them but seeing it was impossible so he launched a Brahmastra.

"APNA BRAHMASTRA KO WAPAS AANE KA ADESH DO ASHWATHAMA !" Krishna warned.

"ASAMBHAV VASUDEV ! MAINE YEH BRAHMASTRA KAUNTEYO KE VANSH KO NASHT KARNE HETU CHODA HAI !" Ashwathama said.

"MADHAV ISKE PAAS TOH GYAAN HI NAHI HAI BRAHMASTRA LAUTANE KA." Arjun said as tears fell from his eyes thinking about the death of his children.

"MAI TUMHARI MRITYU NAHI KARUNGA, NISANTAAN AUR NIRVANSH CHOD DUNGA !!" Ashwathama laughed.

"DUSHT ASHWATHAMA, TUMNE APNI SHAKTIYO KA SADA DURUPYOG KIYA HAI. TUMNE JO KARYA AAJ KIYA HAI WHO SANSAAR MAI AAJ TAK KISI NE NAHI KIYA ! DURYODHAN, DUSHASHAN, SHAKUNI, KANS, RAVAN, HIRANYAKASHYAP SE BHI ADHIK DAND TUMHE PRAPT HOGA !" Krishna said.

"TUM MUJHE NAHI MAAR SAKTE VASUDEV !!" Ashwathama roared arrogantly.

Krishna summoned his Sudarshan Chakra and threw it at Ashwathama's mani on the forehead breaking it. The chakra vanished after coming back to Krishna's index finger, Ashwathama screamed in agony as his entire body felt like it was burning and melting.

"TUMHE MRITYU KA BHAYE NAHI HAI NA ASHWATHAMA ? MAI TUMSE TUMHARI MRITYU HI KHEECH LETA HU, TUMHE AMAR HONE KA ABHISHAAP DETA HU. TUMHARA ANG-ANG GALEGA, TUMHARE RUYE-RUYE SE RAKT BAHEGA. TUMHARE NIKAT KOI NAHI AAYEGA ASHWATHAMA, AKELE SAMYE KE ANNT TAK PRITHVI KE KONE-KONE MAI BHATAKTE RAHOGE. PRATYEK SHAN MRITYU KE LIYE PRATHNA KAROGE KINTU TUMHE MRITYU PRAPT NAHI HOGI. AGYAAN MAI JEEYOGE, ANDHAKAAR MAI JEEYOGE, SARA SAMAJ TUMHE DHUTKARTA RAHEGA KINTU TUM SAAS LETE RAHOGE !!" Krishna cursed Ashwathama, perhaps there was no-harsher punishment in the world than the curse of immortality.

--

"HARIHARESHWARI !!!" Draupadi screamed scared.

"KYA HUA DRAUPADI, MUJHE KUCH THIK NAHI LAG RAHA HAI. BATAO KYA HUA ?" Amarsri asked holding her shoulder.

"ASHWATHAMA NE BRAHMASTRA KA PRAYOG KIYA HAI !!! WOH ISSI OOR AA RAHA MERE PUTRO KE PRAAN LENE !!!" Draupadi screamed crying.

"BRAHMASTRA KA TOD MERE PAAS NAHI HAI !!" Amarsri said as she worriedly looked at the Brahmastra forming in the sky.

"KUCH KIJIYE AAPNE VACHAN DIYA THA !!!" Draupadi cried, Amarsri looked at her helplessly.

"HARA OM HARA OM SADADHIVA, HARI OM HARI OM NARAYANA." Draupadi chanted with closed eyes and joined hands, Amarsri looked at her with pity.

The Harihar mantra has been chanted for the first time, Amarsri has to act now. A devotee has asked for something for the first time, she had to give it to her. Amarsri raises her hand up stopping time and Brahmastra.

"OM BRAHMADEV NAMAH...." Amarsri chanted. Although she stopped time the tridev and tridevis are not completely bound to the rules of time.

"HARIHARESHWARI, AAPKE SAMAYE ROKNE KA KARAN KYA HAI ?" A voice said, Amarsri opened her eyes and saw the creator, the four headed god with long white beard and his eyes full of wisdom, Brahmadev.

"BRAHMASTRA ROKNE HETU, AAPKE ISS ASTRA KO ADHARM HETU CHODA GAYA HAI. KRIPIYA ISKO NASHT KARDIJIYE." Amarsri requested.

"BRAHMASTRA KA NASHT HONA ANUCHIT HAI." Brahmadev said.

"ANUCHIT YEH BHI HAI KI ISKO EK ADHARMI VYAKTI NE ADHARM HETU CHODA HAI. KINTU FIR BHI AGAR AAPKO YEH ANUCHIT LAG RAHA HAI TOH KRIPIYA ISKE PRAHAR KI DISHA BADAL KAR MUJH PAR CHODIYE." Amarsri said.

"NAHI-NAHI AISI MURKHTA MAI NAHI KAR SAKTA, PICHLI BAAR JAB AAP PAR AACH AAYI THI TOH NARAYAN NE VIDHWANSH MACHA DIYA THA. ISS BAAR KUCH HUYA TOH MAHADEV KA RAUDRA TANDAV BHI DEKHNE KO MIL JAYEGA. AUR BAAD MAI PATA CHALEGA KI UNHONE MERA EK AUR SAR MERE DHAR SE NIKAL DIYA." Brahmadev chuckled. Amarsri smiled, he is nice and sweet.

"TOH KYA KARENGE AAP BRAHMADEV ?" Amarsri asked.

"MAI AWASHYA HI BRAHMASTRA KO NASHT KARUNGA, SANSAAR KE KALYAN KA PRASHN HAI." Brahmadev said chuckling much to her relief. He took some water from his Kamandal and threw it at the Brahmastra making it disappear.

"AAPKA DHANYAWAAD BRAHMADEV." Amarsri said.

"YEH TOH MERA DHARM THA, AAPKA KALYAN HO HARIHARESHWARI. SHIGREH HI PUNAH MILAN HOGA." Brahmadev said smiling.

"AWASHYA." Amarsri said chuckling. Brahmadev vanished.

Amarsri raised her hand and snapped, resuming everything and everyone.

"BRAHMASTRA KAHA GAYA !?!? MERE PUTRO KO KSHATI TOH NAHI PAHUCHI !?!?" Draupadi blabbers.

"BRAHMASTRA KA NASH HOGAYA DRAUPADI, SAB SURAKSHIT HAI." Amarsri said. Draupadi took a sigh of relief and fell in Amarsri's embrace.

"AAPKA DHANYAWAAD KAISE KARU ?" Draupadi said.

"AWASHYAKTA NAHI HAI." Amarsri said.

----------------------------
A/N
THE KIDS ARE SAFE !!

THIS IS THE SECOND UPDATE FOR TODAY.
VOTING IS OPTIONAL BUT APPRECIATED.
STAY SAFE ❤️

HARIHARESHWARI 1 : DHARMSTHAPNAWhere stories live. Discover now