chapter 67

2.9K 139 155
                                    

Dadi saa : ab jab sab clear ho gaya hai to aap dono zara ye bhi clear kijiye ki kab batane vale the aap dono ki aapki shaadi ho chuki hai..

Naina and Rajveer gets stunned as its now they have noticed that their secret is finally out in front of everyone... Naina looks around wide eyed at others who are looking at them with different expressions ranging from curiosity, hurt, relief, confusion and what not...

Naina (whispering) : aapne sabko bata diya kya...

Rajveer looks at her confused and then he realizes that she has forgot that she herself has revealed it..

Rajveer (amused) : Naina tumne hi bataya hai sabko maine nahi..

Naina (to herself) : Maine kab bataya...

Naveen replies to her who was listening to their conversation with keen ears...

Naveen (standing in front of her with his arms folded in front of him looking at them with raised eyebrows) : jab tu pura mehel tehes nehes kar rahi thi apna mangalsutra dhoondhne ke liye tab...ab bina koi excuses ke sab sach batao ki kab huyi tum dono ki shaadi..

Raina (with down cast eyes) : teen saal pehle...

Everyone (shocked) : what???

Dadi saa : ye kya bol rahe hain aap dono...

Maa : haan gudiya... Ye kya ho raha hai..Kya bol rahe ho tum dono.. Teen saal pehle matlab jab tu academy mein thi tab..

Aalekh : ji maa.. Naina aur Rajveer bhai ki shaadi ho chuki hai teen saal pehle.. Register marriage huyi thi inki..

RV : Aalekh sahi bol rahe hain...

Dadi saa (to RV) : kunwar saa aap bhi pehle se jaante hain ye sab... Hamein kyun nahi bataya... Kab aur kaise huyi inki shaadi...

RV : ye hamein bhi nahi pata.. Hamare paas inki shaadi ka certificate hai isliye hamein pata hai..

Naveen (suspiciously) : Raj tune Naina ko shekhawat empire ka chairman banaya tha..isliye to nahi kar li shaadi tum dono ne... Kayi companies mein clauses hote hain jinke according chairman ya CEO sirf married ya phir family member hi ban sakta hai..

Rajveer (sighing) : nahi isliye nahi huyi hai hamari shaadi... Ye clause tha shekhawat industries mein lekin mere chairman ban ne ke baad Maine hi remove kiya tha.. Naina ko chairperson banane ka decision mera tha being the sole owner...Naina ke chairman ban ne mein aur hamari shaadi mein kuch relation nahi hai... Aur ye bina kisi objection ho bhi gaya kyunki Naina already 10% shareholder thi... Mere paas 90% the baki ke 10% Naina ke the...

Naina (confused) : mere paas?? Aapne mujhe 10% shares kyun diye the?? Aur mujhe kyun nahi pata??

Rajveer : Naveen ke shares the vo jo iske jaane ke baad automatically tumhare naam ho gaye the...

Naveen (shocked) : kya?? Mere naam par shekhawat industries ke 10% shares the??? Kab Kiya tune ye sab??

Rajveer : jab tu pehli baar mujhe bachate huye injured hua tha tab... (showing his finger to Naveen when he was about to blast him) teri dosti Ki keemat nahi lagayi thi... Ye Maine maa Baba ke liye kiya tha... Jaanta tha ki tere baad maa Baba aur Naina ka dhyaan rakhne vala koi nahi hai aur hum soldiers ki life unexpected hai itni jisey tu aur bhi risky bana deta tha mujhe protect karte huye..tujhe kya laga ki pata nahi tha jab mujhpar attacks hote the academy mein aur tu bachata tha... Khair main point ye hai ki ye Maine isliye kiya tha taki tere baad ya tere rehte bhi maa Baba ko koi financial problems na hon... Jaise tujhe bhai mana tha vaise hi maa Baba ko apne maa Baba isliye kiya tha vo sab... Aur phir tere baad vo shares Naina ke naam transfer ho gaye....

Rajveer's pride.... His Naina....Rajveer's Naina (LRL season 1)Where stories live. Discover now