Chapter 28

951 58 19
                                    


It was the time of the evening, the birds were hovering in the sky and the vehicles were flowing on the roads. The Rathore house was shining in the sunlight where Sameer entered his home and when he looked up, he was shocked to see Ambika who was sitting holding her head. She looked weak.

Sameer: mom?

Ambika looked at Sameer and she smiled.

Ambika: Sameer.

Sameer came to her and Ambika got up.

Sameer: mom, kya howa hai aap ko? Aap ki tabiyat theek nahi lag rahi. Aur aap yahan kya kar rahi hain?

Sameer holds Ambika's hand and her shoulder to give her support.

Sameer: Chaliye mere sath, main aap ko doctor ke pass le kar jata hun.

Ambika was shocked.

Ambika: nahi, main, main theek hun. Woh sar main thora dard tha to abhi dawai le kar thora yahan bethi. Socha thori dair beth jati hun phir room main ja kar aram kar lungi.

Sameer: mom, aap bhi na. aap apna bilkul dihan nahi rakhti. Chaliye main aap ko room main le chalta hun.

Ambika: han chalte hain pehle ye bata Muskan kaisi hai?

Sameer frowns.

Ambika: Pata nahi kyun mujhe laga raha hai jaise woh bachi theek nahi hai. Bohat takleef main hai.

Sameer recalled how Muskan was crying.

Ambika: woh theek to hai na?

Sameer came back from his world and looked at Ambika.

Sameer: yes, mom, woh theek hai. Aap Muskan ke bare main itna stress kyun le rahi hain. Hospital main Priya admit thi, Muskan nahi aur aaj to woh Priya bhi discharged ho gai hai. So, relax and have some rest.

Ambika: thank God, ab meri bachi ko kuch aram milega.

Sameer frowns.

Sameer: aap ki bachi?

Ambika looked at him.

Ambika: han kyun meri bachi nahi ho sakti. Jab woh teri achi dost ho sakti hai to meri bachi nahi ho sakti. Pata nahi kyun us bachi se ek alag sa lagao ho gaya hai.

Sameer smiled. Ambika wondered while thinking about Muskan.

Ambika: Yeh bhi ajeeb baat hai bina dekhe, bine mile us se ek rishta sa ban gaya hai. Woh mere dil main ghar kar gai hai.

Sameer smiled.

Sameer: Muskan hai hi asi us se jo milta hai us ka deewana ho jata hai. Jab aap us se milengi na to aap bhi us ki fan ban jaengi.

Ambika: tu milaega tab na.

Sameer smiled. He pulled Ambika's cheeks.

Sameer: woh bhi jaldi kar dunga meri pyari maa.

Ambika rubbed her cheek. Sameer smiled.

Sameer: Abhi woh thora busy hai jaise hi mujhe mouka milta hai main usay ghar invite karunga. Ab khush.

Ambika smiled.

Ambika: double khush.

They smiled.

Sameer: acha bohat ho gai batain ab aap room main chalen aur rest karen. Chalen.

Sameer took Ambika from there by giving her support.

It was the time of night and the stars were twinkling in the sky. Muskan entered her room while catching her head because her head was aching. She took out the box from the drawer of the cupboard and came to the table. She poured the water into the glass and gulped the medicine. Her phone rang and she looked at the bed. Muskan kept the glass on the table and she goes to the bed. Muskan picked up her phone and saw Sameer's number. She received the call.

KismatWhere stories live. Discover now