(6.5)

2K 243 39
                                    

Shehnaaz come her home for Diwali. It was her first diwali after marriage so she come there after completing all her work. Shehnaaz's family invite Shukla's in their home. Other will come in evening.

"Shehnaaz beta sab kesa hai waha?" Her mother asked. They both make rangoli.

"Sab bohot acha hai mumma" she said happily.

"Ye to bohot achi baat hai aur meri bacchi khush hai bass aur kya chahiye hume" her mother caressed her head.

"Shehnaaz" her father shout from living room.

"Ab kya hua" her mother said "chal dekhte hai".

They both went toward living room and saw her angry father.

"Kya baat hai papa?".

"Kya baat hai haan are tujhme sharam hai ki nahi?".

"Ab meine kya kiya?".

"Ye... ye video tune phir se ye sab shuru kar diya bola tha na tujhe ki mat kar ye sab are sab kya bolenge aur tere sasural wale kya bolenge sharam nahi aai tujhe?".

"Bass papa bohot ilzaam laga liye aapne aur kiya kya hai meine sirf dance hi kiya hai isme kya sharam ki baat hai haan".

"Zyada zaban mat chala samjhi tu dekh rahi hai pammi kitni udne lagi hai ye bilkul sharam haya bech di hai".

"Haan bech di Sharam aur wo sharam karke karu bhi kya isme mera hi dam ghute".

"Shehnaaz" he shout and rise his hand to slap her but someone held his hand. She close her eyes in fear but open it when she didn't feel anything. She saw sidharth standing there with red eyes, he hold his father's hand and other family members are standing there silently.

"Damad ji kya kar rahe hai haath chodiye".

"Ye haath aashirwaad dene ke liye hi uthte hue acha lagta hai ka ki maarne ke liye".

"Wo meri beti hai mein jo chahe karu aashirwaad du ya maaru".

"Aur aap shayad bhul rahe hai ki ab aapki beti se pehle wo meri biwi hai aur mujhe nahi pasand koi meri biwi par haath uthaye" he jerk his hand.

He move towards her and hold her hand and entangled their fingers.

"Ye Shehnaaz Sidharth Shukla hai aur kisika haq nahi banta ki wo meri biwi par haath uthaye kisi ka matlab kisika nahi samjhe aap chalo naaz" he start dragging her. She look at him with tear filled eyes and a beautiful smile on her lips.

They left the house immediately and went towards their.

"Tum theek ho na unhone pehle maara to nahi tha na" he cupped her face and check it.

She smile and nodded as no "aapke rehte mujhe kuch ho sakta hai sidharth" she place her hand on his.

He smile and kissed her forehead "mere rehte mein kuch hone bhi nahi dunga" he said and hug her.

"Maa aur di log to wahi reh gai sab kya soch rahe honge sidharth".

"Yahi ki mere bete ne bilkul sahi kiya" his mother said. They both turn and saw her. She come toward them and caressed their heads.

"Beta jaha izzat nahi milti na waha ek second nahi rukna chahiye bhale hi wo apne kiu na ho aur sidharth ne bilkul sahi kiya unka haq hai tumpar lekin itna bhi nahi ki saare fesle wo le, aur ab tumhe ye wrong proof karke dikhana hai ki tumhe ki tum galat nahi ho" she hug them. They take her blessings and hold eachother hands.

They celebrate Diwali together. Sm give a diya to shehnaaz and told her to lighted her.

"Ye diya jalao aur nayi zindagi ki shurwat karo".

Sidnaaz - Ishq ki dastaanWhere stories live. Discover now