Chp 84

5.2K 505 93
                                    

Manik looked at the person with strange expressions......but the person cared less about his expressions and sat closer to him making manik sit straight to occupy less space.........manik didnt know what to say and he was getting annoyed by the constant gaze but still didnt say a thing cuz he had already so many things to worry about.....irritatedly he threw his head on his knees when he heard the person's voice

Pareshaan ho

Haan to aap kia kar loge manik thought rudely

Getting no answer from manik the person placed hand on manik's bicep and said

Bache kbhi kbhi share karne se pareshaani kam hojati hai and manik had no option other than looking at the aged man.....he didnt know why that person was taking so much interest in him and his matter

Kia soch rhe ho ke mein kia chahta hn tmse the old  man said smiling dunya mein kuch log kisi faida ke bghar bhi logo se baat kar lete hai he chuckled and manik looked at him with narrowed eyes

Aap ko kese pta ke mein pareshaan hn for the first time manik talked to him properly

Tm nhi bolte tmhare ankhe bolti hai.....and this time manik sighed looking at him

Bht pareshaan hn kuch smjh nhi arha kia karo he shared finding no other option

Tm aise insaan lgte ho jisne dil ke faislo ka ikhtiyaar(right) bhi dimagh ko dia hua hai the man said with a smile

Ggggg he stretched the word aap ki baate bht mushkil hai he said confused

Beta kuch faisle dil ke karne ke hote hai.....in faislo mein dimagh ko nhi late........tm wo karo jo tmhara dil khta hai the man was not interested in knowing the details about his problem but he was surely interested in solving the problem

Dil to chahta hai ke uski baat maan lo manik said helplessly

To maan lo na the old man said

Darta hn....mene zindagi mein bht ghalat kaam kia hai....nhi chahta ke mere bacho ko uski saza mile he said fisting his hair

Kia tmne maafi maangi un logo se jinke sath bura kia

Maangi to thi.....mene apni bv ke sath bht bura kia....dar lgta hai ke mere beti ke sath bhi aisa na ho came an answer from manik

Tmhare parents mein se kbhi kisi ne kha ke tmhare paida hone se phle unho ne koi ghalti ki jiski saza tmhe mil rhi old man

Aap ki baate mere smjh se bahir hai manik said in confused tone

1 bura insaan kbhi 1 achaw baap nhi bn skta.....jahan tak mjhe pta chala hai tm ne ghaltian ki lekin tm sharminda bhi ho.....tmhe apne bacho ki fikar hai.....aur dosre baat ke koi insaan dosre ki ghaltion ka pay nhi karta.....tmhare jo ghaltiyan hai uksa tm hi pay karo ge tmhare aulaad (kids) nhi......

Aur agar kuch hogya to he was still insecure

Kisi bhi maa baap ko apne bache ke future ka nhi pta....sb worried hote hai but iska ye matlab nhi ke sb kuch chor ke beth jaye....tm apni bv se pyaar karte hona to is dfa jo wo khte hai maan lo....the old man concluded

Manik said nothing just kept drawing circles on charpoy......

Jitna socho ke utna hi complicate karo ge sb kuch......relax karo aur chance do apne aap ko....tmhare bv shi keh rhi hai maan lo uski baat....kia pta ye tmhare zindagi ka best decision bn jaye....the old man smiled

monster to majnuOù les histoires vivent. Découvrez maintenant