A Ray of hope for Radha

1K 50 16
                                    

Nearly one month had gone by,
The majority of hiranmayi's wounds had healed completely except for the sword marks on her back and her broken arm.

Radha had just finished dressing her wound when Krishna came in and both of them started staring at each other longingly. Prema noticed this and said,
" Radha Jiji, agar aap Bura Na Mane to main aapse Kuchh puchun."

"Han Poochho na Prema." Said Radha gently wiping her tears away

" aap apne ghar Kyon Nahin Jana Chahte?"

" Kya! Main To Apne Hi ghar mein hun.
Main Kahin aur Kyon Jana chahungi Prema." Radha as if it is the most obvious thing in the world.

" Baat Ko najarandaaz mat kijiye aap Bhali Bhanti Janti Hai Main Kya poochh rahi hun aap apne Sasural Kyon Nahin Jana chahti jiji. Vaise main samajh sakti hun Jab Pati Itna nikrusht Mila Ho To Koi kar hi kya sakta hai Kintu aapane use langur se Vivah Kiya Hi Kyon?"
This question causes tears to Spring up in Radha's Eyes.

Before Radha could say anything Krishna says," Radha Ayan Se Kabhi Vivah karna hi nahin chahti thi. Radha Ka Jab Rishta Tay hua tha To vah Mere Sath hua tha Kintu use shadyantra aur Chhal ka sahayata Lekar Radha se Vivah kar liya Aur Main Kuchh Nahin kar saka." He completes his statement and both of them start to cry but Prema just Smiles and gently keeps her hand on Krishna's head and says," iska Arth Radha Ka Rakshas Vivah Hua Hai?"

Hearing this sets alarms in Krishna's head as he realizes that indeed Radha's marriage was a Rakshas Vivah which means it could be broken. He stands up and hugs Prema tightly being careful of her right hand which is broken,
" Prema kya baat Yad dilai hai. Apne Dukh Mein yah Baat To Main Bhul hi gaya tha ki Radha ki sahmati ke Bina yah Vivah Hua Hai, Radha Kabhi Apne dil se Aayan se Vivah karna hi nahin chahti thi."Prema nods happily and hugs him back.

" tum donon kya baat kar rahe ho? Mujhe To Kuchh Bhi samajh Nahin a raha abhi yeh rakshas Vivah Kya Hota Hai?" Radha asks extremely confused

Krishna goes to explain everything to Radha but Prema is faster than him as she starts to explain everything," Radha Jab Ham Sadharan Vivah Kahate Hain Sabki sahmati ke sath to usse shastron ke bhasha mein Braham Vivah Kaha jata hai Jise kabhi bhi Toda Nahin Jata aur Jise Janm Janm Ka Bandhan Mana jata hai Aksar Sare Vivah ISI paddti se kiye Jaate Hain khaskar ke Aam Janata mein kshtriyon mein Gandharv Vivah Jyada chalta hai yah donon hi Prakar ke Vivah Ko Toda Nahin Ja Sakta Kintu Tumhara Jo Vivah hua hai use raksh Vivah Kaha Jata Hai jismein Kanya ki ichcha ke viruddh uska Vivah karvaya jata hai use Puri tarike Se asahay Karke. Aur Rakshas Vivah Ko Toda Ja sakta hai."

"Han to!" asks Radha innocently still not getting was Prema was trying to say.

" Toh Meri Pyari Radhe iska Arth hai ki Tumhara Vivah bhi Toda Ja sakta hai."
Exclaimed Krishna happily.

Radha wasn't able to speak for a few minutes before she finally said," Parantu Kaise?"

" Woh Aise---------------" explained Prema

Sahdharmini-Dwarkeshwari HiranmayiWhere stories live. Discover now