Wedding Part-2

534 39 10
                                    

" Saptapadi ke liye khade ho jaaiye!"
Set the Pandit Ji and finally, the cover between Krishna and Prema was removed and says that he was shocked with the understanding of the century because he was blown away by the beauty of the love of his life.
He was so engrossed engaging at her that Hriday had to whisper in his ear,
" Vasudev Krishna! Abhi Hosh Mein a jao bad Mein Jivan Bhar Meri Bahan ko Dekhte Rahana." This was enough to bring Krishna out of his la la land.

*chants happening in the background
"mangalam bhagvan Vishnu!
Mangalam garudhaja!
Mangalam pundarikaash!
Mangalaya tano Hari!
  Sarv Mangal Mangalya!
Shive sarvarth Sarathike!
Sharanya Trimbak ke Gauri!
Narayani namostute!*

" Ap donon agale Har fere Ke Sath Ek dusre ko ek Vachan Denge". Instructed the Pandit Ji and then the Saptapadi started.

First round

" hey, Bhismak Nandini!  Aapke sath liya Gaya yah Vivah ka pahla Fera Mujhe chirkal Tak Smaran rahega, aapko aajeevan Kabhi aan, dhan, jal ki kami kabhi nahi hone dunga."

" he Nand Nandan! Main bhishmk Nandini, aapko yah Vachan lete ho ki aapke Arjit Ann ko main sadaiv sambhal ke rakhungi aur Usi se sabka Palan poshan Karungi."

2nd round

" hey, Vaishali Suta! Main aapko Bata Nahin Sakta kya aapke sath Vivah ka dusra FERA lete Hue Mujhe Kitni prasannta ho rahi hai, main aapko Vachan deta hun ki aaj se aapka aur mera Ghar Ek hua, aap hi meri kul ki Swamini Hongi."

" hey, Devkinandan! Apni prasannta Kaise vyakt Karun mujhe nahin samajh raha Kintu main aapko Vachan deti hun Ki Main Hamare ghar ko ek acchi swamini Ki Tarah Sanjo ke rakhungi."

Round 3

" hey devi hiranmayi! Main aapko Vachan deta hun Ki Main apne Kutumb ka Palan poshan karne ke liye sadaiv uchit Marg ka hi prayog karunga, aur aap hi Hamare ghar ki sanchalak Honge, Hamari Dhan Hamare Aishwarya ki aap hi sanchalak hongi."

" hey, Vasudev krishna! Main aapko Vachan deti hun, aapki Arjit Dhan sampatti ko Hamesha sambhal kar rakhungi, fijul kharchi Se Dur Rahungi aur Sada Hamari Dhan Samriddhi mein vriddhi Prayas Mein Lagi Rahungi."

Round 4

" he Devi Ratnangini! Yah Mera aapse Hamari chauthe fere ka Vachan hai ki main sadaiv aap per Vishwas karunga, main yah man kar chalunga ki aapka Hamare kul aur Hamare ghar ke Prati liya Gaya Har Nirnay Hamare kul aur Hamare ghar ke Samman Mein vriddhi Ke Liye Hi Hai."

"hey, Mohan! Mera aapko yah Vachan hai ki mera Har Prayas Hamare ghar ke मान-सम्मान aur Maryada ki vriddhi ke liye hi hoga."

Round-5

" hey, devi suryarupa! Hamare paanchvein free ka Mera yah Vachan hai aaj se aap mere Har Dharm Karm ki, Mere Har Punya ki bhagidar
Hogi."

" hey, kanhaiya! Mere Har Punya ka pahla Adhikar Tum Hi Ko Hoga yah Mera Tumse paanchva Vachan Raha."

Round 6

" hey, prema! Aap hi meri Hriday swamini ho, abhi Mere hone wale bacche ki ma ho, main aapko Vachan deta hun ki Hamare is Gathbandhan se Hamen jo bhi Santan prapt ho gai,
Vah Mere Liye Mahadev ka Param Prasad Hogi, Meri Keval ek hi ichcha hai ki Mere Jivan ka Har Ritu aapke Kangana Aur Payal Ki Jhankar aur apne bacchon ki hansi ke sath hi gujre."

" hey, krishna! Mere priyatam,
Main Tumhen yah Vachan deti hun ki Hamare is Gathbandhan se Hamen jo bhi Santan prapt ho vah mere liye is Jagat Mein sabse mahatvpurn Hogi,
Main Tumhen, Hamare bacchon ko aur Hamare ghar ko Apne Jivan Mein sabse Uchch Sthan deti hun."

Round-7

" Hey, Meri Prem Varshini, aapke sath liya Hua yah Mera Aakhiri FERA Hamen agale Sal Janm Tak bandh dega, hey hridoy sahodari yah Mera aapse Vachan hai ki aap hi meri Ardhangini hongi, main aapko Saharsh apni waamaangini swikar karta hun."

"hey, mere premrath! Aapki vamangini Banna Mera Param saubhagya hai, main aajeevan is Prem is mitrata Ko jivant rakhne Ka Vachan deti hun."

This Saptapadi ritual is completed,
Then the Pandit Ji requests them to be seated again and the Pandit Ji allows everything that just occurred to settle down in their Minds before saying," mangalsutra dharan aur Sindoor Dan ka samay Ho Gaya."

First Balram goes ahead and completes the ritual and then Krishna slowly picks up the mangalsutra and ties three knots around Prema's neck then he picks a bit of the sindoor in his index and thumb fingers and places it on her partitioned hairline, some of the Sindoor falls on her nose which causes everyone to smile because it is said that if during Sindoor Daan some of the Sindoor falls on the brides nose it means that the groom loves her very much.

" ab vah Aage Aaye Aur apni vadhuon ko Bichhiya pahnaye." Instructs the Pandit Ji.

Krishna comes ahead first this time and bends down on one knee, takes one of her feet in his hand and places it on his thigh gently slides in the Bichhiya and then does the same for the other leg, Balram follows his example.

" Kanyadan Sanskar ka samay Ho Gaya!"
And soon Sanskar is completed as well. ( cause I have no clue how it happens)

Before Prema and Krishna were even able to register what had happened the Pandit Ji brought them out of their musings by saying," Vivah sampann hua! Bacchon ab jakar Badon ke Aashirwad le lo."

Both of them look at each other with Tears in their eyes, remembering every time they had gotten married.
They. Started taking blessings from all the elders beginning with the parents of Krishna, then prema's brother, and then the other people.

Sahdharmini-Dwarkeshwari HiranmayiWhere stories live. Discover now