Execution Of The Plan

801 41 16
                                    

  Prema starts laughing at the despair of her dau. Krishna is also unable to control his laughter and both of them start laughing like crazy.

Dau looks at them angrily and says," Tum donon ki shrarte khatam hongi to tum log Mujhe Batao ki Kahan the.?"

" Dau Ham Nidhivan Mein the!"
Answers Prema as she moves to hug him, but before she can hug him Balram bends down and touches her feet and says," Mata aapko Sab Yad hai toh apne Mein pahle Kyon Nahin bataya."

" Han Prema yah Shikayat Toh Mujhe Tumse Hai. Kyon Nahin Jis Din aayi Thi Usi Din Bata Diya ki Tumhen Sab Kuchh Yad hai." Krishna says and pouts in mock anger.

" Achcha ji, tum mujhe Sabke Samne hi Tumhen Bata Dena chahie tha ki main Mahalaxmi hun aur sab Mujhe Pagal ghoshit Kar dete. Aur jahan tak baat Rahi Tumhen thodi der bad batane ki to vah bhi Sambhav nahin tha Kyunki Koi Hamen Akela hi nahin chhodata tha.
Main hi Janti hun itne Din Apni Jivah per Kaise Ankush lagaya hai, Yad Nahin kya pahle din Tumhen Dekhte hi Munh se galti se Arya Nikal Gaya Tha, kitna bada baval mach gaya tha." Prema in a taunting tone.

Suddenly they all heard a plate falling on the ground and turned behind to see who it was it was Radha,
she had Tears in her eyes, and she ran and hugged Prema tightly.
Both the girls waited for a few minutes before they separated and Radha said,
" Mujhe yah jaankar ATI prasannta Hui Hai ki Tumhen Sab Kuchh Yad hai."

" aur Mujhe Tumse Milkar Aati prasannta Hui Hai Prem Ki Devi."
says Prema and hugs Radha again.

" saubhagya to Mera Hai ki mujhe sampurn Mahalaxmi se milane ka avsar Mila," says Radha gracefully.

" Achcha chalo yah sab Chhodo aur abhi madhupur nikalne ki taiyariyan karo, Hamen use Ayan ke bacche ko range Hathon pakdana hai," Prema says in a determined and empowering voice.

" chalo Chal Ke use Vanar ko uski harkaton mein pakdate hain, aur Radha Ko is anchahe Vivah se Mukt Karte Hain!" Exclaimed dau happily

" are dau! vanaron ki beizzati to mat karo, bhool gaye kya unhone Hamari Kitni sahayata Ki Hai." Prema Scolds angrily.

" kshma karna Prema!"

" Mujhse Nahin Hanuman se kshma mango."

the Banter continued for a little more time before everybody headed off to pack for the trip, after a Prahar in the early morning Radha requested all the villagers together in the panchayat.

" Barsana aur Gokul Ke Gaon Walon Ko Mera sakshat Naman!" Exclaim Radha greeting everybody who had woken up early in the morning to reach there.

" Radha Beti, Itni सुबह-सुबह Panchayat Bulane ka Karan?" Asks upgrahth

" Baba aur Sabhi Gaon Walon, aap sab to Jante Hi Ho ki Mere Pati ayan Ek Sandhi prastav Lekar Madhupur gaye hue hain aur Mujhe abhi Kuchh Samay pahle hi Patra Mila ki vah Sandhi prastav Safal Raha. Isiliye main Patni hone ke Naate Madhupur Jana chahti hun aur vahan se pure Samman ke sath Ayan ko Wapas Lana chahti hun agar aap Sabko Koi aapatti Na Ho Toh." Radha informs everybody that she will most definitely go, and this was just a formality that she was doing,
everybody is very happy with her decision because they thought that Radha and Ayan could finally start their married life after all the crises they had gone through. But little did the villages know when they would come back the marriage would be broken to pieces.

The Radha again addresses the crowd
" Main Apne Sath Prema, Krishna, Balram, Mere Mata-Pita, Mere SAS aur Sasur ko bhi Lekar jaaungi aur kuchh Gaon Wale Bhi Mere Sath chalenge Agar unko aapatti na ho toh."

They get a few volunteers and within the period of a few hours, 1 prahar, they leave for Madhupur.

___________________________________________

___________________________________________

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

KUMARI MADHULIKA...

Sahdharmini-Dwarkeshwari HiranmayiWhere stories live. Discover now