DHARMA ON THE THRONE

2.3K 117 4
                                    

Everyone was at the gates of Hastinapoor, The Kaunteys, their children, the Kul-vadhus, Krishna and Amarsri. All were present to welcome them except Gandhari and Kunti. As everyone climbed the stairs they were greeted by Dhritrastra who looked like he hadn't slept for days and has been crying non-stop.

"SAMRAT PRASNN HO ! MAI HASTINAPOOR KA PARAJIT RAJA APKA SWAGAT KARTA HU." Dhritrashtra said.

"TATSHREE HUM AAPKE PUTRA HAI, HUM VIJAYTA NAHI APETU APNE HI BHAIYO KA VADH KARKE LAUTE HUYE, APRADHI HAI. AAP HUME KSHAMA KA DAAN DIJIYE YA KATHOR SE KATHOR DAND DIJIYE." Yuddhistir said touching Dhritrashtra's feet.

"KSHAMA ? HA TUM SABHI KO KSHAMA KARNA MERA DHARM HAI KINTU MAI TUMHE KSHAMA NAHI KAR PAA RAHA. MERA HRIDAYE JALTA HAI APNI PUTRO KI MRITYU KE KARAN. WAISE JISNE MERE 100 PUTRO KA VADH KIYA USNE KSHAMA NAHI MAANGI AB TAK ?" Dhritrashtra said passive-aggressively. Yuddhistir got up and gestured Bheem to apologize

"TATSHREE MUJHE KSHAMA KIJIYE AUR APNE CHARAN SPARSH KARNE KI AAGYA DIJIYE." Bheem said coming in front of him.

"BHEEM, CHARAN SPARSH NAHI PUTRA, ALINGAN DO. AAO MERE HRIDAYE SE LAG JAO." Dhritrashtra said.

Bheem was about to move towards Dhritrashtra but Krishna stopped him. He quickly puts a tall statue which was standing on side in front of Dhritrashtra. Dhritrashtra lunges towards the statue and embraces it so hard it breaks down into pieces. Dhritrashtra then gets his senses and falls on his knees crying.

"PUTRA BHEEM !! YEH MAINE UCHIT KARYA NAHI KIYA. KINTU MERA KRODH MERE ANKUSH MAI NAHI THA, MUJHE KSHAMA KARDO PUTRA BHEEM." Dhritrashtra cried thinking he killed Bheem. Krishna kneels in front of him.

"MAHARAJ AAPNE BHRATA BHEEM KA NAHI APETU APNE KRODH KA VADH KIYA HAI. BHRATA BHEEM JEEVIT HAI, AB AAP APNE HRIDAYE SE BHRATA BHEEM KO KSHAMA KARDIJIYE AUR PREM KA ALINGAN DIJIYE." Krishna said.

"HA VASUDEV." Dhritrashtra said.

"BHEEM MAI TUMHE KSHAMA KARTA HU VATS MAI TUMHE KSHAMA KARTA HU PUTRA, TUMHARA KALYAN HO !" Dhritrashtra said embracing Bheem. The rest of the Kaunteyas touch his feet.

"TUM SAB KA KALYAN HO ! AAYUSHMAN BHAVA ! AAO KUNTI KE PUTRO, TUMHARA RAJYA, TUMHARA RAJ-BHAVAN, TUMHARI RAJYA SABHA MAI TUMHARA SWAGAT HAI !" Dhritrashtra said.

--

The Pandits poured turmeric and water over Yuddhistir in the Rajya Sabha, They then poured Milk over him and again water to remove the Milk. They then put jewellery, Angvastra and a long flower-garland over him. Everyone was looking at their emperor except Krishna whose gaze kept looking at the entrance.

Vidur brings Dhritrashtra towards Yuddhistir to put the crown on his head and complete the coronation ceremony. Dhritrashtra removes the crown off his head and puts it on a plate.

"HEY VIDUR MAINE JEEVAN BHAR TUMHARE SATH ANYAYE KIYA, KINTU TUMNE KABHI MERE ANUJ HONE KA KARTAVYA NAHI TYAAGA. YUDDHISTIR KE MASTAK PAR MUKUT RAKHNE KA MAAN MAI TUMHE DETA HU, VIDUR." Dhritrashtra said.

"AAPKA KEHNA HI PARYAPT HAI JYESHT, KINTU SAMAGRAH ARYAVART MAI JO PARIVARTAN AAYA HAI WOH USKA SAMAGRAH SHREH VASUDEV SHRI KRISHNA KO JATA HAI. MAI VASUDEV SE VINTI KARTA HU KI SAMRAT KE MASTAK PAR MUKUT RAKHNE KA SHREH AAPKO HI PRAPT HO." Vidur said.

"JAISI TUMHARI ICCHA. VASUDEV ?" Dhritrashtra said.

"AWASHYA. MAI SAMRAT KE MASTAK PAR MUKUT RAKHU WAHI UCHIT HAI. ISSI MAI SABKA LABH HOGA." Krishna said glancing at the entrance one more time. Krishna slowly walks up to the podium and picks up the mukut to put it on Yuddhistir's head.

"THEHERO !!" A voice stopped him. Everyone looked at the entrance and saw a very angry Gandhari coming inside.

"VASUDEV KO KYU SAMMAN DIYA JAA RAHA HAI ?! VASUDEV KA TOH KOI ADHIKAR HI NAHI HAI ISS SAMMAN KA !!" Gandhari roars.

HARIHARESHWARI 1 : DHARMSTHAPNAWaar verhalen tot leven komen. Ontdek het nu