Warning

501 36 7
                                    

Later that evening,
People were very busy preparing for tomorrow as tomorrow was the Vagh Dan ceremony of both brothers.
Both the brides-to-be had left their fiance and went away for a girl's Spa session and were pampering themselves for tomorrow.

Balram Dau and Krishna had been arguing, because Krishna had again stolen Makhan and blamed it on Dau.
Which earned an earful from Maiya,
Hriday Came Between the conversation and dragged both of them into a corner where nobody would be able to hear them Irritated Krishna said," Kya kar rahe ho Aaradhy?"

" Tum donon ko ek bahut Jaruri Baat Batani hai." Hriday in a grave tone,
This causes both Krishna and Balram to become concerned," Kya baat hai Hriday, Tum Kuchh jyada hi chintit lag rahe ho." Asked Balram

" Chinta ki baat hai isiliye to chintit hun,
Mere yahan aane ka asali maksad prema ko Apne mama Shri ke bare mein aagah karna tha, aur vah maine kar bhi diya Kintu Jab Dekha ki uska vivah ho raha hai aur vah bahut prasann hai use paristhiti Ki gambhirta Nahin batai."
He said this as he was pacing back and forth between the two stairs.

" Hriday, Ek lambi Sans Lo aur batao ki kya baat hai?"

" Baat yah hai ki mama Shri ko pata chal gaya hai ki Prema kahan hai, aur uski mrutyu hone Tak vah Nahin rukne wale Kyunki Prema Ki mrutyu Hue Bina unhen Raj sinhasan Kabhi Nahin milega. Vah use per Pran Ghatak Aakraman karvane Wale Hain aur Hamen usse usse surakshit Rakhna hai aur use Baat Pata bhi nahin chalne deni hai."

" yah kya Jagat Ke Sare mamaon ne apne bhanja ya bhanji ko marne ki Shapath Le rakhi hai kya?" Balram asks sarcastically

" are Hamare mama Hamara hi Kuchh Nahin Bigad Paye to Prema ke mama Uske Bal ko bhi Hath Nahin Laga Payenge," said Krishna with complete confidence.

" Achcha lekin is Bhai Ki Chinta ko Shant karne ke liye aaj se Ham Kuchh Niyam Palan Karenge!"

"thik hai/chalega" both Krishna and Balram replied in Unison.

" Pehla Niyam, Prema ko kabhi bhi ghar ke bahar Akele Jaane Nahin dena hai,
Uske sath Ham teenon mein se koi ek Hamesha Rahana chahie. Niyam kramank do vah jo bhi khaegi use Ham teenon Mein Se Kisi Ek Ko pahle chakhna hai, Niyam kramank 3 Hamen Jitna shighra ho sake utna shighra mama Shri ke bheje Hue hathiyaron ko samapt karna hai aur Niyam kramank 4 Prema Ko ine sabhyata Kisi bhi chij ke bare mein nahin Pata Chalna chahie."

Sahdharmini-Dwarkeshwari HiranmayiOnde as histórias ganham vida. Descobre agora