(3.3)

1.8K 233 18
                                    

Pakistan :

Shehnaaz gain courage and knock on his father's room.

Shf : "come in" he said from inside.

Shehnaaz : "abbu" she enter in room with her ammi.

Shf : he face his back to shehnaaz. "shehnaaz hume aapse baat nahi karni aap ja sakti hai".

Shehnaaz : "abbu magar hamari baat to sune" she said in cracking voice.

Shf : turn toward her "hume aapse ye ummed nahi thi" he said angrily this time.

Shehnaaz : she look down "so... sorry abbu par hum kya kare -".

Shf : "bhul jaao usse" he again turn toward window.

Shehnaaz : tears Start flowing from her eyes "mag... magar abbu aap ek baar baat to sun le hamari please".

Last night her mother talk with her father about Sidharth. Hearing about sidharth he was angry at shehnaaz. He left the hall and lock himself in room. Now shehnaaz gathered courage and spoke to her father.

Shf : "nahi sunna hume kuch aap jaaye aur bhul jaaye use".

Shm : "ek baar bacchi ki sun to le jald baazi me faisla na le" she try to talk to him.

Shf : "humne bol diya to bol diya shehnaaz aap apne kamre me jaaye abhi aur aap ab new york nahi jaayegi". He said angrily.

Shehnaaz : "abbu" she shout but spoke softly "abbu aap kese hume hamari saase cheen sakte hai agar aap hamara dil aur ammi dil ki dhadkan hai to sidharth hamari saase hai aur koi bhala kese apni saaso ke bager reh sakta hai" tears continuously flowing from her eyes.

Shf : "thik hai to usse bolo ki hindustan chod de aur pakistani ban jaaye hume koi gila nahi hoga".

Shehnaaz : "abbu aap ye kese soch sakte hai sidharth kiu chodega india agar Pakistan me rehna hamara gurrur hai to hindustan me rehna uska. Aap samjhe abbu usse mohabbat karte waqt humne na uske dharm ke baare me socha na uske mulk ke baare me phir hum ab kese usse bol de ki wo Pakistani ban jaaye. Jabki is baat ka koi matlab hi nahi hai waha uski family rehti hai uska bachpan waha guzra hai aur hum use keh de ki wo hindustan chod de to sorry abbu ye nahi ho sakta". She said confidently.

Shf : "aur hum kese maanle ki shadi ke baad wo aapko protect karenge,wo aur unki family aapko aapka religion aur nationality change karne par majboor nahi karenge".

Shehnaaz : "abbu sidharth aesa nahi hai agar hota to ab tak hume hamara dharm badalne ke baare me ek baar to bolta lekin nahi usne aaj tak ek baar bhi humse ye karne nahi bola infact to wo nikaah padhne tak to taiyaar hai. Usne humse kaha ki mere allah ne aur uski mata rani ke agat hume milaya hai to kuch soch kar hi milaya hoga.Abbu wo chahata to families se baat bhi karne nhi bolta sidha bhagne bolta kiuki hum dono jaante hai ki aap log aasani se nhi maante phir bhi wo ada raha ki nahi jab tak bado ki marzi nahi hoti is rishte me hum aage nahi badenge. Abbu aap new york nahi rehte aap waha ka mahool nahi jaante waha ke log relationship me aane se phele hi phy...phy" she hesitant to spoke about physical relationship infront of her parents finally she gain courage and said. "Abbu waha log physical relationship me aane se phele ek baar bhi nhi sochte aur waha us insaan ne mujhe chuya tak nahi aur kya saboot chahiye aapko".

He didn't say a word when he got to know about her feelings, he know sidharth is not a bad guys he trust his daughter choice. He melted when she expressed her feelings. How can he be mad at his daughter. So, finally he agree but he wants to meet sidharth and his family.

Shf : "theek hai lekin mein sidharth aur uski family ko ek baar milna chahata hu" he keep his hand on her head. She jump in happiness, and hug him tightly.

Sidnaaz - Ishq ki dastaanWhere stories live. Discover now